Keep working with consistency

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    Thanks boht acha bataya ap ny k hum market watch karty hain agar market favour mein nahi hy tou preshan ho aur pori tawajo sy us py kam karen phir result deakhen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      G han forex trading main agar market up ta down hony sy apko loss ho Jay to ap yeh met socho k bas ab apko loss hi ho ga blky apko chahiy k ap forex trading ki market sy touch raho aur munasib time aany p apni sahee entree mar do is main apko bahut ziada faida ho ga aur ap apny loss ko bi recover kr pao gy market sy touch rehny sy
      • #813 Collapse

        Forex mein trading k liey aur aik acha aur successful trader ban'ny k liey consistency ki bahot importance hy keun k forex mein trading dauraan ups and downs aaty rehty hain aur un ups and downs ko paar krty huye consistency k saath trading krni hy aur apni manzil tk pahonchna hy
        • #814 Collapse

          Kisi bhi kam aur business main taraqi ke ley aur ko krte rahna hai asal kamyabi hai agr ap koi kam krte heun aur zara si pershani ya nuqsan hony par usay chor dety hein tu ap aik bahat bari ghalti krte hein koun loss hona koi bari bat nai hai us loss se khof zada ho kar bagh jana asal nakami hoti hai ap ko chaye ke ap khachway wali speed se kam ko jari rakhna chaye aur mushkelat ka mardana war muqabala krna chaye
          • #815 Collapse

            forex trading ain market ki boht ahmiyat hai qk hmain market ko dekh kar tarding karni hoti hai jub hum market ko analyse karty hain tu market main boht se ups or down ko face karna hoat hai tu hmain chahye k hum apny ap main itni ability paida kar len k hum sub kuj kar saken
            • #816 Collapse

              bhai aap ki bat thek hai hum ko trading k luy frish mind hona chaye jb hum kp koi tanson hoti hai or hum upset hoty hai os time hmara mind thek trah kam nahi krta or hum Os time ashi trade bhi nahi open kr skty is luy Os time trading nahi krni chaye krin gy to loss he mily ga
              • #817 Collapse

                kbi.Kbi market bohat zyada high volitate krnay ki wja say bohat si trades stuck ho jati hai jiski wja say trader ko bohat c difficulties ko face b krna pr skta hai or wo kafi zyada depression mai b rhta hai jb k esa bilkul nhi krna chahiye.Bohat s positive or negitive situations ati hai forex market mai.Isi liye trader ko in situations ko face krna seekhna chahiye.
                • #818 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  While doing your trade here in forex, there may be lots of incidents in market that will upset your mind and drag your all attention towards it, however keep your mind calm and do your work with concentration and consistency.
                  Ji Bhai aap ki keh rahe hain Hame consistency se kaam karna chahiye is se Hame bahut fayda Hoga aur Hame Pata Hoga Ki market a car situation chal rahi hai aur Market Mein movement kaisi hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #819 Collapse

                    Hamen consistently work k liye apna mind fresh rakhna bahot zaruri hai.
                    Jan ham continusly trading men rehte hain to ham bored honjate hain , hamen decoration si hone lagti hai, hamen apni iss khaifiat ko khatam krne k liye rest ki zarurat hoti hai, isliye hamen trading men kch time k liye break leni chahiye ta k ham fresh ho kr dobara achi trading kr saken.
                    Agar ham trading men mentally fresh ni honge to ham better decisions ni le saken ge isliye hamen rest kerna lazmi hai.
                    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                    • #820 Collapse

                      kepp working ye hi aim bana kar kam karna ho ga kun kay market main humain kafi mehnat say kam karna hota hay jis say market ko samjhny main asani hoti hay low risk main trade ko use karty hain to hi hum market ko samjh kar use karny say hi humain trade main achi earning hasil hos akti hay is main lack of learning say kuch hasil nai hoota
                      • #821 Collapse

                        market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay aur market main experience ho ga tab hi hum real main bi trade karein gay
                        • #822 Collapse

                          is main kam karna humary liye kafi sai ho sakta hay is main daily trade karty hain daily learning karty hain to hi kam kar sakty hain magr low risk main trade karny say humain loss km ho ga magr aik target ko set kar kay achy say kam karna ho ga kun kay market main boht risk hota hay
                          • #823 Collapse

                            Thanks for this informision ap ny darust kaha forex pr kam krty houy hmy apna pura dehan forex pr hi dena chaeay ager hum ap wakat forex main den gy to humy acha khasa profit hony ki umeed hy wrna jesy hum apna mind haty hen kuch na kuch problem ho sakti hy forex aik thandy demag ka kam hy jis main saber hona bahut zaroori hy
                            • #824 Collapse

                              market main learn kar k hi hum enter hona chahye ta k loss kam ho saky aur hamain market main plane kar k hi hum achi trade karein gay aur hamain is forex main anlasye kar k hi hum achi trade karein gay aur is say hamain loss kam ho saky ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                jee ha sir sahi kaha ha apnay forex ma hamay concentration ho kr hi kam krna chahiye qk forex ma working krna thora muskil ha jis ki waja say apko aek planing ki zarorat hoti ha or apka mind fresh hona chahiye tab hi ap market say profit hasil kr sakty ha lakin consistency bhi honi chahiye takay ap aek acha work kr saky

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X