Forex analysis q zarori

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex analysis q zarori
    Dear Friends ap sabh ko pata ho ga jab forex pr trading krtay hain tu humain market analysis ko samjhna zarori hota hay agar experience k sath aur market ko samjh kr mehnat k sath aur market analysis k sath trading krain gey tu ya apko lazmi fahda day ga eslay market analysis q zarori hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex analysis q zarori

    ji han bilkul forex analysis bahut hi jyada jaroori hai aur hamen chahie ki ham log analysis per focus Karen jab ham log bhi apne hath mein analysis performance sugar kam karenge to hamen iska bahut hi jyada benefit Gaye Na hota hai iske kitne fayde Hain jisko byan hi nahin kiya ja sakta jinmen first jo sabse important hai vah hai hamara trading platform achcha ho jata hai ki jo Ham trade lagate Hain vah hamesha benefit ki taraf jaati hai to isase jyada hamen aur kya chij important hogi hamare liye ki ham log acchi trading aur acche platform ki taraf jaenge
    • #3 Collapse

      Re: Forex analysis q zarori

      ji ha friend forex ko analysis karna bht zarori hay agar hum bina analysis kar kay trading kary gay to hum forex trading may loss ho jay ga or big loss say humara account bhi block ho sakta hay is lya forex ko har time analysis karty rhy is say ap ki experience may bhi azafa hota hay or ap is may dil laga kar mahant karty hay or forex say acha reward hasal kar lyta hay forex bus kamyabi ka tarika hay is may jo samj kar kam karta hay is ko hi acha bonus milta hay
      • #4 Collapse

        Re: Forex analysis q zarori

        ge han dear app nain thek kha hai hamian forex main analysis kar kay he hum is main kam kairn yga to he hum ismain kamyab hon gy forex aik best online business haman forex main analysis kar kay he hum is main kamyab hon gay forex aik best online business hai hamain forex main good knowledge kay sath he hum is main kam kainr gy tohe hum is main kamyab hon gay
        • #5 Collapse

          Re: Forex analysis q zarori

          dear friend forex trading mn achhi trading krnay k liay market ka analysis bahot zroori ha keun k agr ap trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren to apko market ki movement ka achhi trh pta chal jay ga aur ap us k mutabiktrade lga kr achha profit hasil kr sktay hn
          • #6 Collapse

            Re: Forex analysis q zarori

            Aapane bahut Achcha question Kiya hai forex trading mein market ke analysis is Liye zaruri hain k yeh Ek online market Hai ismein different currency pair hote hain aur metal ya commodities hoti hain Jis per trading karne se pahle Hamen market ka trend check karna hota hai isliye technical aur fundamental analysis karna bahut jaruri hai Taa ke Hamen market ki movement Ka Pata Chal Jaaye ki market ka kya trend hai aur kis Taraf next moment honi hai agar Hamare analysis acche Honge To Hamen trade se profit Hoga isliye Apne technical aur fundamental analysis ko strong Karen aur Jab Bhi Koi trade open Karen Tu lazmi analysis karne ke bad trade open karen to aapko market Mein achha profit hoga
            • #7 Collapse

              Re: Forex analysis q zarori

              Forex ki trading Mein forex market ki analysing bahut hi jaruri hai Kyunki agar koi trader market ko analyse nahin karta aur without analysing apni trade ko Shuru kar deta hai To fir usko Jyada nuksan ka Samna karna pad sakta hai isliye nuksan se bachne ke liye aur profit Hasil karne ke liye market ko analyse karna bahut hi jyada jaruri hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex analysis q zarori

                forex trading meim ap ko market ko analysis karny kay liye technical analysis ki zarorat parti hai jis mai ap market mein chart par kuch trading tools ko use karty hain aur in market tools ko samjh kar ap market kay trading ky trend ko samjhty hain aur market kay trend ko find out karty hai jab ap technical kay sath market ko samjhty hain tou ap tab hi aek achi trade laga kar achi earning hasil kar saktay hain aur ap ko is mein loss kam sy kam hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex analysis q zarori

