demo account ki trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    demo account mai practice kerne se faida yeh hota hai ke app jo hai woh market ka experience gain kerahe hote hai aur app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha money management ke sath chale.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      No doubt the location of pattern plays an important role in trade. you need to sell only those patterns that are near the critical level. are those between the levels - it can be a risky deal and are patterns better not to trade
      • #33 Collapse

        yes dear ap ki baat sahi demo account pe har new trader k liye trading ki practice buht ahm demo account ek best risk free trading platform hai jahaan ap bina kisi invest k real market mein inter ho k trading sekh sakte ho
        • #34 Collapse

          gee brother aap ki baat darust ha k demo accont ki trading boht zaroory ha iss hi ki waja say hum trading seektay han jo humara saath saath chulty ha .......
          • #35 Collapse

            agr kese ny b forax ma success full trading kerni ha to usy chiy sub sy phly demo account pay try kery or sbr sy kam ly phly demo py khob practice kery bad ma usy real account ma phr koi muskal ni ho gi .
            • #36 Collapse

              demo account ki trading boht he zarori ha Q kay is me hum ko kafi paractice ki zarorat hoti ha or kafi experiene b gain krna parta ha is ley demo account boht he zarori ha practice kay ley
              • #37 Collapse

                yes i agree with you because real trading main insan ko bohat soch samajh ker kheelna hota hai jab k demo account main hum bohat had tak seekh lyte hain r real trading main hum sakon se r easily kheel sakte hain
                • #38 Collapse

                  jitnay bhi loag trading kay start main hi apna account end up karwa laitay hin in ki main wajh yeh hoti hai kay in ko trading main knowledge hi nai hota q kay woh demo trading nai kartay so agar jo koi bhi demo trading karta hi to i think us ko agar loss ho bhi jai to recover ho jata hin.
                  • #39 Collapse

                    Yes demo account ki trading k bhot sary benefit hoty han jis se humen bhot sari help milti hai jab hum real me trading karty han to hum bhot asani se trading ki strategy ko samjh kar analysis kar skhty han
                    • #40 Collapse

                      Dear friends,
                      Jab b demo account open karein to leverage 1:50 ki rakhein aur trading volume 0.01 se ziyada na rakhein
                       
                      • #41 Collapse

                        Ye baat yaad rakhein k demo account , broker ka sab se bara jaal hai, becuase woh new user ko 1:2000 ki leverage aur minimum 5000$+ ka opening balance dyta hai jab ap trade ka lot size bara rakh kar trade karty hain to ap jaldi dollors mein earn karna shuru kar dyty hain aur jab real account mein 100$ ya isse thora ziyada invest karty hain to unjaane mein lot size large karney se jab account loss mein jata hai to jald hi account wash/end ho jata hai. is liye demo per practice zaroor karein but leverage 1:50 hi ki rakhein aur itna balance he demo account mein deposit karein jitna ap real acount mein kar sakty hain. ye buhut kaam ki baat hai aur mujhe paid lecture mein he pata chali hai
                           
                        • #42 Collapse

                          Agar ap mein se koi b frien mujh se demo account per baat karna chahe to mujhe is forum se he inbox kare. mein jis had tak mumkin ho ga ap ki help karon ga. Yaad rakhye ga k demo account per practice zarori hai per pehly kisi perfect trader se is ko seekh kar tab he real account mein trading karein warna hit n trail per ap ka loss chance ziyada ho ga.
                           
                          • #43 Collapse

                            G ap ne theek kaha hy k forex trading mein agr demo account par trading ki jaye tu demo account par trading kar k hum forex trading mein achi learning hasil kar sakty han aur forex trading mein real account mein acha profit earn kar sakty han is liye new trader ko demo account par practice karna lazmi hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #44 Collapse

                              G bhai mai apki bata say agree krta hoo.Profitable or successful trading krnay k liye achi knowledge or experience ki zroorat hoti hai jo k demo account say hi mil skta hai isi liye phlay demo account mai trading krni chahiye or phir real account mai trading start krni chahiye.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X