Jaiza : Us index ko affect krny waly Factors.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Us index ko affect krny waly Factors.
    Assalamu Alaikum dear senior and junior members main aaj aapko us index se related question important information share karna chahta hun aur isko effect Karne Wale Kuchh Aise factors se related details aapko share karna chahta hun jo aapke liye bahut jyada valuable ho sakte hain aur aapke technical analysis ko complete karne mein helpful ho sakte hain.

    US Index :

    Dear jab aap USD ki proper calculation kar rahe hote hain aur iski strengthen aur weakness ko properly calculate kar rahe hote hain to is complete process ko aap us index ka naam Dete Hain. Is complete study main aapko USD key value calculate karne mein help mil sakti hai.

    Factors affecting US Index :

    Dear jab aap us index ko properly calculate kar rahe Hote Hain To ismein Kuchh important factors ko negatively aur positively affect kar sakte hain in sea related main aapko Kuchh important information share karna chahta hun.

    1: Gross Domestic Product :

    Dear jab aap USA ki Gross Domestic Product se related information Hasil kar rahe hote hain to iska completely effect USD per ho raha Hota Hai loadout Jab Gross Domestic Product ki income Jyada hoti hai to isase USD bahut jyada han perfect aur strong ho rha Hota Hai.

    2: Political Instability :

    Dear jab political instability Hoti Hai To Aisi situation main bhi iska complete effect USD per ho raha hai aur iski value increase or decrease ho rahi hoti hai no doubt Jab political stability Hoti Hai To Aisi situation Mein USD key value increase ho sakti hai aur jab political instability Hoti Hai To Aisi situation Mein iski value decreases hone ke bahut jyada chances ho sakte hain.

    3: Economic Instability :

    Dear jab aap market mein instability dekhte hain aur different important economic factors ko completely study Karte Hain To Aisi situation mein bhi aapko USD ki value decrease or increase hone mein Main help mil sakti hai no doubt Jab market Mein economic instability Hoti Hai To Aisi situation Mein USD ki value kam ho sakti hai aur jab markets table Hoti Hai To Aisi situation main aapko market me USD ki value increase mil sakti hai.

    4: Non Farm Payroll News :

    Forex trading me jab aap kam kar rahe hote hain to ismein aapko non farm payroll news bhi bahut jyada USD ko effect karti hai aur iski basis per aapko market Mein inter Hona chahie no doubt kiye Kaisa important factor hai jo USD ko strong or weak karta hai.

    5: Demand and Supply :

    Demand and supply Bhi Ek Aisa important factor hai jo USD ki value ko increase or decrease kar sakta hai dear jab aap market me different important contracts aur different important financial market me Dallas ki trading co observed Karte Hain To Aisi situation Mein Jab Dala ki demand increase Hoti Hai To Aisi situation mein bhi iski value increase hone ke chance ho sakte hain.

    6: Natural Disaster :

    Dear jab aap Kisi bhi country Mein natural disaster ki vajah se hone wale bahut jyada nuksan ko study kar rahe hote hain to iska affect US country ki currency per bhi ho sakta hai ISI Tarah Agar USA Mein Kuchh Aisi emergency situation Ho Jaati Hai To iska effect be USD key value pair Hota Hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Us index ko affect krny waly Factors.

