Sabar or tahamul

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1201 Collapse

    ma ap ki baat sa agree karta ho. hum jitna zeda sabar sa kam late hian hum uttna hi zeda earn kar sakte hain forex ma kam karne ka lia sabar or tamal ki boot zeda zarorat hoti ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1202 Collapse

      is market mein hmain sabar aur tahammul se kaam krna chahiey js se hum kuch na kuch gain zaror kr skain ge experience se buht hi acha kaam ho skta hai ap ka ap ko chahiey ke learn krian jitna jaldi ho sake
      • #1203 Collapse

        bhai ap ny bilkul sahe kaha ha jo new join karty hain maray khiyal ma un ko zeyada problem hota ha aur jald bazi ma rehty hain jis ki waja sy un ko tension rehti ha ham ny kam kia ka pata nahe balnce milay ga k nheee.is liyee un ko chae ha sabar aur tahmul sy kam kary.jb new member senior member ban jatay ha tb us ko is baat ki tension nahe hoti
        • #1204 Collapse

          saber bohat important cheez hay specially ek trader kay leay ager ek trader discipline kay sath working karna seekh jaye to wo es kam may easily succesful ho sakta hay so we should concentrate on it to improve our trading skills
          • #1205 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
            Sabar, bardasht or tahamul forex trade k liye bohat eham hain, forex main kayi traders her waqt ye he soch ker apne aap ko upset kerte rehte hain k mujhe profit ya bonus kyun nahi mil raha, itna delay kyun ho raha hai, i think apne aap ko calm or relax rakh ker aap zyada behter soch sakte hain.
            I am agree with you brother...................sab se zrori sbr hota he our is main hum tab hi kamyab ho saktey hain warna isain hum ko boht ziada loss ka samna krna parta ha ager ham tahamulsa kam lai ga to phr hi market ma survive kar saktay ha nai to phr ap loss hi karian gay..........
            • #1206 Collapse

              iss business main sabar or tahamul ki bohat zrurat hay agar apk andar sabar hoga to ap easily kamyab hunge kyun k jo log sabar karte hain wo hi kamyab hote hain or aik professional trader bhi patience ki waja se kamyab hota hay.
              • #1207 Collapse

                forex mein jab be kaam kary sabar aur tuhamal se kaam karay es mein jaldbazi aur greedy na karay ap k liye kafi loosing sabit ho sakti hai kiyon k forex aik buhat he difficult business hai thankful for qeustion
                   
                • #1208 Collapse

                  yeh filed hi aisi hai is me saber name ki ko cheez ni hia so jo bi is ko join kerta hia woh
                  bs yehi mind me rakhta hia ka mjy profit hi earn kerrna hai
                  loss ko agr mind me rakhy to phr woh saber say kam ly sakt hai.
                   
                  • #1209 Collapse

                    Yes ap forex trading may working sabar o tahamul se krain sab cheezo ko nazar may rakh kr forex trading ko krain
                    • #1210 Collapse

                      yes dear bro you are right because is business man sabr or tahumal ki bohat hi zayada zaroorat han or agr ham aisa nai kary gay to ham ko is man loss hoga or hamary hath siway loss k kuch bi nai aye ga.
                      • #1211 Collapse

                        g han bht achi baat kahi hai bhai jan ap ne forex trading mn kamyaab hone k liay sbar se kam lena hi parhta hai kiun k jaldbaazi mn apko hamaishan is mn loss hi hoga
                        • #1212 Collapse

                          je bhi ap n such kaha hy keh forex main kafi sabar sy kam lena hota hy aur is main sabar sy kam ly kr hi kamyabi hasil hoti hy warna loss hi hota hy .sabar ka phhal hamisha hi metha hota hy.
                          • #1213 Collapse

                            Struit bhaei apne durast kaha he ye aik sab se zabardast online karobar he es karobar min log enter hote hin to wo chahte hin fori toor pe zabardast income hasil kar lin magar jeise jeise unki knowledge aur information barhti he es karobar k bare min wo ye bat bhi realize kar leite hin k es karobar min highest level ka profit to zaror mojod he magar sirf un logon k lei jo sabar aur tehmul se trading karte hin.
                            • #1214 Collapse

                              forex trading mein patience ki bht zada importance hai ya key to success hai aur ap ko mistakes aur loss sa bachti hai ap ka emotion ko control mein rakhti aur ap ko stop loss use kar ka apni trade ko manage karna chye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1215 Collapse

                                G sir bilkul sahi bat ha hum jb lalach se kam lety hn tu nuqsan hi hota ha is liy buhat saber or mehnat se kam kerna chahiy or khas ker trade market tu ha hi buhat risky kam tu soch samj k invest kerna chahiy nahi tu profit ki bajay loss b ho sakta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X