Sabar or tahamul
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2041 Collapse

    hamain is main loss ho jaye tou sabar say hi kam lena ho ga ta k market main loss kam ho skay aur hard work karni ho gi ta k profit ho skay aur sabr kar phal hamesha metha hota hai is main hard work karni ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2042 Collapse

      Suna to hoga k sabar ka phall metha hota hai. Fotex me sabar.k.tahammul se kam krain agr koi masla hai tou mashwara kar k start kran. Aur apne time me khob kamal sabar aur tajammul se apne kaam krain
      • #2043 Collapse

        g han bhai bilkul apki baat darust hae k forex mn sabbar aur tahammal sy kaam kia jae aur apny aap ko tention ka shikaar hony sy bachabachaia jaey.
        • #2044 Collapse

          g han hamain agr loss ho jaye tou sabar say kam lena ho ga ta k earn ho saky aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho saky aur demo main practice karni ho gi ta k earn karny main asani ho
          • #2045 Collapse

            hamain trade karny k liye hard work karni ho gi aur agr loss ho jaye tou sabbar say kam lena ho ga ta k earn kar skay sabr ka phal metha hota hai hamain knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho
            • #2046 Collapse

              hamain is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k earn karny main mushkil na ho saky aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k earn karny k kabil ho saky gay aur profit hasil karein gay
              • #2047 Collapse

                Yes sabar or tahumal ka muzahira karna chaiay kiun ykay forex trading main zara sa greedy factor aap ko loss day sakta hay kiun kay greed say aap aik ghalt time per big trade laga daitay ho or us say loss ho jata hay is liay hamain aik achay waqat ka intekhab karna chaiay
                • #2048 Collapse

                  forex mein ager hmen kisi chiiz se kamyabi mil sakti hai tou hmara khud pe control hai .. hum khud pe kitna control ker sakty hain k kb kis wqt trade lgani kb nae lgani.. ager hum greed na kren aik achi opportunity ka wait kren aik proper signal pe hi hum market mein enter hun tou hum profit mein hi hun ge
                  • #2049 Collapse

                    agar hum sabar say kam lain gay to humari forex trading bohat achi ho gi so humay chahiey keh esmain jald bazi say kam na lain kyun keh es waja say humara loss ehnance hota hay
                    • #2050 Collapse

                      I agree with you Forex me patience ki boht importance han isi liye humy chahye k hum market me jald bazi na kary aur first of all market ko achi trha se analyze kary and then Forex market me koi position open kary isi trha hi hum aik professional trader ban sakty han aur achi earning bhi kar sakty han.
                       
                      • #2051 Collapse

                        Forex marekt bohot risky market hai aur forex tradng ko join karnay waly aksar new traders ke main mistake yeh hoti hai ke woh jaldi jaldi mai aur forex trading mai earning kay lalich mai ya phir excitement mai over trading kar daite hain jis ka bohot he ziada loss hota hai traders ko
                        • #2052 Collapse

                          g han aik kamiyab trader ban'nay kay liye ap kay paas sabr aur tahmul in dono cheezon ka hona bohat zaroori hay agr ap kisi tenshen main hon gay ya phir bonus ya profit main any ki fikar main lagay rahen gay to ap apna current work achay triky say nahi kar pain gay is liye ap kay relax aur fully focused hona bohat zaroori hay
                          • #2053 Collapse

                            Ap ne thek kaha k humy is business me patience se kam lena chahye aur greed se avoid karna chahye q k ye aik risky online money making business han aur agar hum is business me care nahi kary gye to humy boht zyada loss bhi ho sakta han isi liye humy aik small risk factor par trade karni chahye.
                             
                            • #2054 Collapse

                              forex. trading min sabar r tahamal ka boht ahm kirdar ha. q k is min ap ko boht hosly sy kam krna parta ha is min boht ziada ups and down aty han is liy apko chiy k ap is min sabar r skon sy kam kren
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2055 Collapse

                                sabar or tahamal say hum is tara say kaam ko krna jis ki vaja say is market main teek say kaam ko krna hota hai jis ki vaja say humy is market main teek say kaam ko krna hota hai or kafi zada safety say hum nay kaam ko krna hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X