Ghaltiyon ko bar bar na dohraein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ghaltiyon ko bar bar na dohraein
    Good morning dear members,
    Aik he ghalti ko bar bar dohranay say aap kamiyaabi ki tarf na ja saktay balkay ghaltiyon ko sudharnay ki koshish karein takay aap yahan success gain Kar sakein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ghaltiyon ko bar bar na dohraein

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghazanfarmehdi پيغام ديکھيے
    Good morning dear members,
    Aik he ghalti ko bar bar dohranay say aap kamiyaabi ki tarf na ja saktay balkay ghaltiyon ko sudharnay ki koshish karein takay aap yahan success gain Kar sakein
    Ji han bilkul theek kaha aapane ke aap koi bhi kam Karte Hain To is usmein jo aap ki mistake soti Hain To unko Bar Bar repeat nahin karna chahie balke apni mistakes ko recover karte hue Dobara koshish Karni chahie ki phir se a vah mistakes Na Ho aur aap acche tarike se kam Karen aur aur Achcha bonus Hasil Karen
    • #3 Collapse

      Re: Ghaltiyon ko bar bar na dohraein

      Everyone assalamualaikumjaisa kya ne sawal Kiya hai hamen Galti ko bar bar nahin aana chahie ji han yah bahut hi acchi baat aapane share Kiya hai hamen apni Galtiignore nahin karna chahie bol ke apni Galti ko sudharna chahie ab ham apni Galti unko ignore karenge to use ham kamyab Nahin ho sakte agar ham apni Galti ko sudhare ayenge to ham kam Yaha member ban sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Ghaltiyon ko bar bar na dohraein

        ji han forex main har kisi se mistake hoti hai jo bhi Pakistan forex mein kam karta hai usse Koi Na Koi mistakes kabhi Na kabhi Koi Na Koi mistakes jarur hoti hai chahe vah best tractor hi kyon Na Ho aur forex ka best man bhi kyon Na Ho usse jarur Koi Na Koi mistake hoti hai aur usko vah kabhi bhi Nazar andaz na Karen

        kyunki best forex Man aur best trader who hai to apni mistakes ko kabhi bhi Nazar andaz nahin karta Bal ke use maloom hota hai ki is mein humse mistakes jarur hoti hai lekin usmein kamyab sirf vahi hota hai jo apni mistakes ko improve karta hai isliye vah apni mistakes ko improve karna shuru kar deta hai aur apni mistakes ko is tarah vo improve karke forex mein expert ban jata hai

        ISI tarah Ham bhi forex mein expert Ban sakte hain agar Ham forex mein apni mistakes ko ignore karna chhod de aur apni mistakes ko dekh kar anpadh hote hain aur unko improve karna shuru karne agar Ham apni mistakes ki improvement karenge to forex mein jarur kamyabi hasil karenge isliye humko chahie ki hamen apni mistakes ki improvement karni chahie Taki humko forex mein kamyabi hasil ho sake
        • #5 Collapse

          Re: Ghaltiyon ko bar bar na dohraein

          dear friend ap na bahot achhi bat ki ha k forex trading mn mistakes ko repeat nhi krna chayay keun k jb tk ap ghaltion ko control nhi kren gay forex trading mn kamyabi mumkin nhi isliay apko hmesha apni mistakes ko note krna chayay aur dobara kbi bhi repeat nhi krna chayay jis sa pehlay loss howa ho to ap hmesha forex trading mn kamyabi hasil kr sktay hn
          • #6 Collapse

            Re: Ghaltiyon ko bar bar na dohraein

            Jo log forex trading men apni ghaltion ko serious nhi letey aur ignore kartay hen woh bar bar ghalti kartay hen aur bar bar loss uthatay hen iss liay agar koshish karen k apni ghaltion ko serious len aur pahlay pichli ghalti ko theek kar k dobara soch samaj kar trading karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Ghaltiyon ko bar bar na dohraein

              ham forex mai apne mistakes ko katem kar ky kam karn chaye pher he hum pasia kama skay g y hum is maia agar bager learning ky kam karty hain to hamra loss hain hamy loss sy learning gain kar ky kam karna ho ga hm is mai posts kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Ghaltiyon ko bar bar na dohraein

                ji han bhai humne bhi kuti ka hamen apni galti ko baat nahin to aana chahie bhag 22 Koi khoob karne ki koshish karni chahie isliye main ek Hi mein sabse pahle kaun per practis karne mistake kaun book karna hoga jis account mein acchi se acchi post ka ho gaya tha punsah saikal se kam on kam ho sake
                • #9 Collapse

                  Re: Ghaltiyon ko bar bar na dohraein

                  Assalam-o-Alikum
                  Good morning 🌅.
                  Very well said again and again aik e error krne se successful nhi hwa ja skta, aik kamyab businessman wohe hota bn skta ha jo apni ghltion ko theek kre or future ma use dobara na duhraye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ghaltiyon ko bar bar na dohraein

                    rapidly in light of the fact that it includes a lot of danger and will deliver negative monetary outcomes with avarice or flurry as persuading factors. Practice, consistency and exertion are significant components in improving capital gains and limiting misfortunes. Cautiously survey your market position
                    • #11 Collapse

                      Re: Ghaltiyon ko bar bar na dohraein

                      Ji han bilkul hamen galtiyan ko apna bar bar repeat nahin karna chahieBal ke hamen Rose apne naira formation share karni chahie Taki Ham apna achcha kam kar sake aur achcha bonus hasil karke kamyab ho sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Ghaltiyon ko bar bar na dohraein

                        Forex pr jo ap ko mistakes ko face krna prhe mtlb jo ap ko ghltion ka pta chle wo ap ko chaiye k ap aoni ghaltion pr focus krejn kion k agr ap apni ghaltion ko ignore krein ge to ap ko bot bhara loss uthana prhe ga kion k ap ki ghaltain repeat hoti rahin. Gi so ap jb b km krien to soch smjh k krein
                        • #13 Collapse

                          Re: Ghaltiyon ko bar bar na dohraein

                          Assalam Walekum friends aapane bilkul hi right kaha hai Hamen apni galtiyo ko Bar Bar Nahin dharana chahie Agar ham ek hi Galti baar baar Karenge aur usko improve Nahin Karenge to yah Hamare Liye nuksan ka sab Banega Hamen chahie kya ham mehnat Karen aur apni galtiyan ko improve karne ki koshish karen Jo log apni Galti unko prove Karte Hain vah Hamesha Kamyab aur Kamran rahte hain hamen bhi chahie Kya Main Apni Galti unko improve Karen ek hi Galti ko Bar Bar no Dur Hain To Ham Kamyab ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Ghaltiyon ko bar bar na dohraein

                            g han ap naay shi kha hai agar humain aachaay say aapna kam kurna hai to es kay liye humain apni mistakes ko bar bar repeat nhi kurna chahiye agar hum es ko bar bar repeat kuray gay to hum aachay sy apnaa kam nhi kur pay gay to humaain es main achay say apna kaam jari rukhna chaahiye agar hum ghaltiyon say seekhnay ki koshish kuray gy to he hum achay say apna kam kur pay gay to acha kam kurna humin jari rukhna chaahiye jis kay bad hum success bhi aasani say gain kur lay gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ghaltiyon ko bar bar na dohraein

                              ji han ja sake Ham jante Hain ki forex mein lalach nahin karni chahie hamesha ek rules Kavita bichale aap apne mind make sketch banale 50 post aur 54784 threads karna bahut jaruri hota hai aur iske sath Ham forex money na lage nahin karenge to hamen kamyab honge aur ek acchi karne hasil

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X