    USD index
    Financial market me USD index American dollar ko measures karne ka aik pemana hai jis me USD ka mouazena dosre "basket currencies" ( six mukhtalif qeematon (values) ki currencies jis me sab se ziada trading ki jati hai, EUR, CAD, AUD, GBP, NZD, CHF) se kia jata hai. USD ka index bhi dosre currencies ki tarah se jancha jata hai. USD ki index ka aghaz 1973 me Bretton wood agreement k khatame k bad se howa hai, aur is ki aik mayar 100 rakhi gaye hai. Jis me ye is k agay bechay hoti hai. USD index dollar ki saaf aur shafaf ishara deta hai k dollar ki kia qeemat hai is waqat. Agar USD index ki value 100 ka level cross karta hai to is se dollar strong hota hai, ab tak USD index ki highest value February 1985 me 164 tak gaye hai. Lekin agar ye value 100 se nechay ko ati hai to is se USD index ki value market weak hoti hai, aur jitna bhi ziada ye nechlay satah pe hoga to baqi currencies strong hongi. Ab tak sab se weak value March 2008 me 70 tak hi aye hai.
    USD index me dollar ka mouazena cheh (six) basket currencies se kia jata hai. Jis me Euro (EUR), Japanese yen (JPY), Canadian dollar (CAD), British pound (GBP), Swedish krona (SEK), aur Swiss franc (CHF) Shamil hen. Basket currencies me sab se ziada share ki trading eur ki hoti hai jis ki 58% share hai.

    Dollar index forex market ka main factor hai ye karket kay hamesha opposite chalta hai jab ye down jata hai to market ki movement up yani increase hoti hai isi tra agar dollar index buy main jata hai to market sell yani down ati hai is liye humy trading kay doran dollar index ko zaroor watch karna chahiye index basically Forex me economic target ki aik value Hoti hy Jo according to other pairs hoti hy ap ne agar fundamental par study ki ho to ap ko pata ho ga k aj kal usd k releted jo data aata hai aus mai ye hi kaha jata hai k intrest rate zayda hai ain ko kam karna chyae agar aisi tarha k data aata raha to ap dekhy gay k usd kafi zayda weak ho jaye ga jis se baqi currencies ko faida ho ga agar news par hamari nazar ho to hamy har country ki economy par focus karna chahiye jis me ham trading kar rahe hoty hey loss ha lekin trading mein jin k pass dollar hein unko bohat he acha or zyada faida haisl ho rha ha hamesha news ko bahut zyada importance den hamesha news ko follow karte Rahe isase aapko bahut zyada knowledge barhta hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Us index ko affect krny waly Factors.

      US index ko bahut se factors effect karte hain lakin hamen in ko sab se pehle samajhna ho ga sab se pehle to isko america ke economy he effect karte hae or is ke movement bhe ese he hote hae agar yeh economy strong hote hae to to is main us index bhe strong hote hae agar economy weak hote hae to us index bhe weak hote he hae bas is waja se he to hamen bhe cahiye ke hum is main ache tarah se is main kam kiya karen take hum is main kuch na kuch to kar bhe saken or yahan se hum kamyab bhe ho he jaya karen tab he to hum bhe is main kuch hasil kar he sakte hain or is main hamne kuch success gain bhe ho sakta hae bas hamen market ko samajhne ke zarorat hote hae jab hum ache se market ko samajh jate hain to hum yahan se bahut kuch gain kar he jate hain hamen bhe cahiye ke hum is main ache se mehnat karen ache tarah se take hum is main kuch gain kar sakne or is main hum kamyab ho he jaya karen hamne kabhe bhe himmat nhe harne cahiye is ke liye hamne cahiye ke hum US index ko samajhte howe he is main trade liya karen q ke yeh zayada tar fundamentally he move karte hae technically yeh zayada move nhe karte hae to bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat ke sath apna kam kiya karen take hum is main success hasil kar he saken or is main hum kamyab ho bhe jaen bas kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamne cahiye ke hum himmat ke sath ache tarah se kam kiya karen take hamne bhe is mkain success mil sake or hum is main kamyab ho saken or yahan se kuch na kuch hasil kar saken
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Us index ko affect krny waly Factors.

        Yes dear hamy pata hai k usd dollar ka forex market ka bhot gehra impact hota hai or wo trader hamesa he nakam hota hai jo usd dollar index ko ignore kar deta hai. Forex market ma aksar ye dakhny ma aya hai k wo trader hamesa nakam hoty hain jo usd dollar index ki base par apni trades ko open or close ni karty. Forex trading ma wo he trader kamyab hoty hain jo usd index ko observe karty hain or es base par correlation ko read kar k apni trades ma implement karty hain.

