indicator in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicator in forex
    forex mein indicators ki bohat zeada value hai agar is mein trader trade kerna chahty hain tou un ko indicator ko lazmi use kerna ho ho ga kuen k ye humen trade k bary mein signals provide kerty hain aur jab hum in signals ko catch ker lety hain tou hum market mein aik achi entry bhi ly sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicator in forex

    Dear pyary forexer indicator k hawaly SE apny durust Kaha hai indicators Ka use or uska Sahi istemaal hamy lazmi karna chye trading ma or hamy muktalif indicators ki study Ker ke apna aik plan banana chaye ke konsay indicators k signal strategy ko choose krke ham trade ma Achi amad ko mumkin Bana saky.
    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
    • #3 Collapse

      Re: indicator in forex

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmadalisaddozai پيغام ديکھيے
      Dear pyary forexer indicator k hawaly SE apny durust Kaha hai indicators Ka use or uska Sahi istemaal hamy lazmi karna chye trading ma or hamy muktalif indicators ki study Ker ke apna aik plan banana chaye ke konsay indicators k signal strategy ko choose krke ham trade ma Achi amad ko mumkin Bana saky.
      Forex trading Mein indicator hi Hamen trading karne Ke Kabil banate hain isliye Hamen chahie ki Ham indicators ko samjh Taki vah Hamen market Mein trading karne Ke Kabil banaa sake
      • #4 Collapse

        Re: indicator in forex

        Apny sahe kaha trading k doran indicators ko achy sy samjhna chahea q k ye apko analysis faraham akrty hein or up coming movement ka bhe btaty hein so hamein inhein lazmi study karna chahea or jab hum inhein dakh k trade lagayein gy to lazmi tor py trade ache jaye ge or hum us sy ache earning karein gy..
        • #5 Collapse

          Re: indicator in forex

          Indicator ka matlab indicate krny waala dosry words mn ap usy zaahir krny waly signals bi bool sakty hain . indicator ko follow kr k ap apni trading ko development kr sakty hain indicator ka use trading me kafii importance rakhta hai usk baghair trading risky ban jaatii hai indicator hamein signals dyta hai k market up jaa rhii hai ya down.
          • #6 Collapse

            Re: indicator in forex

            Forex trading ke Business mein indicators ko bahut jyada importance Di jaati hai isliye Hamen market Mein Paye jaane wale Tamam indicators ko acchi Tarah Se samajhna chahie indicator ke related complete information Hasil karne chahie Hamen apni trade Mein indicator ka istemal Sahi tarike se karna chahie Hamen indicator ko study Karke aur Iske related complete information Hasil karne ke bad hi indicator company trade Mein istemal karna chahie without study kiye indicator company trading Mein istemal Nahin Karna chahie
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: indicator in forex

              Forex trading ki market mein indicator bahut jyada important hote Hain Ham indicator ko acche tarike se understand karna chahie jitne bhi indicator hote hain ya bahut jyada important indicator hote Hain hamein indicator project tarike se samajhte hue inter Kamal karna chahie hamen is business mein hamesha apne kam ko baithe tarike se karna chahie aur hamen mein jyada se jyada karni chahie hamen indicator ke bare mein jyada se jyada study karni chahie tha ki aam indicator ko acche tarike se samajhna chahie

              اب آن لائن

              Working...
              X