Forex me nakami ka samna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me nakami ka samna
    Maximum traders ko hi Forex jesy profitable business me be nakami ka samna hi hota hay es ki wajoohat par agar bat ki jaye to mery experience key mutabeq traders ko nakami skills ki kami, experience aur confidence ki kami ki waja se mil sakti hay, Forex ko jetna mushkil aur hard samja jaye etna hi traders learning aur apny experience level ko upgrade karny ki koshish karen gey aur mehnat se kam be karen gey Forex ko easy samjny ki waja se hi nakami ka samna hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me nakami ka samna

    Ji Ham Sabko Forex Mein mehnat Karni chahie Agar Ham Forex Mein mehnat Karenge To Ham Kabhi Bhi Na Kam Nahin Honge so isliye Ham Sab Ko Apne time par Apna Kam complete karna chahie mehnat ke sath Apna Kam karna chahie aur Apna bonus level improve Karya ke kamyabi Hasil Koi Mein chahie
    • #3 Collapse

      Re: Forex me nakami ka samna

      yess dear friend hamein forex mein nakaami ka samna bari himat or hoslay kay sath karna chahye jab ham disheart hokar kaam choor dety hein to kabhi bhi life mein kamyaabi hasil nahi kar sakty is liye buisness mein success hasil karny kay liye hamein din raat mehnat karna hogi ku kay har buisness kay start mein loss and profit hota rehta hai is liye hamein hosly kay sath loss ko handle karna hoga or apny loss ko recover karny kay liye learning and knowledge par focus karna hoga jab tak hamara experience acha nahi hoga tab tak ham kabhi bhi forex mein achi earning nahi kar sakty is liye achi earning kay liye hamein mehnat karna hogi or din raat aik kar kay kaam karna hoga isi tarha ham apna life style best bana sakty hein.
      • #4 Collapse

        Re: Forex me nakami ka samna

        Forex Trading aik karobar hai aur is me profit aur loss dono ho jate hen. Lekin hum ye business sirf profit hi ki neyat se karte hen. Lekin baaz dafa hamen loss bhi ho jat hai. Loss k aam tawar pe chand common se wajohat hai jis ki waja se ye hota hai. Market analysis aur news k bagher trading karna, trading hamari analysis k opposing hone pe hamara emotional ho jana aur mazeed nuqsan karna, lalach me a kar kam profit na lena aur ulta nuqsan ho jana. Overtrading kar jana. Take Profit aur Stop Loss ka options na lagana. Ye chand aik wajohat hai nuqsan hai jos ki waja se nuqsan ho jata hai. Is k elwa bhi nakami ki wajohat ho sakti hai. Ji han bilkul lalchi log Hamesha naKami ka Samna karte hain Kyunki Jo log lalchi hote hain wo kabhi bhi achcha Kam Nahin kar sakte Ban Ke Dilon Mein La cote cote ke Lalach eik buri chla Hoti Hai Jiski wajah se wo kabhi bhi achcha profit Aage nahin kar sakte Achcha profit gain karne ke liye Hamen Soch samajh Gaye ab Apne work per focus Dena hota hai aur hundred percent work complete karna hota hai wo bhi with quality tab hi Inko Achcha result Hasil Karne Ko Milta hai agar Ham Aisa Nahin Karenge to kabhi bhi acchi kamyabi hasil Nahin kar Sakenge Hamen iS mein mehnat aur tawjjo ke sath Apne a lalach ko Dur karna hoga Kyunki Lalach check Buri Bala Hoti Hai Jis Se Kabhi Kisi Ka Bhala Nahin Hua aur na hi koi Aise fayda Utha Saka Hai lalach karne wale log Apna account bhi Gava Dete Hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex me nakami ka samna

          forex mein humen nakami bhi ho sakti hai aur humen is mein kamyabi bhi hasil ho sakti hai hum is mein jis hisab se kaam keren gy humen wahi is mein hasil ho ga agar hum is mein interest ko develop ker k kaam keren gy tou humen achi output mily gi lekin agar hum is mein sahi kaam nahi keren gy tou humen is mein output bhi achi nahi mily gi
          • #6 Collapse

            Re: Forex me nakami ka samna

            Dear forex friends forex par hmari kuch galtiyon ki waja se nkami hoti hai forex par nkami se bachny ky liye apko learning ki zarurat hai jitne ziyada apki leaning hogi apka experience bhe utna ziayda bhary ga ap ak achy Trader's ban saky gy apse phr mistakes nhi hoon gi forex par kamyab hona hai apko lalach se door rahna chahiye lalach bori bala hai or lalach krne wala insan kbhi kamyab nhi ho sakta hai lalachi insan hmesha nkami hasil krta hai forex par hamien lalach se door rahna chahiye phr ja ky hum kamyab hoon gy forex par sabar se kam lena chahiye sabar Kamyabi Ki kunji hai or sabar krne wala insan hmesha kamyab hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex me nakami ka samna

              Aslam o alikum.. Forex mei nakami es Lea hote hain k humain jb hum market ko follow nehi karte news k muhtabek nehi chale gy to humain loss ho GA jb hum mei lalch ah jae to absolutely humain loss ho GA sl or tp hum proper nehi lagy to loss ho GA over trading be loss ka sabab bante hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex me nakami ka samna