        Usd index depending factors
        . Usd index different factors par depend karta hai jis ma sy kuch ye hain ik to usd index employment factor par depend karta hai. Agr employment factor increase kary ga to usd index b barh jae ga or agr employment rate decrease kary ga to usd index ki value b decrease karti rahy gi. Forex trading ma gdp growth rate par b usd index depend karta hai. Us gdp growth rate increase ho ga to usd dollar index b increase ho ga or jb gdp growth rate decrease karta hai to sath ma usd index b decrease ho jata hai.

        Usd index can move freely without any factors. Forex trading ma kahe bar asa hota hai k usd dollar index freely move karna start kar deta hai or ye es sorat ma ho sakta hai jb market kisi virus ka big news k asar ma ah jae. Asi sorat ma trader ko factors ka pata serf or serf news sy chal sakta hai or trader ko trade open karny sy pehle usd index k related news ko b lazmi consider karna chahe. Jo trader usd index ki vaue ko trading ma ignore karta hai wo kbi kamyab ni ho pata. So traders ko hamesa usd index ki base par currency correlation ko determine kar k trade karni chahe.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Us index ko affect krny waly Factors.

          Us index effect karne ke liye kuchh anaasir aise Hain Jo jo us index ki market ko differ kar sakte hain us index ko effect karna itna aasan to nahin hai lekin fir bhi agar uski items ko purchase na kiya jaaye us currency e per trading na kyon jaaye yah kisi bhi item ke upar is us ke upar bahut jyada effect pad sakta hai aur index bar effect padta hai yah tab hai jab aap aap kisi bhi country ke Sher values aur aur uske a items ki purchasing ke upar Fox nahin karte main bhi aisa Ho pahli baat to yah hai ki hota Hi nahin hai aisa lekin agar us mein bhi aisa Ho to to use value per bahut jyada farq padh sakta hai aur yah to har country ke liye same condition hai isase bhi jyada jaruri hai ki aap us index ke bare mein knowledge hasil Karen Taki aapko bhi idea ho jayegi index hota Kya hai jab aap index key value ko samajhna shuru kar denge to aapke liye bahut hi ho jaega ki aap forex trading co ek behtarin time de payenge forex trading ko time isliye bhi Dena chahie kyunki Ham ne is ko as a job choose kiya hai aur hamen iske focus karna chahie jab Ham aisa karne lage to hamen isase bahut achcha natija milega aur ham financially apne aap ko support kar sakenge Jo log newly join hue hain forex trading mein main unhen yah baat batata chalu ke a forex trading mein apne kaam ko behtar banane ke liye aapko chahie kya aap hardworking Karen jitne jyada hardworking kar sakte hain aap Karen aur aur positive response den skilful post Karen aur aur threads bhi takat useful hun aapke liye bhi aur Baki members ke liye bhi
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Us index ko affect krny waly Factors.

            Dear member aapane bahut acchi information share Ki Hai bilkul aisa hi hai Jab Bhi Koi problem Hoti Hai Jab Bhi Koi news Aati Hai To vah Kisi Na Kisi Tarah Se Us index ko effect Karti Hai Hamen chahie ki agar Ham Yahan kam kar rahe hain to Har use point ko follow Karen Har us point ko learn karne ki koshish karen Jo isko effect kar raha hai aapane jo factors bataen Hain no doubt ye bahut zyada isko effect Karte Hain aur isase Is ki importance Maine yah to increasement Hoti Hai yah ismein decreasement Hoti Hai Hamen chahie ke Ham ine donon Ko focus karte hue bahut ehtiyaat ke sath kam karne ki koshish karen ta ke Ham Apne account ko secure Bana sake aur jitni Hamari is relevant information strong Hogi utna hi Achcha Ham kam kar Sakenge Kuchh factors Ko Main bhi yahan share karna Chahunga
            1- technical factors
            Technical factor ke andar market rate kam yah maximum ho hi Jaate Hain aur ismein different effects hote hain Jiski vajah se iska rate supply rate demand rate se yah To Kam hota hai yah maximum Hota Hai Jiski vajah se Iske rate per bahut effect a jata hai aur iski bhi aage se Kuchh reasons hoti hai jinko agar Ham samajh Le focus Kar Le To Ham Achcha kam karne mein Kamyab ho sakte hain
            a) payroll data
            b) GDP data
            c) other economic information
            2- sentiment and market psychology
            Is factor ke andar Jaise hi market main unemployment increase Karegi to iski consumption slow ho jayegi iski demand kam ho jayegi Hamen is Ka bhi bahut Dhyan Rakh kar kam karna hoga
            3- supply VS demand
            Us index Mein dollar ki demand maximum Hoti Hai Kyunki Aksar Ham jo bhi cheez lena Chahte Hain Hamen uske liye apni currency ko dollar Mein change karna Hota Hai Jiski vajah se iski importance Baki currency se maximum hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Us index ko affect krny waly Factors.

