Sabar or tahamul

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    sabar or tahamul bhot zyada zarrori hai forex mai humy best position k lia bhot zyada wait karna chahiya or forex mai tw zyada zaroori wait hai wait krna bhot zyada zarori hai achy position k lia or achy trade k lia
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      AJ kal logo main sabar or tahamul khatam ho gya hai sub kuch sort cut mangty hain log. Ager ap mehnat kar k sabar or tahamul kar k kaam karen to is main ap ka hi faida hai, jaldi ka kaam shaitan ka hota hai. lehaza sabar and tahamul sai kaam karo.
       
      • #123 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
        Sabar, bardasht or tahamul forex trade k liye bohat eham hain, forex main kayi traders her waqt ye he soch ker apne aap ko upset kerte rehte hain k mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain.
        jee han bro ap nay bhut khobsorat baat ki kay forex main sabar aur tahamul bahut important hai so humen apni trading main sabar aur tahamul ka muzahira karna chahiye.
        • #124 Collapse

          forex main ager earning kerni hai to is main sabar or tahmul ka dono hona bhoot hi zururi hai ager hum forex main kuch earn kerna chate hain to hum ko forex main trust kerna chaye or wait kerna chaye phire hi hum forex main earning ker shakte hain
          • #125 Collapse

            sabar karney walon k sath ALLAH TALA hotey hain aur ALLAH tala ko wo log pasand hain jo sabar kartey hain aur success unhi logo ko milti hai jo sabar kartey hain jaldbazi mein jo bhi faisley leta hai wo hamesha nuqsan mein rehta hai aur sabar krne wala hamesha faidey mein aur forex trading mein sabar bohat zada zaroori hai
               
            • #126 Collapse

              sabar aur thamal forex ki basic need hay ager ap ma sabar nahin hay to ap is business sa earning nahin kar sakhain gay kyun k yah business bot risky hay aur bara samaj k fasla lana hota hay is ma.
              • #127 Collapse

                bilkul sahi kah rhe ho app mn bhi app ki baat manta hn kah forex pa trade krne ka leya humein sabar rakhna chaheya aur greedy nhi hona chaheya wrna hum profit sa zada loss bana lnge aur hamare investment doob jaye gi to behtar ha kah hum sabar sa kam len aur behtar decisions leen.
                • #128 Collapse

                  yes of course right patience wait and bear are the most important in the forex trading business to being ourself disciplined and good planner, and also need to keep our mind relax, and active and steady, then we can be patience, and successful.
                  • #129 Collapse

                    g haan foerx mein wohi trader kaamiyab hai jo sabar rakhta hai aur jald bazi se kaam nahi leta aur tahamul ka mazahra karta hai jo log lalach mein aa kar sabar nahi karte wo aksar forex mein loss kar lete hain apna
                    • #130 Collapse

                      har work start krne se pehle har worker sabr aur tahmul ka mozahera karke he kamyab hote he is lye forex trading ak bussiness he aur isme be sabar aur tahmul ka mozahera boht zyada zarury he
                      • #131 Collapse

                        i think sabar is best, liken agar apka trade musalsal lose main ja raha hy to sabar k bajyee ap usko jaldi close karin taky ziada nukasan sy bacha ja saky.
                        • #132 Collapse

                          wasay to sabar ki islam me bhi ehmiat hai kafe or roz marra zindage me b iski kafe zarorat hote hai lekin jab baat ajayey trading ki to us me jazbate honay k bajaye aqal sy kaam lena chaye or sabar krna chaye jab tak sahi moqa na ajaye
                          • #133 Collapse

                            yes my dear forex trading men jab hmen zeyada loss ho raha ho or ya hamen bonus time pe na mil raha ho to mind kuch bechain ho jata he lekin forex trading aik aisa business he jis men emotions pe control kr k hi hm is business men kamyab ho sakte hen
                            • #134 Collapse

                              I am agree with you brother. I thnik we need the patience must. Because patience helps us to more practice and hard work. A good patience can make us success noforex business.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                salam dosto,sabar ak asi sawari ha jo apny sawar ko girny nai dyti lekin insan kia nature ma sabar h nai ha,har insan chahta ha ka usy bs profit mily,jis insan ma lalach ho g wo kbi sabar nai karta lekin jo log mehnat karty ha or sabar sa kam lyty ha wo h kamyab hoty ha.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X