Wait Watch and then Open Trade
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Wait Watch and then Open Trade
    Wait Watch and then Open Trade
    Dear members main kuch arsey sy forex main work kar raha hon to is sy main nay trading ka jo trika sekha hay woh ap sy share karna chahta hon
    dear members hum nay forex trading main anay kay bad kafo loss ka samana krty hain aor musalasal loss ka samna karty hain agr hum ik shikari ki trah sy work karen to hum forex market sy aik bohot hi acha profit generate kar skty hain aor hamen ksi bhi kisam ki koi pareshani nai hogi
    dear members hum nay tv par national geo graophia par dekha hoga keh sher ya lion jb kisi janwar ka shikar karta hay to woh waqt barra sabar wala hota hay sher apney shikar par nazar rakhta hay woh dekhta rehta hay usey musalsal ghat lagar kar aor ik plan bna kar betha rehta hay jb usey sahi time aor moka milta hay to woh apney sarey intezar aor sabar ko yakja kar kay apney shikar par pori quwatt sy humla karta hay aor shikar ko mar girata hay
    dear members agr main forex trader ko lion kay sath tashbeh don to yeh bilkul bhi burra na hoga dear members ik traders bhi us lion ki trah hi hay jo keh apney shikar ko sabar aor inteazar kay bad sahi wqt any par girata hay trader ko bhi market main tab hi trade open karni hay jb woh dekhey keh market apney akhri point par pohnch chuki hay apny peak par ponch chuki hay divergency bna chuki ho tab hi hamen market main enter hona hay aor apney tp ko open chor kar chota sa stop loss laga kr work karna hoga tab hi hum market sy bohot hi achi earning kar skty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Wait Watch and then Open Trade

    is platform par jab hum trade ker rahy hon tou humen chahiye k hum is mein trade ko sab se pehly analyze keren us ko gor se samjhen aur focus keren is mein indicators ko use kerty hue is mein aik achi entry lein aur jab humen aik achi entry bhi mil jaye tou hum is mein trend k according is mein order ko place ker dein is se hum sahi trade ker saken gy
    • #3 Collapse

      Re: Wait Watch and then Open Trade

      Salam umeed krta hun k sabhi members theek hoon gy khariyat se hoon gy gee gaan daer apny boht auchi baat kri hai k humein pehly intezR krna chaeye dekhna chaeye or then uske baad hi humei trade lagani chaeye yaani trade ko open krna chaeye agar hum chahty haink hum ak profit waali trade krein humein loss na homto humein intezar krna chaeye market ko dekhna chaeye phir hi humei trade lagani chaeye
      • #4 Collapse

        Re: Wait Watch and then Open Trade

        Very very good topic wait watch and then open trade train Lene se pahle Hamesha a market ko Dekhte rahe hain lekin vate Karen Jahan per market aapko Achcha Deti Hai acchi intra Deti Hai vahan per aapane entry leni hai Varna aapane market ko Dekhte Rahana Hai aapane Nahin leni lekin yaar aapko mauka Jarur Deti Hai To Jaise hi aapko mauka Mile aapane market mein ghus Ne aana hai to aapane trade Lekar Achcha profit bhi le lena hai
        • #5 Collapse

          Re: Wait Watch and then Open Trade

          ji han bilkul hamen pahle market ko dekhna chahie ki vah kis tarah uske movement hai aur vah kis tarah aaj hamen profit Dene wali hai ya self padegi ya Bai padegi hamen market ko check karte rahana chahie jiski vajah se Ham achcha profit hasal kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Wait Watch and then Open Trade

            assalam walekum Jise Apne Baap train lagaen to aap se Dekhte rahe hain aap Bachpan 8 Karen Dekhte Rahe baat karenge Ka Jawab Jaan baat karte hain dost se aap Nahin Sakta
            • #7 Collapse

              Re: Wait Watch and then Open Trade

              is platform par jab hum change ker rahy hon tou humen chahiye k hum is mein trade ko sab se pehly examine keren us ko gor se samjhen aur attention keren is mein indicators ko use kerty hue is mein aik achi entry lein aur jab humen aik achi access bhi mil jaye tou hum is mein fashion k according is mein order ko location ker dein is se hum sahi change ker saken gy
              • #8 Collapse

                Re: Wait Watch and then Open Trade

                Assalamualaikum real Forex members ji aapane bilkul theek kaha hai Hamen Pret karte waqt sabse pahle candlesticks ke movement ko dekhna chahie uski Chahat ko open karke uska naam Soch Lena chahie Uske bad trade Karni chahie Agar Ham Bina analysis ke Prit Karenge To Ham loss ka Samna Karenge isiliye Hamen chahie ki Ham market ka knowledge Hasil Karen Taki Ham acchi trade Laga sake aur Achcha profit Hasil kar sake
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Wait Watch and then Open Trade

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Atique786 پيغام ديکھيے
                  Wait Watch and then Open Trade
                  Dear members main kuch arsey sy forex main work kar raha hon to is sy main nay trading ka jo trika sekha hay woh ap sy share karna chahta hon
                  dear members hum nay forex trading main anay kay bad kafo loss ka samana krty hain aor musalasal loss ka samna karty hain agr hum ik shikari ki trah sy work karen to hum forex market sy aik bohot hi acha profit generate kar skty hain aor hamen ksi bhi kisam ki koi pareshani nai hogi
                  dear members hum nay tv par national geo graophia par dekha hoga keh sher ya lion jb kisi janwar ka shikar karta hay to woh waqt barra sabar wala hota hay sher apney shikar par nazar rakhta hay woh dekhta rehta hay usey musalsal ghat lagar kar aor ik plan bna kar betha rehta hay jb usey sahi time aor moka milta hay to woh apney sarey intezar aor sabar ko yakja kar kay apney shikar par pori quwatt sy humla karta hay aor shikar ko mar girata hay
                  dear members agr main forex trader ko lion kay sath tashbeh don to yeh bilkul bhi burra na hoga dear members ik traders bhi us lion ki trah hi hay jo keh apney shikar ko sabar aor inteazar kay bad sahi wqt any par girata hay trader ko bhi market main tab hi trade open karni hay jb woh dekhey keh market apney akhri point par pohnch chuki hay apny peak par ponch chuki hay divergency bna chuki ho tab hi hamen market main enter hona hay aor apney tp ko open chor kar chota sa stop loss laga kr work karna hoga tab hi hum market sy bohot hi achi earning kar skty hain
                  dear friend hamen forex market mein kamyab hone ke liye market mein wait karna hoga aur mauke ki talash Karni hogi jab aap samajhdar e se trade open karenge to hi aap profit Hasil kar payenge

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X