trading mein SL aur TP q zaroori hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein SL aur TP q zaroori hai??
    assalamu alaikum umeed karta hn ap sb theek hngy aur acha kaam kar rahy hngy..mera ajka sawal ye hai k trading mein stopp loss aut take profit q zaroori haii?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein SL aur TP q zaroori hai??

    SL humy account wash hony s bacha dakta hai hamari trad profit me close hojati hai or hum nuqsan st bach jaty hain is lye humy Sl or tp use karna chahye shukria
    • #3 Collapse

      Re: trading mein SL aur TP q zaroori hai??

      dear members forex trading main jb bhi hum koi trade open karty hain to hum us trade main do chezen zaror lagaty hain pehli hay stop loss aor dosri hay take profit
      dear stop loss hum isleay lagaty hain keh market agr ksi bhi waja sy hamari trades kay against chali jaey to hum ko sirf otna hi loss ho jitna keh hum nay khud sy set kiya hota hay aor hm ik barrey loss sy bach jaen
      take profit ko hum tb istemal karty hain jb hm nay ik makhsos profit ko hasil krna hota hay aor hum cha rahy hoti hain keh hum market sy itna profit hasil karen aor chaley jaen
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: trading mein SL aur TP q zaroori hai??

        Ji han friend trading Mein stop last for take profit bahut Jaruri hota hai Hamen Ja Ja Ke Ham Jab Bhi apni Koi trade open karen to use paste of Las aur take profit Jarur active Karen uska Hamen fayda ya hota hai ki agar Hamari trade loss Mein Jaati Hai To vah Hamen Jyada loss Nahin Deti close Ho Jaati Hai ISI Tarah Agar Hamari trade profit Mein Jaati Hai To vah Jab acche profit Mein Chali Jaati Hai To Hamari trade hold close Ho Jaati Hai

        اب آن لائن

        Working...
        X