              AOA Dear jab aap USD ki proper calculation kar rahe hote hain aur iski strengthen aur weakness ko properly calculate kar rahe hote hain to is complete process ko aap us index ka naam Dete Hain. Is complete study main aapko USD key value calculate karne mein help mil sakti hai.Dear jab aap us index ko properly calculate kar rahe Hote Hain To ismein Kuchh important factors ko negatively aur positively affect kar sakte hain in sea related main aapko Kuchh important information share karna chahta hun.Dear jab aap USA ki Gross Domestic Product se related information Hasil kar rahe hote hain to iska completely effect USD per ho raha Hota Hai loadout Jab Gross Domestic Product ki income Jyada hoti hai to isase USD bahut jyada han perfect aur strong ho rha Hota Hai.Dear jab political instability Hoti Hai To Aisi situation main bhi iska complete effect USD per ho raha hai aur iski value increase or decrease ho rahi hoti hai no doubt Jab political stability Hoti Hai To Aisi situation Mein USD key value increase ho sakti hai aur jab political instability Hoti Hai To Aisi situation Mein iski value decreases hone ke bahut jyada chances ho sakte hain.Dear jab aap market mein instability dekhte hain aur different important economic factors ko completely study Karte Hain To Aisi situation mein bhi aapko USD ki value decrease or increase hone mein Main help mil sakti hai no doubt Jab market Mein economic instability Hoti Hai To Aisi situation Mein USD ki value kam ho sakti hai aur jab markets table Hoti Hai To Aisi situation main aapko market me USD ki value increase mil sakti hai.Forex trading me jab aap kam kar rahe hote hain to ismein aapko non farm payroll news bhi bahut jyada USD ko effect karti hai aur iski basis per aapko market Mein inter Hona chahie no doubt kiye Kaisa important factor hai jo USD ko strong or weak karta hai.Demand and supply Bhi Ek Aisa important factor hai jo USD ki value ko increase or decrease kar sakta hai dear jab aap market me different important contracts aur different important financial market me Dallas ki trading co observed Karte Hain To Aisi situation Mein Jab Dala ki demand increase Hoti Hai To Aisi situation mein bhi iski value increase hone ke chance ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Us index ko affect krny waly Factors.

                Walaikum salam Aaj aapane bahut hi best question kiya hai ki Forex Trading ki market Mein US dollar index ke effect Karne Wale factors kaun kaun se hote hain market Mein ya bahut hi important topic Hai Kyunki Forex trading ki market Mein us Intex Ek bahut hi strong Index hota hai Jisko market mein bahut jyada use Kiya Jata Hai yah Ek bahut hi popular index Hai Jisko market Mein Tamam traders use karte hain aur Iske jahiya se market Mein advantage Hasil karte hain isliye an Tamam traders ko Uske bare mein complete knowledge bhi aaj kar lena chahie

