Humari post delet kiu hoti hai ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Humari post delet kiu hoti hai ??

    Assalamualaikum.
    Dear Forex members.
    Forex forum mein kabhi kabhi hamari posts delete Ho jaati Hain bus ki kuchh wajoohat ho sakti hai yah to aapki post Mein Diya Gaya material information Congress ke liye valid nahin hota ya phr aapki post forex k mutaliq nahin hoti ya phr aapki post Mein Diya Kiya material mein mistakes hit hy. Jiis ki wajah sy ap ki post delete ho jatii hy.
    Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Humari post delet kiu hoti hai ??

      Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid karta hun aap sab theek honge ji aapane bilkul theek tha hai forex mein hamari posts hamari galti hone ki vajah se delete hoti hai isiliye agar aap forex mein kamyab hona chahte Hain To galtiyan karna chhod de agar Ham galti hone se Kam nahin karenge to fir Ham kuchh bhi hasil nahin kar sakte
      • #33 Collapse

        Re: Humari post delet kiu hoti hai ??

        Assalam o alaikum dear friend ummid karta hun kya sab khairiyat se hongeforum ki trf sa bahot ziada posten delete ki ja rhi hn to meray khial mn iski sub sa barri waja repeated threads hn keun k repeated threads ko forum ki trf sa delete kr dia jata ha aur un threads pa jo reply ki gae posten hoti hn unhen bhi sath he remove kr dia jata hahm hmsha qulit wark krna chya hmsha new topic par post krni chya tb hmri post deleted Nhi Ho gi hmra pas post ka jitna ziyada konwldg or experience Ho GA hm utna hi kamyb Ho ga hm jitna qulit wark kra ga utna hi kamyb Ho ga thanks all members
        • #34 Collapse

          Re: Humari post delet kiu hoti hai ??

          Salam dear forex members Ham Jo post karte hain hamen usmein is bat ka khayal rakhna chahie ke Ham post kisi aur ki copy na Karein balkay apne mind ke according apne views ko beyan Karen aur apni post ki quality aur quantity ke upar tawaja dein aur acche tarike se mehnat ke sath kam Karen jab Ham post ki quality or quantity ke upar tawaja nahin dete content acha nahin dalte to uski vajah se hamen nuksan uthana parta hai aur aise hamari post delete Ho jaati hain post delete hone se Murad hai aapki ki Hui mehnat zaya Ho jaati hai lihaza apni mehnat ko zaiya hone se bachane ke liye quality ka work perform Karen aur maximum acchi se acchi post Karen. keep trying your best to get the best.
          • #35 Collapse

            Re: Humari post delet kiu hoti hai ??

            Fore x member hamari posts ka delete hone Ki sabse badi wajah spelling mistakes aur unrelated information ka share karna shamil hai aur Jo understandable bhi nahin hoti to administration ke log usko delete kar dete Hain isiliye jo bhi data information share Karen vah bahut hi acchi honi chahie aur dusre logon k0 benefit pahunchane wali honi chahie
            • #36 Collapse

              Re: Humari post delet kiu hoti hai ??

              Assalamu Alaikum Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki Hamari post delete Kyon Ho Jaati Hai Hamari post isliye delete Ho Jaati Hai Ki Ham apni post ko Achcha Nahin Karte aur Hamari post Main Har Tiyan bahut hi jyada Hoti Hai Ham Apne Ham Kyon theek Nahin Karte Aise Hi Kam ko Jari rakhte Hain Jiski wajah se Hamari post delete Ho Jaati Hai Aur Hamen nuksan ka Samna karna padta hai agar thoda sa Ham mehnat Karen To Ham apni post ko Achcha banaa sakte hain aur ham apni post mein se mistake ko Dur kar sakte hain quality ki base per kam Karke Ham Achcha bola bhi Hasil kar Sakenge aur Hamari post bhi deleted Hona band ho jayegi gi
              • #37 Collapse

                Re: Humari post delet kiu hoti hai ??

                hamari post of ne mistake ki vajah se ho delete Hoti Hai jab aap jaldbazi se kam karte hain aur aap na Kashmir ki posting karte hain aur aap faizul discussion karte Hain to aap ki posting delete hoti hai jo topic te hath kar baat ki hoti hai aur forest rules and regulation se hatkar bad chij Hoti Hai vah Kabhi kamyab Nahin Hoti aur aisi post delete ho jaati Hai
                • #38 Collapse

                  Re: Humari post delet kiu hoti hai ??

                  Ji bilkul aapki ke post ho delete isliye Ho jaati ki kya ab yah to kabhi pest karte hain yah aap ek hi post ko bar bar repeat karte Hain isliye apne knowledge ko bada hai to jarurbaat rakhen, analysis ko badhaen Taki aapko koi bhi post could bar repeat Na kar sake aur na hi aapke pass copypasta na karna pade isliye sabse pahle aap Na apna experience knowledge analysis ine chijon ko is tarah aapki ki post dlt ni hogi
                  • #39 Collapse

                    Re: Humari post delet kiu hoti hai ??

