Hamesha apni mistakes ko recover kr k agay badhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamesha apni mistakes ko recover kr k agay badhen
    Assalam walekum doston Duniya Mein Kisi bhi e kam Mein Kamyab hone ke liye Kuchh Asoolon per Amal karna Hota Hai Jaisa ke Pakistan Forex forrum hai is forrum per bhi e kamyabi Hasil karne ke liye Hamesha Apne mistakes ko recover karna Hota Hai agar aap se koi mistake Ho Jaati Hai to doBara koshish karen k mistake aapse Na Ho ho aur aap acche tarike se kam kar Saken to aap Kamyab Honge Varna aapko na nakamian Hogi kamyabi Nahin milegi
    Last edited by ; 16-11-2020, 08:18 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamesha apni mistakes ko recover kr k agay badhen

    Forex trading mistakes Hamen bahut nuksan pahuncha sakti hain Kyunki Forex trading mein agar Ham mistakes Karenge To Hamen bahut Sa nuksan ho sakta hai to aapko chahie ke baare mein jo aap mistakes karte hain unhen aap Dobara repeat na Karen aur Unse recover Karen Jitna Jyada Ham mistake se recover Karte Jaenge Hote Nahin MI trading se benefit Hoga aur Apna reading experience bhi Behtar hota hai jaega

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Hamesha apni mistakes ko recover kr k agay badhen

      ji ha ap nay thk kha agar ap best trader bana chaty hay to apni mistake ko bhatar kary or apni posts ki quality ko bhatar kary ta kay ap ki posts say ap ko acha bonus mily humy apni mistake ko bhatar nahi kary gay to ap kabhi bhi kamyab nahi ho sakty is lya zarori hay galti ko dor kary or is ko bhatar kary bus forex may mahant kary or acha kam kary ta kay ap ko is ka acha reward hasal ho or kamyabi ap ka mukadar bany
      • #4 Collapse

        Re: Hamesha apni mistakes ko recover kr k agay badhen

        dear frex markeet main kaam kanray ka apka experience bilkul theek hay k agar ham is markeet main kaam kartay hwuay aik achi skills say kaam kartay hain aur agar hamari yeh soch hay k aisa kanray say ham is makreet ko asaani say smajh saktay hain to yeh hmari soch bhi theek hay aur yeh hamari planing bhi theek hay aur agar ham is makreet main is tarekay say kaam nai kartay hain to ham kabhi bhi isk baray main sahi tarha say jaan nai skatay hain aur aisa kanray say hamko is makreet main say kabhi bhi acha kuch nai mil sakta hay jisk liye lazmi hay k ham is makret main kaam kartay hwuay lose say kuch na kuch sekh kar is main kaam akrnay ko ziada say ziada tarjeeh daitay hway kaam karian aur agar hamari yeh planing theek hay to ham is makreet ko achi tarha say samjh bhi saktay hain aur aisa kanrya say hamara is main har aik orders bhi perfect ho sata hay jisk liye hamain aisa kanrya k liye khud ko bhi thora change kartay hwuay kaam aknra chaye aur agar ham aisa kartay hain to hamako jitn abhi lose hoga hamaray liye wo aik sabak ban kar hamko faida daita hay.
        • #5 Collapse

          Re: Hamesha apni mistakes ko recover kr k agay badhen

          dear friend forex trading mn hr kisi sa mistakes hoti hn aur loss bhi hota ha lekin meray khial mn sik achha trader woh hota ha jo apni mistakes ko hmesha yad rakhta ha aur dobara repeatnaen krta his ki waja sa phir woh hmesha kamyabi hasil krta ha
          • #6 Collapse

            Re: Hamesha apni mistakes ko recover kr k agay badhen

            G han dear member aapne acha point of discussion choose kiya hy jo ky mistakes sy related hy or commonly har koi apne trading career ky start mein mistakes karte hain lakin bohat kam aise traders hain jo apni mistakes ko search karke sahi karte hain lakin zyada tar mistakes ko he ignore karke depression ko welcome karte hain or result mein trading quit karte hain jo ky completely unprofessional hone ki nishani hy. Mistakes hona lazmi hy jo trader mein confidence or trading skills develop karti hain or forex mein 10% successful traders mein ye fact common hy jo 90% failure traders mein available nahi hota hy. Trader ko chahiye ky jab bhi mistakes ki waja sy live market mein loss face karna pare tou next trade open nahi kare balky demo account ka use kare or mistakes ko recover karne ki koshish kare kyo ky kafi traders jab loss face karte hain tou emotional hote hain or market sy revenge laine ky liye overtrading karte hain jis ka result same he rehta hy.
            Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
            • #7 Collapse

              Re: Hamesha apni mistakes ko recover kr k agay badhen

              Ji han Agar Ham for Mein Achcha Se Achcha profit Chahte Hain To Hamen chahie ki Hamen ismein Jyada Se Jyada hardworking karne chahie Itni Jyada match mein hardworking Karenge utna hi jyada Hamesha Mein Se Achcha Se Achcha profit Hasil kar sakte hain aur ek kamiyab Businessman Ban sakte hain Agar Ham Chahte Hain Hamen Achcha Se Achcha profit Hasil Ho To Hamen chahie Hamen koi bhi post karne ke bad usko Dobara Read kar lena chahie Se Hamare mistakes khatm ho sakte hain aur Hamari post ki quality may be increased ho sakti hai aur ismein Se Achcha Se Achcha profit bhi Hasil ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Hamesha apni mistakes ko recover kr k agay badhen