                  Doston Forex trading Mein analyse karna bahut Jaruri hota hai Kyunki Agar Ham market ko analyse Karte Hain To Hamen market ki movement ke bare mein pata chalta hai agar Ham market to analyse Nahin Karte To Hamen kabhi bhi market ki analysed ke bare mein nahin Pata chalega
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex analysis q zarori

                    Forex trading mein analysis karna bahut jaruri hai kyunki jab tak aap analyses ke upar focus nahin karenge aapko market ki movement kahan Dada nahin hoga jo log mehnat aur lagane ke sath kam karte hain market ko samajhne ke bad trade lagate Hain vah jarur kamyab Ho jaate Hain kyunki kamyabi hasil karne ke liye hamen market ki movement ko dekhna chahie aur uske bad trade lagani chahie Taki Ham kamyab Ho jaen
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex analysis q zarori

                      ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai forex trading mein kamyabi hamare forex market ke analysis par depend karti hai agar aap forex market ki movement ko acche tarike se analyse karke market ka trend maloom kar sakte hain to aap forex trading mein kamyabi hasil kar sakte hain isliye forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye hamesha jyada se jyada forex market ki moment ko analyse karne ki different techniques ko learn karna chahie hamen forex market ki movement ko analyse karne ke different features jaisa ke technical analysis fundamental analysis aur trending analysis ke bare mein learn karna chahie hamen candles stick pattern ke bare mein learn karna chahie iske alava hamen forex market ki moment ko indicators ki madad se analyse karne ke tamam features: karna chahie aur forex market ki moment ko different indicators ki buniyad per analyse karne ke tarike ko learn karna chahie tabhi Ham forex market ka exact trend maloom kar sakte hain aur apni trade ko market ke trend ke mutabik open karke apni trade se achcha profit hasil kar sakte hain aur forex mein kamyab businessman Ban sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex analysis q zarori

                        forex trading hmain chhaiay k hum apney personal experience ko use kr market analysis krain.bina analysis kiay trading krna aisa he hai jaisay k ap apna capital kisi darya main phaink dain.forex trading krnay k liay market analysis bohat zyada zururi hai is se hum
                        honay walay loss se bach saktay hain aik acha trader trading se pehlay forex market ko achi tarha se janta hai dekhta hai market movement ko point by point samjhta hai ur k bad trading lagata hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex analysis q zarori

                          Assalam-o-Alikum
                          Hope you are doing well.

                          You said right, forax trading ma market analysis boht zrori ha q k agr ap without analysis or observation k trading karte hn to loss ma ja skte hn .
                          Q k market ma up and down ate rehte hn or agr ap on ko nazr Andaz Karen gy to us se loss ho skta ha is lye us loss se buchne k lye market analysis boht zrori ha...
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex analysis q zarori

                            Ji han bilkul Ham forex form mein main market ko analyses Kar ke hi kuchh Na kuchh kar sakte hain Ham jitni jadi market ko analysis karenge ham utna hi forex form ko samajh sakenge aur usmein achcha kam kar sakenge aur jiski wajah se hamen achcha profit milega aur ham kamyab honge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex analysis q zarori

                              Assalam walekum doston. Ummid karta hun aap sab khairiyat se honge.doston agar aap analysis Nahin karenge to aap cal loos ho jaega. Doston itni mehnat aap aur ham add kar rahe hain. Vah sab jahan jaati hai. Isliye doston market ki puri puri analysis ke bad hi aap trade len.
                              Rakesh maqsad se aap Aaye Hain vah maksad aapka pura ho aur vah maksad hai Forex mein profit hasil karna. doston itni mehnat koi loos ki vajah se to Karta nahin hai. isliye jitna ho sake market ko Soch samajhkar aur Puri analysis ke bad hi tread len.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X