Ichimoku indicator Kia hai iska tijarti tarikar kar SE mutaliq maloomat.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ichimoku indicator Kia hai iska tijarti tarikar kar SE mutaliq maloomat.
    Assalamo Alaikum dear pyary forexers umeed krta hun ke SB ke sehat Achi hogi.

    Ichimoku kinko hyo indicator:-

    Yeh aik japani indicator hai Jo hoichi Hosada be mutarif karaya tha or ye 100 saala Purana indicator maana jata hai.
    Forex ma ichimoku ko sab SE zada mumunafa baksh tijarti hikmat e amli tasawur ki jati hai.
    Chikou span es ma Bohat hi zaruri Hota hai eski line ko ham lagging indicator line be kehty hai Jo 26 candles pehly banti hai market Mai.
    Es indicator ma aik blue line Hoti hai jisy ham base line kehty hai jesa ke taswir ma be mark Kiya hay. Esma colour koi be use kerskty hai.
    Red line es indicator ma convertion line Hoti hai or yeh base line ke bilkul sath sath move Karti hai market ma.
    Uskay baad es market mein clouds sab SE zaruri hoty hai aik box type Hota hai Jin ma horizontal or vertical lines Ka block box Hota hai.
    Es indicator ma Jo clouds hoty hai wo hamy support or resistance provide Kar rahy hoty hai.
    Ichimiko indicator Ka simple formula yeh hai.
    Blue line Yani ke base line jab red line conversion line ko cut karey upper ki taraf to es ma buy ki taraf signal lein sakty hai or jesy hi red line neechy wali blue line ko cut karegi to esma sell ki taraf entry lay skty hai. Ye eska simple trading method hai lekin Yaha tak mehdood rehna Sahi nhi hai.
    Cloud ko leading indicator be kehty hai.
    Cloud ke concept ma hamari market haha per Hoti hai to hamy wo future Ka support or resistance dikha rahi Hoti hai ke next level yeh ban Sakta Hai exact confirmation nhi Hoti.
    Ichimiko ma 2 terms use Hoti hai jinka support or resistance SE taluq Hota hai or iska knowledge Hona hamaray liye zaruri hai.
    Tenken Sen ( Resistance).
    Kijun Sen ( Support).
    Esma resistance level upper ki taraf banta hai bullish trend ma.
    Or support level neechy ki taraf banta hai bearish market Mai.
    Jab tak candles cloud ke andar move karti hai hamny trade nhi Lagani Hoti or khas tor per jab sideways ma movement de rahi ho.
    Jab market cloud SE upper jygi to waha say buy ki trade ko open kerskty hai.
    Jab market cloud ke neechy jaygi to sell ki trade ko open Ker skten hai.
    Chikou span ki line cloud SE upper jaygi to ap Usay strong buy Ka signal tasuwur kerty hai.
    Base line ke upper stop loss ko lagana hai ager hamny buy ki trade ko open Kia hai or ager sell per hamy conversion line per stop loss Ka istemaal Karna hai.
    Trailing stop Ka role yha bht zaruri hai esko zarur lagaein Yani jesy jesy market upper jygi to apka stop loss be upper ki taraf move karta jyga or ap maximum benefit es sy lay sktay hai.Click image for larger version

Name:	IMG_20201025_231115.jpg
Views:	1
Size:	166.3 کلوبائٹ
ID:	12470313
    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ichimoku indicator Kia hai iska tijarti tarikar kar SE mutaliq maloomat.

    iska hi jo kam hota hai to vah hamen kisi saiya ke sath rakhna chahie agar Ham jyada kam karna chahte hain to is mein hamen apne senior ke rakhna hoga Kya Ham jyada kam karenge to Ham soch kabhi Na kabhi nahin hogi aur ham apne senior ke sath kam kar sakenge aur jitna jyada karna chahenge to hamara kam bahut hamen mil sakta hai aur ham kam kar sakte hain agar Jo logon Ko jyada na kam hogi to fir phone ki apni galti ki vajah se hogi lekin hamen apni tumko dekh Kar kam karna chahie aur apna Kam hamesha main aapke sath karte rahana hoga aur agar Ham jitna jyada bhi baat karenge to hamen apni milegi aur har waqt bhi apne aap Ko apna Kam nahin banaa sakte Jo log jyada na kam honge lekin Ham apne tumko bhi jyada kam karna chahte hain
    • #3 Collapse

      Re: Ichimoku indicator Kia hai iska tijarti tarikar kar SE mutaliq maloomat.

