Sabar or tahamul
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1171 Collapse

    In forex trading business business we can need to have a good patience if we want to earn good profit because as we all know that slow any steady wins the race so we need to wait until we do not get good opportunity to create good profit from forex market.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1172 Collapse

      Indeed sibling ough tend to be to state this particular and never just for reward but additionally during the time of buying and selling you need to be relaxed as well as calm simply because presently there you'll encounter tension whilst buying and selling which tension may generate ough from industry.
      • #1173 Collapse

        Dear! Asslam o alaikum..forex ek business ha jaise k har business ya koi b kaam ho us mai apko sbar krna prta ha..jo jitna Sbar krta ha
        Use utna hi us Sbar ka Phal milta hai..or Ap Sbar k sath Work krte rahe Or zayada se Zayada Knowledge
        Hasil krte rahe..Jitni zayada knowledge hogi utna hi zayada hamare lye Easy ho profit hoga..!!
        • #1174 Collapse

          sbr aik aisi cheez hai jis ka phal humaisha meetha hota hai or forex trading mn to ap jitna zada sbr krain gay apko utna zada profit mil skta hai
          • #1175 Collapse

            g han dear forex main sabar or tahamul ki zrurat hoti hay agar ap k andar sabar hoga to ap asani k 7ath is par kam kar skenge isliay sabar karen or achay time men trade karen takhe kamyabi mile.
            • #1176 Collapse

              bhut acha sawal kiya apne dear friend mai iss bare mai apko btana chahun ga kay forex trading humain sabar or tahumul se hi karni chahiye agar ye do cheezain hum mai hain to shayd hum forex mai kabhi bhi kamiyaab trader nahi ban saktay mimkin hay kay men ghalat bhi ho skata hun kiun kay khud abhi forex ka studnt hn.
              • #1177 Collapse

                ji bilkul forex mai sabar bi bohat important hai forex mai kafi dafa aise hota hai ke jald bazi ki waja se kafi loss ho jata hai forex mai kun ke jaldbazi se hamasha ap galt decision le lete hai or us ki waja se forex mai kafi loss ho jata hai is liye mind ko cool kar ke kam kare .........
                • #1178 Collapse

                  g bhai agar ap saber aur bardash say kam karo ga pher ap kamayab ho sakhta hai aur aik bhut yaha bhut zarori hai wo ya hai k trading karta wqat jald bazi say kam nahe laina chaia agar ap na jal bazi ki to os main bhe ao ko bhut noksan ho sakhta hai
                  • #1179 Collapse

                    we should trade with a great patient. many times there are not a good trends to trade so we should Waite for a good time. and if we hve placed a trade and market has started to going opposite of our order then we can waite for retracement of market
                    • #1180 Collapse

                      forex trading mi successful hony k lia ek important chiz ya b ha k ham sabar or tahamul sy kam ly ku k forex ek risky business ha es mi ek mistake b boht big loss kar skti ha or jaldbazi mi ham wrong decision he lyty ha or jis ki waja sy hamy big loss hota ha.
                      • #1181 Collapse

                        kisi be business men sabar or damhamul k bagair kamyabi nahi ho skti .... forex trading be 1 taweel or sabar azma job hai... apko foren profit ko expect nai kerna chaiya
                        • #1182 Collapse

                          Salam alls...friendz agar hum trading mey sabar say kam kareen gay to hum iss mey aik ache incom earn ker saktay hain ..lkain sabr o tamul k sath ye sb kerna chayee jald bazi mey insan ko loss ho jata hai
                          • #1183 Collapse

                            sabar aur tahamul forex forum ke lye bahut zaruri he, sabar karne se aur mehnat karne kew lye apko trading men bahut zyada benerfit mil sakta he aur yeh apki earning ka bahut hi acha source bhi ban sakta he, agar ap is men kamyab hon to bahut hi ache trader ban jaen ge
                            • #1184 Collapse

                              g haan bilkul teek kaha ha ap na mera bi yahi khail ha k trading hamesa sabar aur tahmul k sath karni chaia aur kabi bu ap ki trading karty waqat greedy nahi hona chaia q k jaab hum greedy ho k tradind karty hain to hamin loss ho sakta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1185 Collapse

                                Assalmualikum....bhai forex trading mein kaam krty wqt ye zaroori hota hai k hum apny ap ko calm rkhein or jitna ho sakta hai apny uper believe rkhein ....bht sary new users bht jaldi disappoint h jaty hein...or phr workhard nhii krty...hmein apny uper yaqeen hona chahye...or is baat per bharosa hona chahye k aik din hum zaroor kamyab hngy....agr ap apny ap ko calm rkhein gy tbhi ap achi planning kr sakty hein or tbhi achii earning bhi kar sakty hein.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X