forex trading may junior trades trading Kay doraan unprofessional tarekey say trading may kuch tools ka istamaal kartay hay jiska unko koi khas experience aur knowledge nai hota hay for example junior traders trading kartay hoye scalping trading kartay hay bagair kisi knowledge aur experience kay.aur zayada tar junior traders bagair information Kay aur bagair knowledge Kay kuch iss tarha ki planning aur strategy bna kar Kam kartay hay.
Professional Trading:
Professional trading se Murad hoti hai ki Jab aap trading ki ki proper learning aur education Hasil karne ke bad is field Mein inter hote hain aur is kam to properly professionals Ki Tarah karte hain aur daily basis per ismein Apne target set Karke unko achieve karne ke liye different strategies aur planning ka istemal karte hue apni trading ko complete karne ki koshish Karte Hain. Professional trader Hamesha Apne experience ki base per hi bante Hain.
Unprofessional trading:
Unprofessional trading new traders hi karty hey jo key scalping trading without experience aur knowledge key karty hey, aur esi strategies ka use be karty hey jes ki un ne kabi practice hi nahi ki hoti hay aur na hi kabi planing ki trading ko tarjeeh di ho, unprofessional trading bahot hi zeyada Forex market me traders karty hey aur es ka nuqsan be traders face karty hey, discipline aur baghir profit/loss targets key agar trading ki jati hay to es ko har condition me hi unprofessional trading hi samja jata hay
Difference between unprofessional and professional trader:
forex trading main unprofessional traders and professionals traders main trading experience ka he difference hota hai jo apni trading experience ki base par professional or unprofessional hoty hain jin ko hum seniors members and juniors members kah skty hain en main bus trading experience ka he farak hota hai or har member pahly junior or unprofessional traders he hota hai or sub ayse he step by step or day by day he forex main senior or expert trader banta hai jub k sub he yah donu categories main traders aty hain es liye hmain bus apni trading ability ko gain krna hai or juniors se seniors tak ak safer krna hai or aghr hum apny kam se apna tajurba hasil nahi karengy tu hum kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain es liye hmain aghr fore main kamyab hona hai tu hmain apni trading ko bahter karny k liye hard work krna hoga or forex ki learning krna hoga or jub hum trading main profit hasil karty rahengy tu ayse he humara tajurba zayda hoga jis se hum apni trading ko bahter se bahter kar skty hain or achi earning kar skty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим