Trading k Doran mind Farish rhko

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k Doran mind Farish rhko
    A. O. A
    Dear friend ummid karta hun aap log khairiyat se Honge or Forex sy zada sy zada profit hasil kr rhy hon gy ji han bhai jaan trading 💹 doran apny mind ko farush rhka kri acha profit higa
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k Doran mind Farish rhko

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men mind ki thakawat ho ya mind men koi tension chal rahi ho tu phir trading nah karen ghalt trade lag jati hey iss liay bara loss ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay apna mindset theek karen aur phir fresh aur cool mind k sath soch samaj kar trading karen aur dil laga kar dilchaspi se kam karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur achi earning hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Trading k Doran mind Farish rhko

      hamy market mai mind ko fresh rahk ky trading karna chaye pher he hum paisa kama saky gy hum is mai part timee be kam kar sakty hain hum is mai f ull time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai aik asa business hain jo jy kabe be katem nahi ho ga hum is mai agar bager learning ky kam karty hainj to hamara loss hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading k Doran mind Farish rhko

        hamy cool mind ho kar or fresh mind kho kar he kam karna chae pher he hum passia kama saky gy forex aik besy bsuienss hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hujm is mai agar alalchi ban ky kam karty hain to harma loss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain ai aik asa business hain jo ky kabe be katme nai h o ga
        • #5 Collapse

          Re: Trading k Doran mind Farish rhko

          g han trading ke doran mind ko fresh rakh kar kam karna bhot zarori hai jaldi bazi or risky trade se bachna chaiye uske liye apko experience se trade karni ho gi tab ap achi trading se acha profit gain kar sakty hai yahi umeed ap apne zehn mein rakh trade karty hai to ap kamyab ho sakty hai.
          • #6 Collapse

            Re: Trading k Doran mind Farish rhko

            Ji bilkul aapki bathroom Shahar ke market ke andar aapko Rahana hai to aap Khush mind hokar kam Karen Kyunki Jab aap Reshma Nahin Hote To fir aap ke bahut Sare dialler tone ki taraf ab ja rahe Hote Hain Jo kya aapko bahut jyada nuksan bhi Dete Hain ISI vajah Se Hamare account was bhi Hote Hain Jab aap Khush mind ho ya Kisi Ki Tum Kisi pareshani Na Ho tab jakar aap account ke upar baithkar work karen to Aap Ko Kisi Kishan Ki pareshani Hai Tally hai to aap usko lazmi dusron ke sath share Karen aur apni pareshani ko release Karen
            • #7 Collapse

              Re: Trading k Doran mind Farish rhko

              g haan apny bilkul sahi kaha hai k hamein forex pe kaam karty waqt hamein apny mind ko fresh rkhna chaiye. hamein hamesha confidence k sath trade karni chaiye hamein kbhi bhi tarde krty waqt confuse nahi hona chaiye. hamein khud pe kaabu rkh k trade krni chaiye tab hi ham kamyab ho paaein gyy agr ham nervous ho k kaam karein gy tou ham naakaam ho jaein gy. aur hamein bht bary loss ka samna karna par sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Trading k Doran mind Farish rhko

                Assalamu alaikum ji han hamen thareading karte hue apne dimag ko fresh rakhna chahie agar Ham hamara dimag fresh nahin hoga to Ham acchi trading nahin kar sakenge jo ki forex ki bilkul khilaf hai isliye hamen chahie ke trading karte waqt dimag sirf trading ki taraf hi rakhen agar hamari post acchi nahin hogi to hamara kreditbee achcha nahin hoga isliye hamare dimag ka pressure aana bahut jaruri hai trading karte hue jo ki hamare liye faydemand hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k Doran mind Farish rhko

                  Ji han friends Hamen trading Ke dauran Apna mind fresh Rakhna chahie Agar Hamara mind upset Hoga To Ham kabhi bhi successful trading nahin kar Sakenge isliye Hamen chahie Jab Bhi Ham Koi trade open karen to pahle Apne mind ko fresh karne cool minded hokar trade Karenge to aap Kamyab Honge agar aap ful mind hokar trade Nahin Karte to aap Kamyab Nahin Ho Sakenge isliye trade open karne se pahle apni tensions ko khatm Karen aur FIR apni trade open Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k Doran mind Farish rhko

                    Ji ap ni shai kaha ke tarde ke duran mind fresh hona chaye ur sara dehan is par hona chaye keo ke tarde 1 busnies ha ur har busnies sirf mind acha hone c kamyabi deta ha hame cahye jab bhe tarde kare mind ko fresh hone p kare
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k Doran mind Farish rhko

                      Dear member ap trading karty waqt active ho k baithen qk aik mistake apky profit ko loss kar de gi apne mind ko fully fresh rakha kren kisi qism ki preshani na lain qk apki mehnat aur lagan hi apko kamyaab karti hai fresh mind k sath trade open kren is say ye faida hu ga ap markeet ki movement ko asani say smajh saken ge trade ka konsa time munasib hu ga apko pta hu ga galti k imkanaat kum sy kum hon ge jis say ap safe trade kar sakty hain aur apne profit ko gain kar lain ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k Doran mind Farish rhko

                        Assalamu alaikum dear member ummid karta hun ke aap sab dost khairiyat se honge hamara hak banta hai ki Ham jab forex per kam Karen tu apne dimag ko fresh rakhen isase hamen forex per achcha profit hasil ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k Doran mind Farish rhko

                          Assalam o alaikum
                          Hope that k ap theek ho gay.
                          Apny jo nat ki hy k trading k duran hmy relax rehna chahye ye is liye zaruri hy kyun k apka mental enviornmnet apk trade sy bht ziada linked hota . Aksar esa hoa hy k ap jab trade lgatay hain tou apka trade loss main ja rha hota jab k apny trade is liye lgaya tha kyun k ap profit expect kr rhy the or kuch log stress main aa k apna trade loss m close kr dety hain or os trah loss ho jata hy. Agr ap trade close nhi krein tou ye possible hy k apka trade eak din profit m aa jaye lakin wo tab hota hy jab ap smart work krtay hain or wait or sabr krtay hain tab hi ap ko profit b hota or kamyabi b milti hy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading k Doran mind Farish rhko

                            walikum us salam g han bhai ap thek kah rhe hain forex me agar ap trading krte hian to ap ko cahhiey ke forex me seious ho kr trading krain fresh mind ke saath trading krain gue tba hi ap forex me kamyaab trader ban sakhtey hain kun eke gar ap ka mind kis ior tarah ho ga to ap sahi trading nhi kr sakhain gye is liy eap ko mind fresh ke saath trading krni chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading k Doran mind Farish rhko

                              G ahn trading k Doran ap ko cahiye k ap apna mind fresh rkhein kion k mind fresh k sth km krte hein to ap ko bot ziyada faidahota ha kion k ap ka mind fresh ho ta ha or agr ap yeh he km stress k sth krein to ap ko loss hota ha is liye jb b km krejn to apne mind ko fresh rkh k krein tan k ap ko faid aho or ap loss se mehfooz reh skein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X