Loss sai bachnay ka Tarika?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss sai bachnay ka Tarika?

    forex ki market mein sometimes acha profit ho jata hai aur sometimes kafi jyada nuksan bhi hone ke chance hote hain lekin yah donon situations Ham logon ke liye ek practical hoti hai jab Ham inko understand karna shuru kar dete Hain to hamen market ki samajh aana shuru ho jaati hai aur indirectly ham log achcha profit hasil karna shuru kar dete hain aap log bhi aise hi kam Karen market mein acchi quality wala kam aap logon ko successful banaa sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss sai bachnay ka Tarika?

      Agar aap Lok Se Bachana Chahte Hain To aapko chahie kya mehnat karte Rahen aur kabhi bhi aap Lala Chuna Karen aur frock se andar abhi trade open Karte Hain To kam se kam large size Lagaya Kyon Agar aapka large size kam hoga to aap nuksan se baat sakte hain otherwise aap kabhi bhi kamyabi answer nahin kar sakte isliye aapko chahie aap mehnat karte Rahen aur mehnat karne se aap Hamesha kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Loss sai bachnay ka Tarika?

        G dear forex member apne theik kaha hai keh humey loss se bachna chahiye jitna hum loss se bachy gey utna humara faida hoga humara bonus utna acha aey ga forex mein sirf woohi loog kamiyab hai ju apney loss ko recover krtey hai or apney kaam ki quality improve krtey hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Loss sai bachnay ka Tarika?

          Dear member agar ap ny loss ay bachna hai tu ap ko aik proper tariqy ay kaam karny ki zarorat hoti hai ham jitna ziada aoch samjh kar achy knowledge or achi learning ky sath sath acha experience sy trade karen gay tu ham loss ay bach jaeen gay kiyun k jab hamary pass acha expeeience hota hai tu ham achy tariqy sy analysis kar market ki movememnt ko understand kar lety hain jis sy ham achy tariqy market ky mutabiq trade lety hain ham khud ko easily loss sy bacha lety hain balky acha profit hasil karty hain doara hamen forex mai jaldbazi ki zarorat nhi hoti sabar ky sath kaam karna hota hai jo hamari kamyabi ki zamant hai

          اب آن لائن

          Working...
          X