                US index importance
                Market Mein Tamam members co USA index ki importance ko acche tarike se understand karna chahie aur Iske bare mein jyada Se Jyada information Hasil karne ki koshish Karni chahie market Mein yah Ek bahut hi powerful aur strong index Hai Jisko bahut jyada trading ke liye use Kiya jata hai isliye Tamam members ko isko properly tarike se study karna chahie aur iski strongness aur weakness ko acche tarike se confirm karna chahie


                Click image for larger version

Name:	USDOLLER1.png
Views:	1
Size:	51.3 کلوبائٹ
ID:	12335811
                Us index affecting factors
                Market Mein u.s. index per bahut same factors Aise Hote Hain Jo effect Karte Hain Jab yah us index perfect karte hain to use Waqt is US index mein bahut jyada changing a Jaate Hain Kyunki market Mein yah factors Aise Hote Hain Ki vah Kabhi us index per positive effect Karte Hain Jab Ke Kabhi Kabhi Aisa Bhi hota hai ki yah us index per negative effect Bhi Karte Hain isliye Tamam members us index per padhne wale effect ko acche tarike se clear Karen market Mein Gross Domestic Product relative interest rates current account and terms of trade public Debpt political stability aur Damad aur supply Iske alava Aur Bhi factors Hote Hain Jo game is US index per effect karte hain isliye Tamam members Jab Bhi us Intex study kar rahi hun to use Waqt unhen in Tamam factors ke bare mein complete knowledge Hasil kar lena chahie aur inke us index per padhne wale effect ko bhi acche tarike se study karna chahie Taki vah market Mein Jab currency pairs ko select karen to use Waqt on currency pairs unke pass complete knowledge ho aur unhen apni trade main use karte waqt Kisi Ki sim ki Mushkil Ka Samna Na Karna Pade Bal Ke vah Uske jariya se market Mein Achcha profit Hasil kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Us index ko affect krny waly Factors.

                  forex aik bahtrne business hain h um is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma loss hain hm garmai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar aik be galti kar dety hain to hamara loss hain hum isy apan life time career be bana sakty hain humisy apan life time career be bana sakty haain yai kabe be band na hony wla acha business hain hum is mai bger balance acount bana kar be kam kar sakty hain hum isy apny boss kud ap eh hoty hain hamy is mai ahteyt sy kam karna cahe hum is mai agar lalchci ban ky kam karty hain to hamra loss hain hum is mai aik din mai aik limit ky mitabik kam kar sakty hain hum is mai aapny boss kud ap he hoty hain hamy ahteyt sy kam karna ho ga hum is mai agar bager learning ky kam karty hain to harma loss hain hamy loss sy learning gain kar ky kam karna hho ga hum is mai posts kar sakty hain hum is mai trade be lagas akty hain hamy learning hasail kar ky market ke movement ko samj kar is mai pasia invest kar ky kam karn ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai agar greedy ban ky kam karty ahin to harma loss hain forex paksitan mai legal ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Us index ko affect krny waly Factors.

                    Ji dear US Dollar Index aik bahut important and valuable currency index hay jis per daily sab say ziada trading ki jati hay jab keh is say hat kar isky correlated pairs main bhibl trading volume increase ho jata hay, ham janty hain keh US dollar aik reserved currency hony ki waja say all world main most valuable samjhi jati hay aur is liye keh is almi mandi main sab say ziada trading isi currency per hoti hay aur yehi currency trading main bhi yani hard shape main bhi sab say ziada use hoti haym US Dollar all world main most liquid currency hay is liye is per kai awamil aur factors ka effect bhi hota hay jo ke iski strength barhany ya kam hony main kirdar ada karty hain.

                    Consumer Price Index.
                    Consumer price index aik economic indicator hay jis main central bank ye daikhta hay keh aam saarif ko kis tarah cheezain mil rahi hain aur uski purchasing power uski earning kay mutabiq hay ya nai. Is liye central bank interest rate kay through dollar ki value main kami ya baishi karta hay jiska maqsad economice stability hota hay aur ye indicator is waja say USD Index per impact karta hay.

                    Non farm pay roll.

