Confidence in forex ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence in forex ki importance
    Assalam O Alaikum
    Umeed ha ap sb khairiat sy hain. Aur forex business sy ziada sy ziada earn kr rhy hain. Ma aj forex trade ma confidence ki importance p bat krna chahta hu. Agar ap kamyabi ki sath trade krna chahty hain to ap ko consistence aur confidence k sath kam krna ho ga. R apna plan bnana ho ga. Kisi b halat ma confidence sy kam krain.
    Fast changes hain market main. So ap ko confidence sy kam krna chaiye. So always be confident while trade. And hope for the best. If u have confidence on your skills you should trade with confidence ta k ap ziada earn kr skain aur motivation sy kam krain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confidence in forex ki importance

    Forex Mein confidence ki bahut jyada hi Nahin Hoti Hai Hamen regular tarike se baat karna chahie honestly bar karna chahie Agar harmoniously tarike se acche tarike se hath marne ke tarike se baat karte hain Tum Hamare liye bahut jyada faydemand hota hai aur Forex Ek Aisa business hai jismein Ham Jitna Jyada time invest Karenge utna hi acche tarike se Ham Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain aur Achcha bolna chal kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Confidence in forex ki importance

      G han forex trading men confidence ki bahut ziyada importance hey kiun k iss men jin logon men self confidence nhi hota woh kabi bhi kamyab trader nhi ban saktay iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir khud pe depend karen aur self confidence ko improve karen aur phir jitni ziyada mehnat karen gey utni jaldi kamyabi hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Confidence in forex ki importance

        forex mein jo confidence hai yah bahut hi jyada important hai hamen chahie ki ham log laazmi taur per confidence ke sath kam Karen agar ham log confident hokar kam karenge to yah mera ek believe hai forex keyword mein ki ham log acche tarike se usmein kamyab hote jaenge isliye hamen chahie ki yah chijen apne mind mein rakhen aur hote ko achcha aur successful trader banae Jo hamare liye bahut hi jyada jaroori hai
        • #5 Collapse

          Re: Confidence in forex ki importance

          walekum assalam self-confidence bahut hi acchi chij hai agar aap Forex trading mein self-confidence ke sath kam karte Hain to aap acchi trading jarur karenge aur aapko market mein achcha profit hoga isiliye aapko chahie hai ki aap apna self-confidence ke sath kam Karen aur agar aap self-confidence ke sath kam karna chahte hain apne self-confidence co-develop karna chahte hain to uske liye aapke pass best option demo account hai kyunki agar aap demo account per kam karte hain to use aapke analysis ki aqua Rashi ke bare mein aap ko pata chalta hai aur aap easily apne market mein apne analysis ko judge kar sakte hain aur apna confidence build kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Confidence in forex ki importance

            Forex trading ke Business mein agar Ham kamyabi Hasil karna chahte hain to uske liye Jaroori hai kya Ham aapane is business Mein Hamesha confidence ke sath kam Karen Hamen Apne is business Mein kam karte hue kabhi bhi confuse Nahin Hona chahie lekin Hamen Apne is business Mein overconfidence ke sath Kam Nahin Karna chahie Hamen Hamesha Apne senior member ko follow karna chahie senior member ke mashhur Lekar Hamen market Mein kam karna chahie Jab Ham market Mein kam kar rahe ho to Hamara Sara focus Apne kam per hi Hona chahie Forex trading ke Business mein Hamesha Vahi trader kamyabi Hasil karta hai jo Apne kam ko Hamesha acche experience ke saath karta hai
            • #7 Collapse

              Re: Confidence in forex ki importance

              Ham Jab Koi kam Karte Hain To usmein sabse important jo chij hoti hai vah hamara confidence hota hai jo Hamen Kamyab Karta Hai Ek professional aur Kamyab trader Hamesha pure confidence ke sath kam Karta Hai Forex forum Ek Aur line business hai jis mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen Hamesha confidence ke sath kam karna chahie acchi earning ke liye Hamen confidence ke sath market ko charge karna mukhtalif kisam k currency pairs aur Unki moment ko samajhna bahut important Hota Hai Jyada Se Jyada knowledge gain karna experience game karna aur practice karna bahut important Hota Hai Kamyab trader social signals per Dhyan Nahin deta vah to Media Share tak rahata hai Peenya Dora expert ki opponent ko Samne rakhte hue pure confidence ke sath market Mein trade lagata hai hai aur kaun si dress ke sath market ko analyse karta hai aur Khud Ko kam Yaha banata hai
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Confidence in forex ki importance