      Aapane Ek bahut hi Useful information share Ki Hai trading indicator se related aur yah indicator Ham metatrader 4 ki application Mein istemal karte hain aur is Jaise Aur Bhi Jigar instrument or indicated Hai jinko Ham istemal Karke trading CO and Hans kar sakte hain aur profit game kar sakte hain yah indicator Ek bahut hi useful indicator hai aur bahut hi study Jise Mein yah kam aata hai profit banane ke aur bahut se traders isko istemal karte hue graph Mein hi hi prapt banate hain

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: Ichimoku indicator Kia hai iska tijarti tarikar kar SE mutaliq maloomat.

        Yes dear apni bahut hi important indicator se related detailed analysis Hamare Sath share Ki Hai no doubt Jab aap Forex trading me kam kar rahi Ho To Aisi situation bhi aapke pass different important options available hote hain aur aap different important indicators ko clearly understand karte hain aur ismein aapko maximum advantages mil sakte hain agar aap perfect decision-making karna chahte hain to usmein aap ko different important indicators bahut hi profitable information provide kar rahe hote hain aur ismein aapko bahut perfect results produced karne mein help mil sakti hai dear jab aap market Mein success hone ke liye different important indicators ko metatrader 4 per reply karte hain To Aisi situation main aapko bahut hi perfect results mil sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Ichimoku indicator Kia hai iska tijarti tarikar kar SE mutaliq maloomat.

          Ji ap sb ne bilkul thik kaha. Humein is option ko sahi se use krke work krna chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: Ichimoku indicator Kia hai iska tijarti tarikar kar SE mutaliq maloomat.

            Assalam o alikum dear forex member ichimoku kinko hyo es ko mukhtasar iko moko kehtay hain ye japaniyoon ka ijad karda hai ye char cheezon pr mushtamil hota hai kijam sen ye nilay rang ki line hoti hai agar price es line say oper ho tu price oper janay kay chances ziada hotay hain tenkensen ye sorkh rang ki line hoto hai agar ye oper ya nichay ho tu market trend hoti hai agar sedi ho yani dayain bayain ho tu side market hoti hai chikou span ye sabs rang ki line hoti hai agar ye price ko oper say nichay cross karay tu sell signal hota hai agar ye price ko oper say nichay ko cross karay tu buy singnal hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Ichimoku indicator Kia hai iska tijarti tarikar kar SE mutaliq maloomat.

              yes forex member aapane is indicator ke bare mein hamen bahut important information share ki hai aur hamen bataya hai ki yah ek bahut purana indicator hai jo sal ke sath kam kar raha hai yah ek Japanese indicator hai iska use bahut jyada forex mein hota hai Jo log is indicated ko use karvy trading kar rahe hote hain vah bahut jyada profit har kar rahe hote hain isliye hamen is indicator ke bare mein Dada se jyada learning ko increase karna hoga Taki Ham is indicator ko understand kar sake aur isase trading main use karke a achcha output han sar kar sake aur accha profit Le sake
              • #8 Collapse

                Re: Ichimoku indicator Kia hai iska tijarti tarikar kar SE mutaliq maloomat.

                indicatore ik easy cheeze hy jis sy juniors log ziada used karty hn market ki direction ky hawaly sy so hamien is main meahnt karny chaye aur pher ziada syz iada work karna chaye jis sy pher kafi ziada fiada bhi hosakt ahy so hamien is mian mehant karnyc haye aur pher hiamt kys athw ork akrna chaye jis sy pehr kafi ziada ifada bhi hosakt ahy aur pher ham is mian ik achy earing bhi kama skaty hn ager ham sahi sahiw ork kairen to pher kafi ziada fiada bhi hosakt ahy aur pher ham is main ik achy eanring bhi kama skaty hn ager ham sahi sahi work kairen jis sy pher kamyabi bhi hosakty hy so hamein is mianmeahnt karnyc haye jis sy hper kafi ziada eanrin hi hsoakty hy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Ichimoku indicator Kia hai iska tijarti tarikar kar SE mutaliq maloomat.

                  dear forex member ichimoku indicator kia hai iska tijarti tarikar kar se mutaliq maloomat hona lazmi hai kesi bhe kism kesi activity ko dekh len to pher ko indecator ko follow krna parta hai baghir kesi indicatior ky business me kamyabi paa sakty haen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X