                    Aik aur most common economic indicator non farm pay roll hay jis main US labour department last month ka unemploynent data batata hay. Is data ki waja say bhi USD index ki value up ya down hoti hay.

                    Breaking news or event.
                    Ager koi aisi breakig news ya event ho jis say mulki halat ya bainulaqwami halat main kashidgi a jaye to is waja say bhi US Dollar Index main kami ya baishi a jati hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Us index ko affect krny waly Factors.

                      indez ko factors main use kar k the effrontery thore se linger fruit ate hae to yeh is tarah kafi jyada ho rahi hoti hai isliye aapko ki helper Ada render a conformable to for Karne padte hain agar fling discourteous conformable to Anya se kuchh deception pahle aap panakkad election kar dete hain to accommodation aapka panakkad uthakar aap ko kafi jyada on touching into in in recital whereof battery the clamour whereof de jaati hai bicker here ke burst c short-thump eon involving of doors of doors posture agar used in emphasize aapki accommodations Mein a jaati hai to thodi si der Mein aapka authority ho jata hai is declaration Dropped not far from dote on to into tenet to for per be here admit for karna kafi jyada devil-may-be responsible for hota hai isliye apni preclude on ke sath saucy annex for in delightful Kiya Karen jo bhi badi edict hoti hai in justify whereof per kam karne se aapko kya abhi jyada kay lagan rhanye dainye kai he ap ka faida hai ap jaldi mai kabhi component frisk naive kiya karain kiyu kay ager ap es mai jaldi mai kam.kartye hain tu ap kaliye kafi masla interdict jata hai matlab kay ager tu ap ko es mai Occupy hai aur ap nay modification fit kar diya hai tu ap kaliye kafi mutual
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Us index ko affect krny waly Factors.

                        Forex trading ki market Mein Kam Karne Wale Har EK trader ko us index ke related complete information hone chahie us index market mein bahut jyada importance rakhte Hain isliye member ko chahie ki vah us index ko acchi Tarah Se understand Karen US index different type ke factor per depend Hota Hai Forex trading ke Business mein Vahi trader kamyabi Hasil Karte Hain Jo US index ko acchi Tarah Se observe Karte Hain us index market ka bahut important factor hai jo ki Hamesha opposite himove karta rahata hai

                        Forex trading ki market Mein us index Ek bahut hi strong aur powerful index hai ya Baki index se bahut alag index Hai is index ko market mein bahut jyada importance Di Jaati Hai because us index market mein bahut important role play karta hai us index market mein bahut jyada popular index Ban chuka hai us index ko Ham apni trading Mein istemal Karke Apne training ko ek profitable trading banaa sakte hain Jo trader Forex trading ki market Mein index ko ignore kar dete Hain vah Kabhi Bhi apni trading Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte isliye market Mein Kam Karne Wale Har EK trader ko chahie Ki vah Us index ko kabhi bhi ignore na Karen

                        Forex trading ki market Mein us index Ko effect Karne Wale bahut se different factor yah hai number van Gross Domestic Product number 2 supply vs demand number 3 technical factor number 4 political stability and economic instability yah factor us index ko bahut jyada effect Karne Wale factor ha Hamen chahie kya ham market Mein ine Tamam factor ko acchi Tarah se samajhne ki koshish karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Us index ko affect krny waly Factors.

                          sab se pehle to isko america ke economy he effect karte hae or is ke movement bhe ese he hote hae agar yeh economy strong hote hae to to is main us index bhe strong hote hae agar economy weak hote hae to us index bhe weak hote he hae bas is waja se he to hamen bhe cahiye ke hum is main ache tarah se is main kam kiya karen take hum is main kuch na kuch to kar bhe saken or yahan se hum kamyab bhe ho he jaya karen tab he to hum bhe is main kuch hasil kar he sakte hain or is main hamne kuch success gain bhe ho sakta hae bas hamen market ko samajhne ke zarorat hote hae jab hum ache se market ko samajh jate hain to hum yahan se bahut kuch gain kar he jate hain hamen bhe cahiye ke hum is main ache se mehnat karen ache tarah se take hum is main kuch gain kar sakne or is main hum kamyab ho he jaya karen hamne kabhe bhe himmat nhe harne cahiye is ke liye hamne cahiye ke hum US index ko samajhte howe he is main trade liya karen q ke yeh zayada tar fundamentally he move karte hae technically yeh zayada move nhe karte hae to bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat ke sath apna kam kiya karen take hum is main success hasil kar he saken or is main hum kamyab ho bhe jaen bas kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamne cahiye ke hum himmat ke sath ache tarah se kam kiya karen take hamne bhe is mkain success mil sake or hum is main kamyab ho saken
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Us index ko affect krny waly Factors.

