Sabar or tahamul
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1591 Collapse

    Har business kay liye sabar aur tahammul bohat zaroori hota hy like forextrading, agar trader sabar ka muzahira nai karay ga to bohat mushkil hay keh wo aik acha trader ban sakay, aap ko market ki situation dakhtay hoay apna faisalay karnay chahye,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1592 Collapse

      Forex trading aik bahot acha business ha hum ko is main kam karta rahna chahia ya hum ko hamra kam karna ka paisa data ha
      • #1593 Collapse

        forex main jab tak ham sabar nahin karin gain tu hamain is main say faidah nahin ho sakay ga and ham is main say earn nahin kar sakain gain
        • #1594 Collapse

          beneficial not just about giving benefit / profit, but also about other benefits that such a market distinguished 24-hours non-stop, with that expected to take the opportunity propitious anytime.
           
          • #1595 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
            Sabar, bardasht or tahamul forex trade k liye bohat eham hain, forex main kayi traders her waqt ye he soch ker apne aap ko upset kerte rehte hain k mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain.
            app sahi keh rahay hoo sabar or tahmul bonus kay liye nh rakh na srif, ye doran trading jab hum koi b position open karty hn ess waqat hum ko khud pay control rakhna hoga aksar hum emotions ki waja say bohat ziyada loss kar dyty hn, tu jab b trading karain tab sabar ko na janydain.
            • #1596 Collapse

              Forex trading mein patience ka Hona bohat zruri hai because patience Kay hone se trader bohat se mistakes se Bach sakta hai or gread se bhi avoid par leta hai forex mein greed se avoid karna bhi bohat zruri hai agar greed se avoid nhi kia jaye ga to good trading bhi nhi ki jaskti
                 
              • #1597 Collapse

                jee bhai jan aaps ahi kehr ahy ha hamy forex traidng me jald bazi nhi karni chahiye agr ham jald bazi our laalach kary gay tu hamy loss hi ho ga our ham apna deposit zaya kar dy gay isi liye hamy dehan se trading karni chahiye
                 
                • #1598 Collapse

                  liye saber se kaam lena chiye ku k saber ka phal meetha hota ha tu humsha saber krna chiye some time loog ye sochtay hain k humay bonus ny mil ra profit ny ho ra ru wo kuch na kuch sochtay rehtay hain so calm n down rehena chiyeA good patience can make a good trader, and a god trader can make a good trade. so patience is a must for every forex trader.
                  • #1599 Collapse

                    saber se kaam lena chiye ku k saber ka phal meetha hota ha tu humsha saber krna chiye some time loog ye sochtay hain k humay bonus ny mil ra profit ny ho ra ru wo kuch na kuch sochtay rehtay hain so calm n down rehena chiyeA good patience can make a good trader, and a god trader can make a good trade. so patience is a must for every forex trader.
                    • #1600 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                      Sabar, bardasht or tahamul forex trade k liye bohat eham hain, forex main kayi traders her waqt ye he soch ker apne aap ko upset kerte rehte hain k mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain.
                      Ji han jub trader achi terha learning aur practice kerkay koi trade kerta ha to us ko waite kerna perta ha. Jitna sabr kerta ha us ko utna fieda hota ha. Ek acha trader hamesha time frame k mutabikh trade kerta ha aur achay time ka waite kerta ha.
                      • #1601 Collapse

                        forex market mai sabar sab se best cheez hai ar es mai he profit hai jab ap ne market ko analysie ar leya hai tu es mai sahe se order lagao and wait karo profit ka
                        • #1602 Collapse

                          insan ki zruryt or kuwaisht insan ko sabar krne nhi dyti kun k insan ftrt k tor py jldbaz he is ly trading me bhi hum cahtyn hn k zyda se zyda kam kr k jald se jld hum kamyab ho jayn kun k hum success full bnana cahtyn hn jo hmra haq he or hum is ko jldi hasal krna bhi cahtyn hn
                          • #1603 Collapse

                            g bhai jan ham ko is kam my sabar or tahamil sy kam karna chhaya q k is my ham ko risk hota hy is lia aram sy trade kary ta k ham ko trading my koi problem na hu or ham profit earn kar saky
                            • #1604 Collapse

                              Forex trading ma app ko bikul b jaldi nai karna chahiya balka cool mind sa kaam karna chahiya. Jaldi ma app koi asa kadam utha loo gay jis sa app ko profit hina ki jagha loss hona ka chances bar jaya. Wasa b jaldi ka kaam shitan ka ha sabr sa kaam kiya karo.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1605 Collapse

                                Sabar or tahamul ka forex trading mein hona bohat zruri hai because agar patience forex mein hoga to trading bhi easy ho sakti hai or trader bhi good earning kar sakta hai or good survive bhi kar sakta hai
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X