Sabar or tahamul

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    sab se zrori sbr hota he our is main hum tab hi kamyab ho saktey hain warna isain hum ko boht ziada loss ka samna krna parta he our main to ap ko un kahun ga ke ap ko is main sbr ka muzahira karna chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
      Sabar, bardasht or tahamul forex trade k liye bohat eham hain, forex main kayi traders her waqt ye he soch ker apne aap ko upset kerte rehte hain k mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain.
      Agar hum forex trading main sabar aur tahmul ka khyal karen gay to hum es say bohat acha profit gain kar sakty hay warna to es say bohat loss bhi ho sakta hay humay wait karna chahey achi entry ka.
       
      • #348 Collapse

        mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain.
         
        • #349 Collapse

          huma is kama sabar sa kam lana chaya q k sabar he sa insan ko kayamib hasli hoti ha is muja aur ap ko sabar aur tama sa kam lana chaya
          • #350 Collapse

            kartey hain lekin hamain chahye k ham apney emotions per control karain or sabr o tahammul se trading karain ye hamarey liye boht best hai.
             
            • #351 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
              Sabar, bardasht or tahamul forex trade k liye bohat eham hain, forex main kayi traders her waqt ye he soch ker apne aap ko upset kerte rehte hain k mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain.
              Main apki baat sy ittefaq karta hon kabhi kabhi forum sy bonous real account main transfer hony main delay ho jata hai ya jab hum real account sy profit withdraw karty hain tu woh pending ho jata hai tu phir hum bhut zyada pareshan ho jaty hain so aisa nahi karna chahiye aur relax ho jana chahiye.
              • #352 Collapse

                The trader always remain improving his abilities and techniques in order to be at good.The query that how to be skillful is simple because skill comes with experience and experience comes with time pass and hard work in Forex trade.
                 
                • #353 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Sabar, bardasht or tahamul forex trade k liye bohat eham hain, forex main kayi traders her waqt ye he soch ker apne aap ko upset kerte rehte hain k mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain.
                  friend aap ne bhut achi bat kahi hai forex me bhut risk hai aur sabar ke saath kam karna hota hai . sub se zaror sabr hai aur hum is ko use kar ke kamyab ho sakte hai kyun ke sabr se achi earning kar sakte hai ..
                  • #354 Collapse

                    sabar aur bardast bahot ahem he forex k liye qk sabar ka phal meetha hota he quran majeed mai kai bar sabar ka zikar aya he aur bardast har insan mai nahi hoti he is liye bardast se kaam lena chhiye
                    • #355 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                      Sabar, bardasht or tahamul forex trade k liye bohat eham hain, forex main kayi traders her waqt ye he soch ker apne aap ko upset kerte rehte hain k mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain.
                      Mery khyal main agar hum forex trading main sabar kay sath trading karen to ziada acha profit gain kar sakty hay kyun ekh achy time par trade main entry he humary liey acha profit bnati hay.
                       
                      • #356 Collapse

                        g bilkul ... thk kaha sabar sy kam karian gay,...... to phr hi market ma survive kar saktay ha nai to phr ap loss hi karian gay .. or sabur o tehmul se kaam lena tyou hmei islam mei b sikhaya gaya hai tou business ya job mei q nae .. hr kam sabr se krna chaqhiye ,.. jaldbazi mei nuqsan uthaneyt ase acha h k sabr se faida hasil kia jae
                        • #357 Collapse

                          ma ne jab se forex join kya hai ma hamesha sabar se kam leta hon aur iss se muje loss b nahe hote aur profit b hoti hai forex ek aisa marketing softwere hai jiss ma sabar bahot ahmiyat rakta hai aur sabar se trade karne se loss b nahe hote
                          • #358 Collapse

                            gee han ma bhi yeh hi kaho gai kay app forex may kaam kertay howay apnay app ko control may rahko yani saber or tahamul say kaam lo kion kay ager app saber or tahamul say kaam nahi lo gay tou app ko bohat baray nuqsan ka samna kerna per sakta hay is leay app apnay saber ka daman na choaray
                            • #359 Collapse

                              woh apney patience ko loss kar daity hain.Trader k leye bhout zarori hai k woh apni trade ko achi tarha follow patience k sath karay tu woh acha profit earn kar ssakta hai or sath mai loss se b safe reh sakta hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                Yes boss sabr s kam lena chahie forex me or jald bazi nahe krni chahie jesa k jaldi kam shetan ka hota h jis s ap loss kr skte hain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X