Sabar or tahamul

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    sabar or tahamul forex trading me bhut zarori ha agar ap me pateints nai hoga toh ap forex pe kam ni kar sakenge kyun ke forex buisness me apko profit hone ke sath sath loss bhi hota hai jisko beer karne k liye apko sabar or tahamul se kam lena padta ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      ager ap main sabar bardasth aur tahamul paida ho jaye toh ap easily success hasil kar sktay hain forex main aur ap ko koi pareshani bhi nahi hogee forex trading bohat best work hai aap ko chahye kay apnay andar positive changes layain.
      • #423 Collapse

        Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main sabar aur tahammul ki bohat zaroorat hoti hay kun kay jab aap sabar aur tahammul say kaam kartay hain to is ka aap ko bohat faida hota hay and kaam bhi sahi hota hay
        • #424 Collapse

          forex business ak asa business ha jis ma tuhamal or bardhast k hona bohat hi zarooore hota ha tahamal or bardhast ak ase cheezn hn jis sa ap srf faida hi utha saky hn ya dona cheezn ap ko hamesha faida hi dn gi bazahir ya bohat mushkil hn magar andar sa ya gold ki tarah hn
          • #425 Collapse

            I am really agree with your proposal , patience play a very important role to become success in forex trading . without having a good patience you can not become success in forex trading business .
            • #426 Collapse

              Han bhai jaan apki baat 100percent sahi he , is me bardash aur tahamal bahot zarori he,qu k Islam ne bhi sabar aur tahamal ko bahot ahmiat di he,isi liye hamen is kaam me b sabar se kaam lena chaye
               
              • #427 Collapse

                mai aap ki bat se bilkul afree karta hun, Forex bhot risky business hai and is mai sabar or tahamul bht zayda zaroori hai and ek bht mashoor jumal hai english mai that is patience is a key to success. :)
                • #428 Collapse

                  Je han forex trading mn jitna ho saky cool mind sy he work krna chahey keyun k es mn agr juld bazi sy kam kya to es mn loss hony k chances bhe bohat bhr jaty hn es mn greed sy bhe kam nahi krna chahey hamsha sbr sy kam lena chahey, sbr ka phal hamesha metha hota hy.
                  • #429 Collapse

                    Because patience helps us to more practice and hard work a good patience can kame us success in forex business warna isain hum ko boht ziada loss ka samna krna parta he our main to ap ko un kahun ga ke ap ko is main spr ka muzahira karna chahiye,
                    • #430 Collapse

                      yeh ssabar hi nhi hota forex mein....kya kare ab
                      • #431 Collapse

                        Yes dear i agree with you humain apny emotions ko control mein rakh k forex py kam karna chaiye agar hum sabar aur tahamul sy kam nahin karen gy to hum forex mein profit earn nahin kar skaty hain humain is mein loss he ho ga kyun k humary emotions forex k liye buhat bary dushman hain .
                        • #432 Collapse

                          sabar or tahmul k bina ap forex sy profit nai bna sakty agr ap ko profit bnana hy to sabar or thamul sy kam lena parry ga jitna tahamul sy kam lo gy utni zyad earning ho gi
                          • #433 Collapse

                            G mara bhai hum forex ma kya balka ksi b kam ma sabar or tahamul sa kam la ga to wo asan ho jaya ga or kam karna ko b dil kara ga g ku ka kamyab hona ka liya sabar sa kam lana cahiya g
                             
                            • #434 Collapse

                              Forex trading me sabar tahammul aur bardaasht aik forex trader ke liye nihayat zaroori he aur jald bazi, jazbatiyat, aur lalach hamare sb se bare bushman hen, is liye hamen in sb baaton ka khayal kar ke work karna chahiey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                sabr aur tahamul zarori hai ......kuch bhi karnai kai liya specially trading karnai kai lia

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X