Re: What is long or short in forex trading ?
Dear members forex trading ke andar short aur long term per kam karne ka matlab ab yah hai ki ki hamare pass trading karne ke liye account mein kitna balance maujud hai agar hamare pass ek achcha amount hamare account mein ho to Ham long term trading co prefer karte hain agar hamare pass thodi amount Ho jisse Ham trading karna chahte hain to hamari koshish jyadatar ye hoti hai ki Ham forex trading mein main short term trading co use karte hain taake Ham jyada trading kar sake agar Ham ek hi time mein trading Karen aur usse hamen loss Ho jaaye to isase account was ho jaega aur ham dubara trading nahin kar payenge isiliye Ham short trading karte hain jyada time trading ke sath attach rahane ke liye aur iske against agar kuchh members ke pass sufficient amount account mein maujud ho to vah apni trading co long term trading karna jyada bhitar samajhte Hain isase unko is baat ka idea hota hai ki vah jyada benefit bhi hasil kar sakte hain forex trading mein aisa karne ke liye aapke pass amount ka hona bahut jaruri hai aur kitni acchi amount hogi utani hi long term trading aapko fayda bhi de sakti hai lekin yah 1 ek idea hai yah confirm nahin hai ki jiske pass acchi amount hogi use sirf benefit hi hasil hoga kyunki market ki movement har 2nd mein change hoty hai isliye aapko chahie ki aap apne knowledge ki base per jis trade ke upar trading karne ja Rahe Hain vah aapko successful tab hi banaegi jab aapke pass ek achcha knowledge hoga aur achcha knowledge aapko tab milega jab aap jyada focus karenge

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим