Sabar or tahamul

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    sabr aur thamul sy kam laina achi bat hai agar app ko kabhi koi bhi trade main loss ho to app apny app ko sambhal lain dosra yeh k app forex main achi trade kernay k liye start main sbar aur thamul sy kam lain forex main sabr aur thamul sy kam leny sy app agay kafi jaskhtay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Bilkul aap ny theek kaha hay, sabar aur tehamul ki forex marketplace mein bohat zaroori hota hay, aap is marketplace mein shortcuts sy overnight rich nahi ho saktay hain, aap apni mehnat sy learning krtay ho phir earning krtay ho.
      • #168 Collapse

        dear sir ap nay sahe kaha hay kay sabar wa tahamul to maraykhayal say yi thek bat be haay mager kabi kabi ap ko julbazi say be kam laina parhta hay q kay pir ap loss ka samna ho sakta hay
        • #169 Collapse

          yes dear forex trading business me sabar aur tahamal ki bohat hi zayada importance hay aur hum asani se forex business se sabar rakh kar profit earn kar sakte hain aur hum forex demo account me es ki practice kar sakte hain.
           
          • #170 Collapse

            dear forex ko mere khayal se bohat hi sabar or tahamul andaz se karna chahiye kue k forex main ager app zayada lalach ki taraf jaye gay to apko loss hi ho ga.
            • #171 Collapse

              Forex trading ka business aik aisa business hai jis main kam waqt main ziada profit k asool ki khoshish ki jati hai aur is chakar main kafi mistakes kar di jati hain, ager sabar aur tahamul sey trades ki jain aur oun ki tp hit ouny ka wait kia jaey to kamyabi hasil o jati hai.
               
              • #172 Collapse

                g ahn g forex trading me ak trder ko sabr or tahamul se kam lena chahye g ofrex me ager sabr ka daman tham k rakho ge to ap ko bohat jald success mil jay gi in sha ALLAH forex ak bohat hi nice business hs but sabr krne walu k lie
                • #173 Collapse

                  Forex mein main ne dekh hai k some time hum ko loss bhi hota hai hum per agar saber se kam leta hain tu wo he loss profit mein chala jata hai. iss liya forex mein hum ko sabar se kam lena chaya aur trading bhi bhut cool aur free mind se karni chaya aur trading karna mein juldi bazi nahi karni chaya.
                     
                  • #174 Collapse

                    han sahi kaha hay jab bhi month kay end per bonus late hota hay to hamara sabar or tahamul kafi kam ho jata hay or ham kafi tension main hotay hen kay pata nahi bonus kun nahi mila abhi tak.i think hamain is mamlay main patience ko mad e nazar rakhna chahiay.
                    • #175 Collapse

                      g bhai ye to haqeeqat ha k cool mind win the world aur jahaan tak is karobaar ka ta alluq ha to me b yehi kahoon gak cool mind can win the forex aur ye baat bilkul haqeeqat pe mabni ha nahi yaqeen to jald baazi kar k dekh lo
                      • #176 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                        Sabar, bardasht or tahamul forex trade k liye bohat eham hain, forex main kayi traders her waqt ye he soch ker apne aap ko upset kerte rehte hain k mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain.
                        forex main agar ubali ho kar work kia jae ga to nuqsan hoga is main sabr aur tahammal sey kam lena chahiye aur aram sey trading karni chahiye .aur na hi ziada lalach karni chahiye.
                           
                        • #177 Collapse

                          dear frends me to kehti hun hum sabar or tahamal k baghair kisi kam me kamiyab nhe ho sakte hain. agar hum trading k waqt sabar or tahamal se kam lenge to hum trading me zarur kamiyab honge or acha bonus hasil karenge...
                          • #178 Collapse

                            g han bohat achi bat ki hai forex main sabr or tamhul es nbusines ka bhi ahm hesa hai humy es main trading karty wakt bohat sabr say or tahmul say kam lena chye na kay es main jald bazi karna chye na hi es main jazbti hona chye agr hum sabr nahi rakhy gy hum bot loss karwa sakty hain apna
                            • #179 Collapse

                              sbar aur tahamul say kiy jany waly kaam may hamesha kamyabi hoti hay is liay ham ko forex trade may invest karty wakt is chez ko samny rakhna chaiya aur ham ko emotional nahe hona chaiya balkah cool mind ho kar kaam karna chaiya ta kah loss say bach kar profit hasil kar sakian
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                aap nay theak kah hai janab humyen trading main sabar or tahmal say hmyshan kam karna cheya or humyen forex main souch samaj k kam karna cheya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X