Sabar or tahamul

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
    Sabar, bardasht or tahamul forex trade k liye bohat eham hain, forex main kayi traders her waqt ye he soch ker apne aap ko upset kerte rehte hain k mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain.
    brother forex ma ap ko sabar or tahumal say hi kam lena parta hay kun kay is market ma loss bhi hay or profit bhi hmen starting ma mostly loss ho jata hay so hmen profit kay lye sabar krna parta hay. ap jab forex ko join kren to ap is mind kay sath join kren kay profit kay lye kam say kam 3 months ka time required hay
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      aslamu alaikum:sure bro 100% aisa hi hota hai aur waqei hamien sabar aur tahaml se kaam laena chahhay warna agr upset ho ka hum koe trade b kartay hai to no to wo thik anlayse ho sakti hai aur hum koe kaam kar saktay hain.
      • #1323 Collapse

        bro hmain trading karty wakt patience se kaam lena hoga jo log patience nahi rakhtay phir unko loss hee hota hay main abhi new hoon aur bilkul patience se kaam kar raha hon mujjhe koi jaldi nahi hay jese aksar log lalach main aa k jaldi se jaldi ziada posting start kar dete hain
        • #1324 Collapse

          g bhai jan forex ak asi job hai jis mein agar hunm sabr o tahaml se kam karen ga to humen fyda ho ga or agar hum jaldbazi karen ga to humen nuksan ka darr zyda hai
           
          • #1325 Collapse

            G bhai mai apki bat say agree krta hoo.sometime jb hum trade ko place krtay hai to bus is intazar mai hotay hai k kb trade profit mai aye gi or kb hum isay close kray gay jb k esa nhi hona chahiye.hmay apni analyzing pr confident rhna chahiye or patience k sath trading krni chahiye.Q k trading mai patience wo wahid strategy hoti jis pr agr ap control krlay to ap achay trader bn sktay hai.
            https://t.me/pump_upp
            • #1326 Collapse

              forex ki trading aik bohat hi fast profession hai jis main ap aik pal main hazaron kama sakte hain to agle hi lamhe ap bhari nuksan b utha sakte hain to is moke pe sabar o tahamul se kaam lena bohat zaruri hai. .or mera khayal hai k sabar o tahamul khud main peda karne k bad hi forex ki trade ko lagana chahiye..
              • #1327 Collapse

                is mai sub sya zayda sabr or tahamul ki hi zarurat hoti hay jnab,,bager sabr k insan khuch bhi nahi kar skata hay jnab,.,,is liye is mai sabr karna parta hay jnab
                 
                • #1328 Collapse

                  yes yhi sabar human different karta ha aor forex man trading sa ya sabr ana boht best ha future man koy b buniness kr sakta han ya even khen pa b apni amount invest kr sakta han so come in forex and learn the patience
                  • #1329 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                    Sabar, bardasht or tahamul forex trade k liye bohat eham hain, forex main kayi traders her waqt ye he soch ker apne aap ko upset kerte rehte hain k mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain.
                    gi han ye dono chezen hi forx trading ke liye boht zarrori hai kun ke ager hmare pas ye na hon gi to hum asani se trading nahi ker sakte
                    • #1330 Collapse

                      Sbr or tahammul aik aisi cheaz he jis se ap boht baray baray kam kr skte hen apko chiye k sbr se kam len or jab b koi mushkil aye to forex koi faisal na kren balke sochen k kia acha ho skta he apke ilye phr decision len
                      • #1331 Collapse

                        the key of success to sirf aik he ha k sabar or sirf sabar ,is k ilawa or to koe kam nahi ho skta jo ap ko acha na lgta ho.agar ap sabar sy kam lo gy to ap ko he is ka faida mily ga or is k ilaw ap ka kam bhe acha ho jy ga or ap k dil ko skoon bhe mily ga.............
                        • #1332 Collapse

                          Ji han forex m sabr o tahamal sa kam karna chahye jald bazi ni karni chahye or lalach b ni karna chahye q k forex m trade badalny ka Time ni lagta ap ki jald bazi ap ko kafi nuksan da sakti ha
                          • #1333 Collapse

                            sabar aur tahamul . forex trading main sabar se kaam karna chahy kuk pher ap ko fada hoga. forex main jo kaam sabar aur tahamul se experience aur knowledge ho to ap forex trading main aik kamyab trader ban sakthy han. aur confidemce k sath bhi ap acha profit get karty han. mery khyal se sabar aur tahamul ko kabi hath se na jay day.
                            • #1334 Collapse

                              forex ak achi kam karny kki said ha ham is ma kam kar k pasy kamany k sath sath bohat si chezay sikhty ha ya hamy
                              bohat fida day sakti ha or ham sabar tahamal k sath gar bathy hua arm say kam or achi tarha kar skty ha .....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                                Sabar, bardasht or tahamul forex trade k liye bohat eham hain, forex main kayi traders her waqt ye he soch ker apne aap ko upset kerte rehte hain k mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain.
                                yes you are right i totally agree with you in this matter because mere khayal mein agar ham forex trading mein kamyab hona chahte hein to is k lye sab se ziada zarori hai k ap sabr o tahmul se kam lein...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X