                A. O. A
                Dear friend ummid karta hun aap log khairiyat se Honge or Forex sy zada sy zada profit hasil kr rhy hon gy
                Ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari baat ki hai ki main aapki baat se agri Hun K forex main nakmi ka samna hony par aoko udas nhi hona chaheya balky apny hosly ko or b zda krna Cheya
                Kun k Loss har business main hota hai loss or profit business ka ak hisa hota hai
                ​Thank you ❤️
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me nakami ka samna

                  Forex me woi log nakam hoty hain jo mehnat nahi karty dunia me har bussiness k liye apko zada sy zada mehnat karna pary gi mehnat karengy to hi ap kamyabi hasil kar sakty hain me sab ko yahu ha k forex ko time den mehnat karen ta k ap b kamyab ho saky apna daily ka target b complete karen thank u so much dear friends
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me nakami ka samna

                    forex aik bahten business hain hum is mai kam akr ky pasai kama sakty hain hum isy apna life time caeer be bana sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain yai jabe be band na hon wala acha business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hain hamy los ssy sabk sihk kar kam karna chaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me nakami ka samna

                      Ji han doston Park correction form per vah log nakam Hue Hain Jo proper Bach Nahin karte hain aur jaldbaji se kam lete hain aur patient ka Mushaira Nahin Karte aap ko patient se kam Lena hota hai aur jaldbaji Se Kam Nahin karna padta aap try Karen ki aap bilkul second ke sath apni trade ko open Karen Aur Is per proper time bekar nakam complete Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex me nakami ka samna

                        s dear friend hamein forex mein nakaami ka samna bari himat or hoslay kay sath karna chahye jab ham disheart hokar kaam choor dety hein to kabhi bhi life mein kamyaabi hasil nahi kar sakty is liye buisness mein success hasil karny kay liye hamein din raat mehnat karna hogi ku kay har buisness kay start mein loss and profit hota rehta hai is liye hamein hosly kay sath loss ko handle karna hoga or apny loss ko recover karny kay liye learning and knowledge par focus karna hoga jab tak hamara experience acha nahi hoga tab tak ham kabhi bhi forex mein achi earning nahi kar sakty is liye achi earning kay liye hamein mehnat karna hogi or din raat aik kar kay kaam karna hoga isi tarha ham apna life style best bana sakty hein.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex me nakami ka samna

                          Salam umeeed krta hun k sabhi members theeek hon gy kahir o afiyaat se hooon gy dekehin members humein forex ma nakaami ka samna sirf tb krna prta hai jub hum hum jald baazi krty hain or lalach krty hain lalach ka humein ye nuksaaan hota hai k hum loss kr beeth ty hain llach cheez hi aesi hai hum soochty hain k ak dum se hum itny ameer ho jaein gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex me nakami ka samna

                            forex trading mein kamyabi ya na kami aapke apne upar depend karti hai ki aap mein kitna taaja khabar hai aur aap forex trading yah market ko kis najar se yah kis tarike se dekh rahe hain ya hath mein kitni salary hai ki aap forex trading ke utaar chadhav ke bare mein hote hain aur aapko uske bare mein agar na kami ho rahi hai to koshish karen aap apne na kami ko kamyabi mein badalte Hain aapane itni salai ka hona bahut jaruri hai kyunki forex trading jo hai bahut sabar ka kam hota hai jismein jaruri jaruri ama liye hota hai ki aap apne kam mein aaya Na kami to hasil nahin kar rahe agar aap forex trading mein nakam hai to aap mein aur trading co Karne ki layak nahin hai to pahle koshish kijiye ke aap acche trade bante dar bankar trading ke Amar ko karenge to iske acche chances honge aap achcha trader banne ke hal hain aur aap mein mehnat aur lagane se kam karne ki Salah te hona chahie to aapke liye jaruri hai ki aap ek trading agent banne ke liye aapane bahut jaruri hai ki aap ko aur Kamal ka hona ke aap Jahan mein anda lagane ke mujhe apne kam ka is waqt kyon main kar raha hun yah Maine jo bhi ismein parafit ke liye lagaya hai vah mujhe uske bare mein maloomat mil rahi hai ya nahin milega to aapko forest training ke bare mein maloom hai to aap FIR kam mein taaja hasil karne ke liye bar bar kam ko karna bahut jaruri hota hai to forex trading ke Amar ko karne ke liye jaruri hai ki aapko usmein na kami Na Ho Jin logon ko Na kami Ho jaati hai vah aur x trading ko sahi tarike se anjam nahin de phatte to koshish kijiye ke aapko maarpeet mein Na kami Na Ho aur aap apna kam hai vah kamyabi mein badalne ki silai rakhte Hain to aap kamyab Ho jaane ke imkan bahut jaruri hai aap apne aap mein nafe aur nuksan ko madad rakhen aur market ko Gary najar se dekhen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex me nakami ka samna

                              yes dear right kaha forex trading profitable business hain har har person ko tab he kamyabi mil skti hian jaaab forex trading main rules ko break nhe kare ga har kamyab traders kaam karte hain tu soach smajh k kaaam kar rahy hote hain forex kafi risk wala busniess hain wahi traders nakmayab ho jate hain jo b traders forex trading main big lo tko use karte hain small small profit he feature main big earning deta hain is liye har person ko forex main nakmayabi is liye mil jati hain qk profitable business main rules ko follow karna parta hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X