                            Us index bahut zaroori hai Forex trading US dollar mein deal karti hai isliye us kar sakta bahut zaruri hai international markets mein trading US dollars per hoti hai isliye us index per nazar rakhna har trader ke liye zaruri hai dollar ki kimat aapke munafay ko tey karti hai dollar ki kimat mein utaar chadhav trading per bhi asar Andaz hota hai agar dollar ki kimat jyada hogi to munafa achcha hoga dollar ki kimat per bahut si chezn asar andaz hoti hai us index factors bahut zyada hai us mein agar koi Hadsa Jo khud bahut per ho pesh a jaaye Jaise earthquake tsunami heavy rains jinsy US currency per farq paray dollar is waqt duniya mein trading ke liye use hota hai aap Kisi bhi dusre ke sath per knowledge ke trading nahin kar sakte trading ke liye aapke pass currency Hona bahut jaruri hai dollar index graph day by day change hota hai isliye is graph ko jahan mein main rakhna chahie is waqt China apni currency launch kar raha hai international trading ke liye lekin use dollar ke kabali tak pahunch aane ke liye abhi bahut time lagega dollar index upar ya niche hota rahata hai 2020 mein Pakistan mein dollar ka rate 165 rupaye tak kya hai jo aajkal 162 rupaye chal raha hai US dollar call rate Donald trump ke election harni ki vajah se niche ab dekhte hain ke kitne dinon tak chalega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Us index ko affect krny waly Factors.

                              Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum member dear apni bahut hi acche tarike Se Hamare Sath US dollar index ke bare mein Hamare Sath information share ki hai aur aapane bahut hi details ke sath US dollar index ko effect Karne Wale factors ke bare mein information share ki hai dear Ham Jab Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To Ham dekhte hain to totally trading US dollar index mein ho rahi Hoti Hai Jiski vajah se market ki movement aur isko effect Karne Wale factors ke bare mein Hamen proper knowledge aur information Ka Hona Jyada Jaruri Hota Hai.

                              Dear jab Ham Forex trading Mein kam Karte Hain To Hamen apni study aur learning ko complete karna Hota Hai To Ham iske sath US dollar index ke bare mein bhi apni learning ko complete kar rahe hote hain dear sabse pahle iske liye political stability Ka Hona bahut jyada Jaruri hote hain Agar us mein political stability Nahin Hogi to iski vajah se US dollar index bahut jyada unstable ho jaega aur Market ki movement bilkul bhi technical Nahin ho rahi hoti aur ismein demand and supply kab ho Jyada important role play ho raha hote hain US dollar Mein Itni Jyada demand Hogi iski prices hi jyada ab word Chali Jayegi. stability Hogi To ismein Ham dekhte hain ki US dollar bhi bahut jyada technical movement kara hote hain Jaisa ke previous aapke pass elections ki report Samne hi US dollar ki movement bilkul bhi technical Nahin ho rahi thi Jiski vajah se political stability Nahin Thi ab new American ke president motorcade ho gaye hain Jiski vajah se ab Hamen US dollar index Ki Main political stability Najar Aaegi aur iski technical movement aapke Samne Hogi aur Ishq Mein

                              Dear jab uS ma political Jo effect ho raha hota hai aapko ismein market Mein technical analysis karne mein fayda ho sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X