Keep working with consistency
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    forex trading mein consistently ap ko work krna hota hai agr ap ek week kam chor dete hai tu ap ki attention divert ho jaati hai aur ap ko analysis ko repeat krna hota hai is lye agr ap agr daily basis pe trading kr rahe hai tu ap ko market ki condition ka daily better idea hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      brother ap ne theek kaha hy jb hum forex ma trade kar raha he hote he to bht indicator se ko hum dahk kar tora upset ho jate he so pahle huma market ko watch karna chaye phr bad ma apne analysis se market ki moment ko dahkna chaye or market ki news dahk kar huma trade karni chaye phr huma faida ho ga
      • #78 Collapse

        Thanks Friends agar aap consistency say Forex ko learn karen gay to aap ko iss ka aap ko trading maen bara fayda hoga
        • #79 Collapse

          jee han ap ko masalsal seekna ho ga then hi ap iss main profit hasil ker sakoo gye learning ke lye ap ko sub se pehle demo account ko use kerna ho ga then ap forum or websites se bi madad le sakte ho then hi app iss main kamyab ho ge
          • #80 Collapse

            forex mi kam consistency c kam chalana hoga. apo ni apna kam continous ho kar karna chaheye . e na k ajj kam keya or kal ni . estrah nai har time or har halat mi kam chalana parhata hai.
            • #81 Collapse

              yes sahi keh rahay hen ap or bohot achi information share ki hay ap nay maray sath bhi asy hi hota hay but ainda main koshish karun ga kay apni tawaja trade per hi focus rakhun or hard working jari rakhun.
              • #82 Collapse

                g han hmain apna kam sahe tarah sey jari rkhna chhaiey aur apna mind sirf forex peh he rkhna chhiaey jub tuk hmare pori twja forex peh ni hoti tub tuk hm kamyab ni ho sktye hian aur trading keh liey sahe tarah sey markey ko analys ni ker sktey
                • #83 Collapse

                  My friends Profit and loss is a part of this business. So don't lose heart on loss.
                  • #84 Collapse

                    Tension or stress ki surat main apka dehan divert hojata hai or ap forex trading main concentration ka sath trading nahi kr pate or is la parwahi ka natija hota hai loss hi loss or ap phir pachtate rehte hain.
                    • #85 Collapse

                      yeah yahan kam kerna bhut he zarroori ha is say ap ko bonus milay ga jo ap ko help karaiga ap ki tarde ma earning kernay kay liay so keep cal n do ur best
                      • #86 Collapse

                        kise b kam me b ap consistansy bout zarory chez he. beshak ap thora kam target kr len but ap us ko consistency se zaror kren . to ap us pe thora kam b kr bout ziada munafah kr sakte han.
                        • #87 Collapse

                          Jee han brother ap logo ko zida sea zida mehnat karni hoti hea aur ap logo ko chea kea ap log zida sea izd amehnta sea kam kare aur sabar bhut zida hona chea yeh ek internatuonal market hea iss meain expreinced kea sath sabr chea hotha hea brother emotionless banda fail hea iss business mein .
                          • #88 Collapse

                            hamay forex mein kam kartay howe apne damagh ko thanda rakhna chahye aur na he profit loss ki tention leni chahye hamai trading mein ehtedal hona chahye. lagan aur magan hona chahye ager loss ho jay tu dil pe nhe lena chahye.
                            • #89 Collapse

                              yes dear its good for you and can help you dear in this market and when you know about this i think in every step
                              you success in this market dear and i like this keeping in this dear
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                JE han apko chahye k apna kam jo k ap trading main kr rhayn hain chahye wo posting ka hai ya trading ka uss main ap consistent rhayn aur agr apko loss bhi ho rha hai tu koi baat nhe honay dayn phr apko kafi faida mil jayega baad main aur ye us wakt ho jab ap main bardasht aur sabar ka madaaa hoga. aur consistency sy kam karyngy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X