Knowledge is the power
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    forex main kaam karny kay liey ik trader ka knowledge he us ki power hoota hai or hum is business main apny knowledge ki base pay he earn kar sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      Knowledge is the best power in forex business. we have to make a good knowledge on forex business to make the business successful. Thank you for the post.
      • #603 Collapse

        gee han knowledeg hi asal power hoti hay kion kay ager app ko her wo kaam jo app kertay hay us may app ko acha knowledeg ho ga tou app humasha kamiyab hon gay isi tarha forex may bhi ager app ko acha knowledeg ho ga tou app is may acha profit bhi hasil kero gay or kabiyabi bhi app ka moqder banay gai
         
        • #604 Collapse

          ye baat tu theek hai agar kisi kay paass kisi cheez ka ilaam ho tu wo waqai hi us kaam main power rakh sakta hai kiu kay wo ilaam rakhnay wala haar cheez ko tu janta hai
          • #605 Collapse

            ji ha apnay bikol thik kaha hay forex trading may knowledge aik power hain agar hamray pas knowledge nhi ho ga to ham forex main earning nhi kar sakty hay or ham ko is may jitna acha knowledge ho ga ham ko otna acha is may ham earn kar ksaty hay
            • #606 Collapse

              g brother mery khyaal main koi b kaam ho us k baary main knowledge hona chaiye isi trha forex k baary main b knowledge rakhna chaiye tab hi ham kamyaab ho sakty hain
                 
              • #607 Collapse

                G han knowledge ek power hai aur iss syy hum boht sekhy hai forex business ka bhi ek knowlege hai aur yeh ek best business hai dunai ka aur yeh real business ha sb sy .
                • #608 Collapse

                  g haan forex trading mai sab sy ziada hamary lia knowledge important hota hai agar hamary pass experience hai to ham forex mai reh kar kafi ziada profit earn kar sakty hain is lia kehty hai k knowledege is big power
                     
                  • #609 Collapse

                    ha g bilkul theek kah haya pe n frex mai hum sb ky liy achi earning ahy , or hum si ami knowleg se hi acvah akm kar skty ahyn , or humre liy yahi gud hay ,. kah hum si ami achy se kam kar rhy hayn ,
                     
                    • #610 Collapse

                      Asslam o aliekum , je bilkul theek kaha , humain jis business mein bhe enter hlna chaiye ussy phlay uskay bary mein achi tarh information honi chaiye aur kaam start karnay say phelay humain theek thak knowledge honi chaiye.
                      • #611 Collapse

                        dear,forex main kaam karny kay liey ik trader ka knowledge he us ki power hota hai or hum is business main apny knowledge ki base pay he earn kar sakty hain.knowledge or experience boohat important hai ik trader kay liey.
                        • #612 Collapse

                          g haan forex trading mai sab sy ziada hamary lia knowledge important hota hai agar hamary pass experience hai to ham forex mai reh kar kafi ziada profit earn kar sakty hain is lia kehty hai k knowledege is big power
                           
                          • #613 Collapse

                            abhi ek student hu so mujhe apne study materrial ke liye bahut sare paise ki jaurrat hota hai.so mai apne study materrial ko turant kharidane ke liye forex ko use karta hu.aur forex ko use karne semai kaphi professionaly mahsus karta hu.aur mai age bhi forex ko use karna jari rakhunga...............
                            • #614 Collapse

                              Actually knowledge is the power of success. Knowledge is not only important in the Forex world it is very important in all the aspects of the world. Without knowledge we won't be able to do anything.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                jab bhi hum koi new business start krte hain to us ka zaida knowledge ni hota kyun k knowledge to practice aur kam krne se aata he ais liy start main hamain kch losses hote hain ais liy ap ko chahe k apne knowlege ko increase krain waqt k sath sath .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X