                Forex business jab bhi loss hota hai apni mistake se hota hai hum forex mein mistake kartay han tu loss hota hai hum ko apni mistake ko theek karna cahaiye aur agr hum forex mein mistake ko bar bar kartay han tu har bar loss hi hota hai aur agr hum forex mein apni mistake ko cover karain gey tu hum ko next time trading mein loss nahin hota hai forex mein mistake ko cover karna zaroori hota hai phr hi forex mein kaamyaab ho saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Hamesha apni mistakes ko recover kr k agay badhen

                  Diya agar aap apne kam mein mein mistake karte rehte hain aur koshish karte Hain Kya Kam aap se acche tarike se aap se apni vajah se nahin Ho pata to aap koshish karen ke dekhen ke mujhse kahan mistake ho rahi hai aur koshish karen ke use galti ko cover karne ki koshish karen to hi aap mein acche trading karne ki silai ladka paida hogi agar aap apni galti se nahin Sikh payenge to aap acche trader nahin Ban sakte to koshish kijiye ke apne loss ko recover Karen aur acche se acchi training karne ke liye aapka trading ke Amal ko dekhna bahut jaruri hai hai jab aap training ka Amal Dora rahe ho to aap apne ko istemal Karen aur koshish karen ke aapse Koi mistake Na Ho kyunki mistake ko recover karne ke liye bahut subject chahie hota hai aur uske liye aapko koshish aur mehnat karne ki jarurat hoti hai to Jo log mistake nahin karte ho hi log trading mein kamyab hote hain to koshish honi chahie ke aapse dauran training Koi mistake Na Ho aur aap apne aap ko acche tarike se trading karne ke kabil banaa rahe ho to aap market ke utaar chalao ka tajurba hasil hoga aur aap acche se acchi trading karke achcha munafa hasil karne ke kabil Ho jaenge aur achcha rojgar aapko milane ke bahut jyada imkan honge to agar aap apni galti hone se nahin sakta aaenge fir bhi aap koshish karte rahen ke aap se aage Koi galti mat ho aur apne kam main aapko jyada se darte Jara ho to achcha trader banne ke liye galti bilkul nahin honi chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamesha apni mistakes ko recover kr k agay badhen

                    Forex mein hamen mistakes bilkul bhi nahin karni chahie agar hamare se mistake Ho jaati hai to hamen is mistake ko cover karna chahie recover karna chahie bar bar hamen ek galti ko nahin repeat karna chahie Forex mein cheating bilkul bhi nahin karni chahie copy paste bilkul bhi nahin karna chahie Forex ke rules ke according kam karna chahie jab Ham Forex ke rules ke according kam karte Hain to hamen acche se accha profit hasil hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamesha apni mistakes ko recover kr k agay badhen

                      assalam walekum Pyare doston ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge Tora Sasura Mein kam karte hue Hamen apni mistakes Kore cover karna chahie Agar Humse Kisi bhi mistake ki vajah Se Koi loss ho raha ho to use loss ki vajah se dis hot Nahin Hona chahie apni mistake se licence check kar an mistakes ko repeat nahin karna chahie aur Bal ke use Xperia shasan Karke next trade Mein Hamen Achcha analysis karte hue market ko maximum time Dekh Kar acchi trade Lagani chahie Apne knowledge to upgrade karna chahie apni learning Mein dafa karna chahie apni chij ke sath discuss karna chahie experts ki opinion ko Samne Rakhna chahie aur bahut hi mehnat ke sath kam karna chahie aur apne Karm ki quality car cast aur Prakar Rakhna chahie galtiyo se pareshan hokar Apne Karm ki quality ko affected Nahin hone Dena chahie balke is ka positive impact Hamare trade per Aana chahie Kamyab Businessman Hamesha apni mistake lesson Sikar Aage badhta hai
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamesha apni mistakes ko recover kr k agay badhen

                        Assalamu Alaikum Forex member friend Agar Ham apni mistake ko recover Karenge Agar Ham apni mistake ko ignore Nahin Karenge Ge tab hi Ham Achcha han aur quality wala work Karenge isliye jaruri hai kya aap apni mistake ko Bar Bar na Karen aapko jo bhi e mistake ho rahi hoon aapko chahie kya unko improve Karen agar aap apni mistake ko improve Karte Hain To aap Kamyab ho sakte hain Jo shaks acchi quality wali post karta hai apni mistake ko improve karta hai vah Hamesha hi Kamyab Hota Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamesha apni mistakes ko recover kr k agay badhen

                          Assalam u alaikum ji han bilqul sahi farmaia ager hmay forex me kamyab hona he to hamey apni galtio ko madey nazar rakhna ho ga taab hi ham achi treading kar sakey ge or hmari sab se bari galti ham lalach me a jaty he or isi wjah se ham treading me maar khaty he
                          • #14 Collapse

                            Re: Hamesha apni mistakes ko recover kr k agay badhen

                            G han janb humsha apni mistake say seekh kar agy bhary us say apny loss nuksan ko recover kary ku k ap k pass jatna zyda khowlage hoga ap uthna hi ansai k sth apny hony wly loss nuksan ko asani k sth dubra recover kar skty hain jass k lay ap ka acha experience hona khass tor par buht zyda important hain agr tu ap k pass experience hoga ap k lay loss ko recover krna koi mushkil kam ni hoga......
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hamesha apni mistakes ko recover kr k agay badhen

                              Hamsha apni mistake ko recover Kar ka agay baray aap ki baat bilkul theek hai forex main aap apni mistake ko remove kray gay tu aap agay baray gay agar aap mistake krtay rhay gay tu aap agay nahi bar saktay hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X