                    Assalam_O_Alaikum Dear Forex Members!!
                    Umeed karta hun ap sab khairiyat sy hon gy ar Forex sy ziada sy ziada faida utha rhy hon gy. Dear Members, hmari posts Copy paste ya cheating krny ki wja sy delete ho jati hen ya aksar hmari posts ki quality achi ni hoti ic liye bhi delete ho jati hen ic liye hmen chaiye k hum apni posts ki quality pe kbhi compromise na kren.
                    • #40 Collapse

                      Re: Humari post delet kiu hoti hai ??

                      Assalamu alaikum ummid karta hun tamam log khairiyat se honge aur aaj ka jo hamara question hai vah hai hamari post delete kyon Ho jaati hai ji bilkul jab hamari post acchi quality wali nahin hoti ya nahin aise faizul mein hoti hai jiska mawad bhi achcha nahin hota to vah delete Ho jaati hai kyunki ek to uski quality nahin hoti dusra post mein Koi khaas baat nahin ki hoti isliye vah delete kar di jaati hai hamen chahie ki quality wali aur behtarin mawad wali post Karen Taki aage accept ho aur hamen return mein Koi accha sa bhonsa sale Ho
                      • #41 Collapse

                        Re: Humari post delet kiu hoti hai ??

                        Dosto hamri posts es laye delete Hoti hain ham us main information share ni kart es laye hamri posts delete ho jati Hain . Dosto agr ap apni posto ko delete nahi krana chahty to ap ko chahye k information share kia Kare .. apny tajarbat shre kia kare or tab apki posts delete nahi hongi
                        • #42 Collapse

                          Re: Humari post delet kiu hoti hai ??

                          Dear Pak Forex ap ki baat bilkul Drost Hai Hamari post isliye delete Hote Hain Ki Unka Meyaar Achcha Nahin Hota usmein mistakes hoti hain aur Chhoti Hoti Hai Jiski vajah se vah delete Ho Jaati Hai Unka Jo Mera Hona chahie vah Nahin Hota Aur Ek Hi Din Mein repeat post karne se bhi post delete Ho Jaati Hai jisse Hamen Kafi nuksan uthana padta hai
                          • #43 Collapse

                            Re: Humari post delet kiu hoti hai ??

                            ji han aapane bahut hi acchi information wali baat ki hai hamari post kyon delete ho jaati hai agar ham apni post ke andar se pahle mistake karte hain apni post ko aap quality wala Nahin banate aur thread ke mutabik achcha reply Nahin karte aur bar bar vahi baat aap repeat karte hain apni post ke andar thread Ka jawab aap acche tarike se nahin dete jiski vajah se aapki post delete ho jaati hai aur jab aap apni post ke andar copy paste karte hain kisi ki aap post ko padhakar vahi kapi Karke aap apni post mein main pest karte hain jiski wajah se aapki post hamesha delete ho jaati hai isliye Apne kam hamesha imandari se Karen apni post ko hamesha quality wala banaye aur apni post per focus Karen taki aapki post ke andar koi bhi missing Na ho aur aapke post quality wali ho aur apne target commission complete Karen daily base per aap 45 post kya Karen taki aapko achcha bonus jarur milega
                            • #44 Collapse

                              Re: Humari post delet kiu hoti hai ??

                              Dear friends Forex trading pay Mari post isliye delete hoti hai Kyunki Ham Kisi dusre Logon ki copy karte hain yah Hamari post mein itna Dam Nahin Hota Jitna Forex trading Walon Ko chahie ismein matlab quality time nahin Hota yah Hamari spelling mistake bhi ho sakti hain bahut sari wajohat in ki vajah se Hamari post delete ho jaati hai isliye jo bhi kam ho Karen usko interest ke sath analyse Karke aur focus Karke Karen aur freshman ke sath Karta kar aapki yah chij hai jo hai vah delete Bagra Na Ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Humari post delet kiu hoti hai ??

                                Hamari post delete kyon hoti hain
                                assalamu alaikum forex me bayan doston aapane kaha hai ki posting kyon delete hoti hain to mere dost mere pyare Bhai main aapko batana chahta Hun ki posting delete isliye hoti hain ki hamari post kam yaar quality beta nahin hote isliye vah poston delete kar di jaati Hain isliye bar bar yahi kaha jata hai ki jab bhi are posting Karen apne knowledge education experience of focus ke sath posting Karen aisi posting mein quality behtarin hoti hai kyunki aap ke tamam tak taaja sirf posting per hoti hai isliye posting behtarin hoti hai ki quality bhi acchi hoti hai aisi posting delete nahin hoti aur ine per achcha bola sab milta hai isliye apni posting ka target pura Karen aur quality ka khas khyal rakhen to aap ki posting delete nahin honge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X