Lot size ka istamal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size ka istamal
    Dear forex member is may may ya batna chata ho kay junior ko chay kay jb trade lagy to kam lot size ka istamal kary agar ap ko is may loss ho to kam ho or profit bhi kam trading may lot size set karty time apny account balance kay accounting set karna chay ta kay agar ap ko loss ka samna karna par jay to ap ka account wash na ho jay or trading may lalach or jaldbazi say dor rhy or mahant say kam kary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size ka istamal

    Lot size ka istamaal bohat acha swal hai forex main aap ko lot size Kam rhakay gay tu AP achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap zayida lot size rhakay gay tu aap ko loss ho sakta hai iss Lia aap ko Kam lot size rhakay gay tu kamyabi hasal Kar saktay hai
    • #3 Collapse

      Re: Lot size ka istamal

      Assalamoalaikum lot size hamesha kam hi hona chahye or us time jb ap trading karain continue watch kraian market ko or order bhi ap ko market ko dhiyan ma rakh kar hilaganay hain is liye first to demo per hi practice krain real trade karany k liye ap ko expert logo say mashwary ki need hogi unki bato ko samjhain sunain note karain or phir tade krain oar lotsize hamesha kam rakhain, ,Thanks
      • #4 Collapse

        Re: Lot size ka istamal

        Salaam Alaikum dear friends ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge Forex family E ke members aap Sabko success mubarak ho therefore x members agar aap Forex forum per new hai tu Inti he care ke sath kam Karen Forex forum per kam karte hue a Apne knowledge Cup grade Karen imandari Lagan aur mehnat se kam Karen Forex forum per kam karte hue market ko analyse karne mein maximum time the aur koshish karen ke market mein Main Chhoti lot wali trade lagaen Badi lot Hamen loss ki taraf se Ja sakti hai aur Hamara account was ho sakta hai Hamen Apne balance ko Dekhte Hue trade Lagani chahie Lala choudwar Ji Se Kam Nahin Karna chahie aur Khud Ko Kamyab banane ke liye hard work karna chahie market Mein kam karte hue agar aap bhi Gana Hai To Hamesha Chhoti Road lagaen Badi load ko loss Ki Surat mein main company set karna Mushkil Hota Hai
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Lot size ka istamal

          Salam to everyone Hamen Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye Apna lot size kam se kam use karna chahie Kyunki Jitna kam Ham lot size use Karenge Hamen utna hi fayda hoga Agar Hamara lot size kam Hota Hai To Ham Jyada trading kar sakte hain Agar Hamen loss ho jata hai to vah bahut kam Hoga aur Hamen fayda hoga Agar lot size Bada Hota Hai To Hamen loss ka Jyada Khatra hota hai isliye loss se bachne ke liye Hamen lot size kam se kam use karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Lot size ka istamal

            Assalamu alaikum dosto. Ummid karta hun aap sab khairiyat se honge. Dosto agar aapko lot size ka istemal karna aata hai. to aap jante hi. honge ke jitna aap ka account hota hai utna hi lot size rakhna chahie. Jaane ke agar aapka account 200 dollars se a kam hai to aapko apna lot size 1 sent rakhna chahie. 200 Dollar ke account py aap 1 sent ki laat gold per bhi le sakte hain. Agar aapka account $1,000 se above hai. Yeah 1000 dollar jitna hai. Is account per aap ek dollar ki lot size le sakte hain. Doston is ko money management Kaha jata hai. Agar aap $200 ke account per ek dollar ki lot size rkhty hen. To Aapka account watch hone ka khatra ho jata hai.
            • #7 Collapse

              Re: Lot size ka istamal

              trading meein lot size apny account k hisaab sy use kareen aur achy sy kaam kareen q k agr apk account mein balance kaam hoga aur ap trading mein lot size ziada lgaa deingy to agr market apk against jaati haii to lot size ziada hony ku waja sy apka account wash jo skta haii .isilye lit size ka acha istmaal karen apny seniors ko follow kareen au green signal milny p he trade lgaain
              • #8 Collapse

                Re: Lot size ka istamal

                Assalamu Alaikum dear friends friends Hamen chahie Ham Apna account increase Karen Jitna Jyada Hamara account bada hoga uska fayda yah hai ki ham lot ka size Jyada Rakh sakte hain trade mein agar ham market ko analyse Karke trade lagayenge aur lot ka size bhi bada hoga to Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye aapko mehnat karna chahie aur udana 50 post Karni chahie Jitna Yadav post Hoon gi aapko utna hi bonus Diya jaega isliye aap koshish karen aap apna account increase Karen aur Market ko bhi analyse karne ka experience Hasil Karen Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size ka istamal

                  Ji han lot size ka khayal karna chahiye. Agar nahi karta koi lot size ka khayal to usy bohot loss hoga. Isliye lot size ko nazar mein rkhna chahiye or har cheez sahi se set kar ke ee trading karni chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size ka istamal

                    ji bilkul hame apne account ke mutabik hi lot size ka istemal karna chahie Jo ke hamen fayda de sake hamen vah Laut se Saman nahin karni chahie Jo hamen nuksan de
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size ka istamal

                      Forex trading Mein lot size ka istemal bahut hi important value Rakhta Hai Kyunki Yahi Laut side hota hai Jisko select karne ke bad Hamara profit ya Hamara nuksan depend karta hai agar Ham lot size ka istemal big Karenge to vah Ho trade Agar profit Mein Jayegi to Humko profit Bhi Jyada Milega aur ISI Tarah Agar Humko trade nuksan Deti Hai To fir nuksan bhi Usi Tarah Humko Zyada hi hoga aur Aksar aisa hota hai ki ham log lot size ko select karte waqt Apne loss ko mind Mein Nahin rakhte aur sirf profit ka sochte hain aur yah sochte Hain ki agar Ham Big Lot size Laga Lenge to ismein Humko Achcha profit Mil Jayega Magar Jab Vahi trade Ham Ko nuksan Deti Hai To vah fir Humko extra loss deti hai aur Kabhi To Aisa Bhi hota hai ki yah loss Itna Diya da ho jata hai ki Hamara Sara capital Jaya ho jata hai isliye Hamen kabhi bhi lot size extra use nahin karna chahie balki Apne account ke mutabik riskrecon ke mutabik lot size Ka istemal Karna chahie Taki Hamara account save Rahe
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size ka istamal

                        hamain form main praictce karein gay so hamain forum main planing karien gay so hamain forum main planing karein gay s hamain forum main rules ko follow karien gay s ohamain fourum main planing kaien gay so hamain forum main rules ko ofllow karien gay so hamain frum main emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k earn kaien gay s ohamain sucess hon gay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X