FOREX pai Work karnay kay liye EDUCATION ki zaroorat Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    FOREX pai Work karnay kay liye EDUCATION ki zaroorat Hai?
    Asslam O Alaikum Dosto umeed karta hun aap log khairiyat se honge aur Forex se jyada se jyada profit hasil kar rahe honge Ji main Mazeed PAK FOREX FORUM kay baray main samajna chahta hun Please Bataye SHUKRIYA
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: FOREX pai Work karnay kay liye EDUCATION ki zaroorat Hai?

    Hanji dear member ap nay sahi question kiya hai mabhi apnay point of veiw say yehh kaho gai kay humay forex may kam karnay kay liye education ki zarorat ha kiu kay without study hum kabhi bhi kamyabi hasil nahi kar saktay hai humay forex may kam karnay kay liye buhat zayada learning ki zarorat hain aur ager hum apna zayada say zayada time forex ko detay hain tu humay buhat learning hasil tu ho gai ais kay ilawa humay buhat zayad earning bhi ho gai.
    • #3 Collapse

      Re: FOREX pai Work karnay kay liye EDUCATION ki zaroorat Hai?

      Dear friend forex trading dunia ka wahid business hey jiss men education ki koi pabandi nhi hey aur iss men kam education k log bhi achi trading kar k acha profit kama rahay hen lekin education ka advantage zaroor hota hey kiun k jin logon k pass achi education hoti hey woh jaldi acha knowledge aur experience hasil kar letey hen aur achi trading kar k acha profit kama letey hen
      • #4 Collapse

        Re: FOREX pai Work karnay kay liye EDUCATION ki zaroorat Hai?

        AOA
        Umeed krta hn ap sb log kheriat se hn gy..

        Ap ne aik aik acha point raise kia ha ma is bat ko clear krne ki koshsh krta hn.
        Forex k business k lye koi special education ki zrorat nahe ha . Is ma bs trading ko smjne ki zrorat ha.
        Agr ap Forex ma trading ko smj jate hn to ap aik ache amount earn kr skte hn.
        Is ko smjne k lye ap ko buying or selling ki movement ko dekhna or understand krna pde ga..
        Umeed krta hn ap ko smj a gaye ho ge..
        • #5 Collapse

          Re: FOREX pai Work karnay kay liye EDUCATION ki zaroorat Hai?

          Forex k business k education 1 plus point ha per necessary nhi hai.. q k educated k lye smjna asan hai.. but 1 kam knowledge wala insan but us ma smjny ki salahiat ho to wo b is kam ko smj kr kr skta ha.. aur jald he earning b kr skta ha. Market condition, movement ko smj kr trading ki ja skti ha. Aur experience k sath ye kam aur b ziada asan ho jata hai. Is ko smjna asan hai.aur knowledge gain kr k behtar trading kr skty hain
          • #6 Collapse

            Re: FOREX pai Work karnay kay liye EDUCATION ki zaroorat Hai?

            Nahi bhai bilkul nahi
            • #7 Collapse

              Re: FOREX pai Work karnay kay liye EDUCATION ki zaroorat Hai?

              Aslamoalaikm forex pr work krny k liay education ki zrurt ni hy bl k forex ko smjhny k liay knowledge or experience hona chahiay forex me wo log b kamyab hn Jo km education waly hn skill achi honi chahaiy
              • #8 Collapse

                Re: FOREX pai Work karnay kay liye EDUCATION ki zaroorat Hai?

                Assalam-o-Alaikum dosto forex forum p work karnay liye koi education ki zaroorat hain, bus forex ko samjna ki zaroorat hain aur acha experience k hona lazmi hain forex mein wo
                log bi hain jo kem education wale hain jo achi earning kara hain, forex mein.
                • #9 Collapse

                  Re: FOREX pai Work karnay kay liye EDUCATION ki zaroorat Hai?