                forex trading mein agar aap log kamyab hona chahte hain aur self confidence score increase karna chahte hain to aapko chahie ki aap forex trading co sahi se samjhe agar aap aur studying ko sahi se samajhte Hain to he aapane self confidence and carries hoga self-confidence usi waqt increase hota hai jab aapke pass bahut synowledge Ho chij ke bare mein agar aap forex trading mein kamyabi chahte Hain to aap trading ka knowledge game Karen jitna jyada knowledge aapke pass hoga itni hi expertise aapki jyada hongi jitne aap forex trading mein expert honge itna hi jyada profit aap yahan se game kar sakenge isliye forex trading mein hamesha confidence ke sath kam karne confidence ke sath kam karke hi aap achcha profit gain karenge
                • #9 Collapse

                  Re: Confidence in forex ki importance

                  forex main achaay say apna kam kurnay kay liye achay say confidence kki bht zyada zrorat hoti hai agar hum forex main success gain kurna chahtay hain or achay say aapna kam kurna chahtay hain to es kay liye humaain achay say confidence say apna kam kurna ho gaa agar hum es main achay say apna kam jari rukhay gy to hum es trah say success bhi hasil kur lay gaay to humain es main achay say confidence say achay say apna kam jari rukhna chahiye jis kay baad hum success bhi gain kur lay gay to achay say apnaa best dayna jari rukhna chahiye or asani say humain success hasil kurni chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Confidence in forex ki importance

                    Asslam o alikum forex m hmay confidence k sath kaam krna chhaiy forex ma hmay zyada knowledge or expereince ki zrorat hoti ha jitna zyada hmary pas knowledge or expereince ho ga tabhi ham acha profit hasil kr skty han
                    • #11 Collapse

                      Re: Confidence in forex ki importance

                      Trading mein confidence aa jab build up ho jae to maximum trades positive ho jati hain. Confidence build up krnay k liye key factor learning aur knowledge hain. Jitni acchi apki learning base hogi utny confidence k saath aap trade kr saken gy. Learning ko increase karen aur learning process ko continua rakhen. Jab bhi aap kisi bhi field mein apny basic concepts ko well clear nahin kartay aap tab tak us Field mein expert nahin ho saktay. Forex trading mein achy learner he bad mein confident ho kr trade krtay hain aur successful hoty hain.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Confidence in forex ki importance

                        trading mein successful hone ke liye confidence ek hi sakta hai aur confidence building karne ke liye aapke learning bahut important factor hoti hai. Apni learning aur apne basic kaun se apps par focus Karen jisse aapko acchi knowledge aur experience hasil hoga aur aap trading karte hue comfortable honge aur confident ho kar aap trading kar saken ge. Confidence jab Tak bil up nahin hoga tab tak aapko Forex trading ki clearly samajh nahi aaegi.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Confidence in forex ki importance

                          Assalamu Alaikum friend ummid hai aap khairiyat se Honge friends confidence ka hona lazmi hai Agar aapke pass confidence ka hona lazmi hai Jitna Yadav aapke paas confidence hoga utna hi aap Achcha perform kar Sakenge isliye hai aap koshish karen kya apne andar confidence ko laen Forex mein bhi vah Kamyab Hote Hain Jo jo Apne andar confidence rakhte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Confidence in forex ki importance

                            Forex market mein kam karte hue hamare andar confidence bhi hona chahie simple agar Ham ek trade open karte Hain to hamen cool mind se kam karna chahie hamen market ko acchi tarah analyses karke a open kar lena chahie agar ham karte hain aur hamare andar confidence nahin hai to Ham acchi trade open nahin kar sakte ho na hi acchi earning kar sakte hain. Agar hamare pass saccha confidence hai to Ham Bina kisi dar ke trade open karte hain. Aur hamare pass achcha knowledge bhi hona chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Confidence in forex ki importance

                              hamain confidence say hi hum achy say trader ban sakty hain so hamain fourm main planing karin gay so hamain forum main kiis bi waqt trader ban sakty hain sohamain forum main planing kaien gay so hamain forum main pracitce kaein gay so hamain forum main rules ko folow karein gay sohamain forum main planing kaein gay so hamain earn kaein gay sucess hon gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X