Thera Are No Option To Recover Loss But Should To Learn.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thera Are No Option To Recover Loss But Should To Learn.
    Sallam To All Members,
    Umaid hay ke app sab kharit se honge. Dear member loss ko recover karni ka koi option nahi hay. Leken koshish karo loss
    karne bad ke kia ghalti ho gye hay jis se muje loss mila us ghalti ko apne ap se nikalna chahe. Qnk agar apne loss ko
    recover karne ke chakar may dusra ghalat trade lagaya to dubara loss kaaaroge to pir wahi qisa. Jab loss howa to jani
    do next socho ke next profit mele. stratege change karo.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thera Are No Option To Recover Loss But Should To Learn.

    Some time agar luck sath de to big loss ka recover karna be possible ho jata hay loss ko recover karny ka option zaror majood hota hay magar ye loss hamari learning me bahot hi important role play dar sakta hay agar hamari trading me mazeed mistakes na ho our hamari strategy be bahot achi aur use ho gi to loss ko recover karny ka option zeror majood hota hay aur sath me es loss se hamari learning ka chance be peda jo sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Thera Are No Option To Recover Loss But Should To Learn.

      Trading ma lose and profit hota reha ha is ma dil chota nhi karna chahia ya is business ka hisa ha hamaein loss korecoverkarney kay liye bhut say tarikey darkar hain small lots per hum trading kr ka loss ko recover kar skta ha . bhot sa trader isa use karta hua beni fit la rahi ha .
      • #4 Collapse

        Re: Thera Are No Option To Recover Loss But Should To Learn.

        Walaikum Asalam. Wrong loss ko recover kiya jaa skta hai or bht say asan tariky hain loss ko easily recover karny k just ap ko bht focus or concentration ki zarurt hain or ek achi strategy ki . Agr strategy ko follow kar k trade kary gy loss ko aram say recover kar skty hain .
        • #5 Collapse

          Re: Thera Are No Option To Recover Loss But Should To Learn.

          Salam umeed krta hun k aap sabhi looog khariyat e hooon gy dekhein members agar hum trade krty hain to humein wahan pa loss bhi ho jata hai agar humin loss ho kye humei nus loos k paisy to waapis nahi aaty lakin humein loss ak sabaq sikha jaata ai hum loss ktrty hain to humei pata chlta hai k humn kahan galti ki thi phir trader ziada carefull ho k trade krta hai ku k ussay lesson mil jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Thera Are No Option To Recover Loss But Should To Learn.

            forex aik aisa buiness hai jis mein humen loss bhi hota rehta hai aur profit bhi is liye humen jo loss hota hai hum us ko agar minimize kerna chahty hain tou us k liye humen is mein learn kerna ho ga kuen k jo loss ho geya hai ab wo wapis tou nahi aa sakta lekin hum us ko recover zaroor ker sakty hain is k liye humen agli baar zeada mehnat kerna ho gin
            • #7 Collapse

              Re: Thera Are No Option To Recover Loss But Should To Learn.

              RGS baat mein to koi bhi doubt nahin hai ki ham log learning ke bagair kabhi bhi apne losco recover nahin kar sakte isliye hamen jitna loss Ho jaaye use jyada ladne karte hue equality ki taraf Jaya aur apne loss ko recover Kare uske liye bahut sari chijen understandable hoti hai jo time ke sath mein samajh nahin chahie Lal me dwar per agar Ham ne apne loss ko recover karna hai
              • #8 Collapse

                Re: Thera Are No Option To Recover Loss But Should To Learn.

                Is baat mein main Koi shak nahin ki agar ek dafa bahut zhada Loss ho jaaye to usko recover karna na asan nahin hai to iske liye ye hamen first of all small lot size se a cover karne ki ki try karni chahie q k agar aap aap big Lot size se a cover karenge aur FIR agar last ho jaaye a to aap ka capital khatm ho sakta hai isliye a small light size ko prefer Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Thera Are No Option To Recover Loss But Should To Learn.

                  salam dear members
                  mere khiyal se agar loss ho jay high beshak yeh boht bari pershani hai aap ko boht takleef ponchi hai forex main loss recover karnay ka button b nai hai agar loss ho gya phir samjho abi forex puri nai sikhy galtian baki hai is liay mushkal main pershani nai hona chayie aap ka loss or learning karnay se recover ho ga agar aap ko aisa dukh poncha hai loss se forex chornay ka soch rahay ho yad rakho mushaklo jitny b zaida bari ho lekin Allah is se b bara hai us ki rahmat har kisi k liay ek jaisy hoty hai yeh soch kar dubaray learning karo

                  Click image for larger version

Name:	3e536d11d668c036bcfe0eae4e6fecf7.png
Views:	1
Size:	435.6 کلوبائٹ
ID:	12337402
                  • #10 Collapse

                    Re: Thera Are No Option To Recover Loss But Should To Learn.

                    Aaj Mere Bhai Apne theek hai Hamen bahut Kuchh sikhana ki jarurat hai aur Hamen bahut ko jaane ki jarurat hai isliye Hamen chahie Kyon madam Ho account use karna chahie time account kaise teacher account for all kind of people in the world aur jo demo account ka jo experience hai vah Hamen real account mein share karna chahie tha ki Ham kamyabi Aasan kar security Chhapra Bada kar sake.
                    • #11 Collapse

                      Re: Thera Are No Option To Recover Loss But Should To Learn.

                      hamain fouurm main bi trader ban skaty hain so hamain trader ban sakty hain aso hamain forum main bi trader ban sakty hain so hamain forum mainbi trader ban sakty hhainso hamain sucess hon gayta k earn karny k kabil hon gay ta k earn karien gay so hamain sucses hon gay tak earn karien gay so hamain forum main bi trader hon gay ta k earn karien gay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Thera Are No Option To Recover Loss But Should To Learn.

                        insan jab tak koi ghalti ni karta to tab tak us se ni sekhta agar apka account wash ho jata hy to ap is se tyeh sekhty hain keh next time is me trading ko kaisy improve kia ja sakta hy agar ap ko loss bi hota hy to kam loss ko recover kia ja sakta hy laken ziada loss ko recover ni kia ja sakta hy . account aur loss ko recover karny ke ilawa haary pas koi aur option ni hota

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X