                  Forex ki education buhat zaroori hoto hai agar hum forex per kam karna chahty hain toh humen apna mind ko ready karna hoga kyun ke yahan per apko tab ja kar kamyabi milti hai jab ap mehnat per focus karte ho yahan per kam karne se humen buhat zaida knowledge milti hai forex meinn kam karne wala hi kamyabi hasil karta hai trader ko chaiye is mein active ho kar kam karein
                  • #10 Collapse

                    Re: FOREX pai Work karnay kay liye EDUCATION ki zaroorat Hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: fizzasarwar پيغام ديکھيے
                    Hanji dear member ap nay sahi question kiya hai mabhi apnay point of veiw say yehh kaho gai kay humay forex may kam karnay kay liye education ki zarorat ha kiu kay without study hum kabhi bhi kamyabi hasil nahi kar saktay hai humay forex may kam karnay kay liye buhat zayada learning ki zarorat hain aur ager hum apna zayada say zayada time forex ko detay hain tu humay buhat learning hasil tu ho gai ais kay ilawa humay buhat zayad earning bhi ho gai.
                    dear friends for expert kam karne ke liye education ki jarurat Nahin Hoti bal ke hamare paas Kuch Na lage Hona chahie unke knowledge se ham apna Kam kar sakte hain agar ham apna knowledge increase karna chahte hain to hamen chahie ke pass form per kam Karen aur experian score increase karne ke liye demo ki practice Karen jisse ham trade lagane mein experience kam aata hai agar yah hamare pass to chij Hun to ham Apne mission mein n forest reading mein jald se jald earning Hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: FOREX pai Work karnay kay liye EDUCATION ki zaroorat Hai?

                      Forex main kam krna ky Lia education ki zarort hy ugr hm without learning kam kra ga to hm kbhi bh kamyb Nhi Ho ga hm forex main kamyb hona ky lia ziyada sa ziyada time spend kra konwldg or experience hsil kra learning kra acha sa is business ko semjh tb hi kamyb Ho ga hm jitni achi learning kra ga utna hi achi earning hsil kr saky ga
                      • #12 Collapse

                        Re: FOREX pai Work karnay kay liye EDUCATION ki zaroorat Hai?

                        wah kia ap ko routeen ki baat ha e ap ko kai lagta hae k is mn ap ko k pass knowledge hona chahea kkun k her kam ko acha y kernay say behtreen yahn hae k hum ach akam krn ur achay say kam k hamn achay paisa miltay hn laik hum her kam ko akeernay say behter haeeduction bhe aachi hae
                        • #13 Collapse

                          Re: FOREX pai Work karnay kay liye EDUCATION ki zaroorat Hai?

                          hamain achi earning karny k liye mhnt karin gay so hamain forum main planing karin gay tak earn karien gay so hamain forum main apni life ko best ban sakty hain so hamain foum main chahye is k bary main planing karien gay so hmain forum main greed ko avoid karien gay ta k earn kain gayso hamain forum main pracice kaien gay so hamain forum main earn karein gay
                          • #14 Collapse

                            Re: FOREX pai Work karnay kay liye EDUCATION ki zaroorat Hai?

                            ji han bilkul forex per Kam Karne wale logon ki liye ji jaruri hota hai ki vah unke pass education ka hona bahut jaruri hai aur unhen check babli bahut hi acchi education hasil Karen aur FIR forex form ko join Karen taka bahut achcha se achcha kam karke achcha bonus aur profit hasil karke kamyab ho sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: FOREX pai Work karnay kay liye EDUCATION ki zaroorat Hai?

                              jee haan dear waalaikum slaam dear ap ne bohat he achi or bohat he knowldge abel baat ki hai form paksitan main hmen bohat he ziyada ismsian apna knowldge or apna ismsian expeirnce issmian post ki soorat main thread ki sooorat main ap ko shair karna hota tab he apko ismsian phir lgo thanks or likes dian gy or uss se apka phir bonuse increase hoga jiss se ap aik achi tradign karny k kabil ho paaty hain issmian apko bohat he ziyada mehnat lagan or himamt se ismsian work kany ki zroorat hoti hai issmian apko starting main he ziyada mehnat lagan or himmat se issmian kaam karna hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X