Dont work with upset mind

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1546 Collapse

    ji bilkul upset mind se kabhi bhi trading nahi karni chahiye kyun us waqt aap emotional ho jate hain or nervous ho kar kuch aisa kar jaty hain jis se aap ko nuksan uthana parta hai or bilkul easy ho kar trade karni chahiye.
    Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1547 Collapse

      g janab ya aik cool mind busniess ha jis ma aap akayly kam karty ho har faisla aap ka hota ha agar aap cool mid sa kam karogy to aap thik trde laga sakty ho agar mind upset hoga to aap ko loss ho sakta ha,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,........... ......................................
      • #1548 Collapse

        ji han bhai hamin post keetay waqt apnay mind ko purskoon rakhna chaiay khun k ager ham purskoon hon gay tu achi trading ker saktay hain
        • #1549 Collapse

          yes bro hame ghusse me aur jab khafa hote hai os waqt hame trading nae karni chaeyeh q k os waqt hamara mind kahe aur hota hai aur es se hame loss karne ka khatra rehta hai.
          • #1550 Collapse

            ji bhai ji is main ye hai k jab ham is amin kam krty haib to si amin tension bht hi ziada mind upset ho jata hai aur agr loss ho jay to phir to smjh hi nhi aata k krna kia hai is liye hamy is main ye krna chye k is main agr loss ho jay to is main mind ko cool kry aur phir is main tension se bach k kam kry
             
            • #1551 Collapse

              Definitely, for sure. Forex is a mind business. Even to carry out thorough market analysis, requires the focus and attention of the mind. It doesn't need any form of distraction. Especially for traders who are depending on both the fundamental and technical analysis of the market, their is every need for the mind to be actively involved in the process, so that a desirable result will be achieved at the end of the day.
              • #1552 Collapse

                g haan mer ebhai forex me us wkaat tak kam na er jub tak yaha epr aapko kcu hasuil na hu jaya forex bhut eha cha kam ahi,.
                 
                • #1553 Collapse

                  forex me ham us wakt kama kertay hai jub yaha per ahm kcuh ahsil huta ai forex bhut eh acha kama h,.,.he rkoi yaha epr kaamker skta hai,.
                   
                  • #1554 Collapse

                    Yup information is very well dear brother forex trading may success who log howa karta hai jo log learning karta hai our jo log learning nahi kartay hia who log kabi success nhi hotay hai ho trading may ho or kisi our business may
                    • #1555 Collapse

                      jab forex ka kam karaney k liye baithain to ap ko zarur ye bat pata ho k ye upset mind k sath sahi tarah sey nahi ho sakta hai.
                      • #1556 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha is business me hmen kabhi bhi upset mind k sath kam nahi karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm agr upset mind k sath kam karty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha isi liye hmen is business me fresh mind k sath kam karna chahey
                        • #1557 Collapse

                          han meray bhai kabhi kabhaar humara mind upset houjata hai kuch cheezon sai so humen chaeya ka hum upset mind mai hargiz trading nahi keray
                          • #1558 Collapse

                            g han jab hum trading start krein tu hum kisi tension mein nahi hona chahiye,easy ho k trading krein,agar ap up set hein kisi waja say tu aptrading bilkul na karein,is say apki trade theek nahi gi,apko loss hone k chance ho skte hein,is liye is kaam ko tension free ho k karna behter hai
                            • #1559 Collapse

                              do noit think to work here in the forex market and in the trading with the upset mind because it will destory you and your work ye kharab kar deta hai apke work ko and it will effect to much on your work apki trading mein apko ishi aik waja se loss bhi uthana par sakta hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1560 Collapse

                                Yes brother you are right kyon k upset mind se kabhi bhi koi bhi kaam sahi nhi ho sakta hai kyon k upset mind se hamari decision power sahi nhi ho paati hai moqay ki munasibat se to is lye behtar yehi hai k jab mind sukoon mai na ho to us waqt ham trade na karen.Hamay sukoon se or tahammul se trade karni chahye with fresh mind.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X