Mehnat mai azmat hai - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

Mehnat mai azmat hai

03-05-2021, 01:57 PM

MuhammadKashif344

MuhammadKashif344

جونیئر ممبر

Re: Mehnat mai azmat hai

G han, mehnat men azmat hai. Agar aap forex trading men kamiyab hona chahty hein tu aap ko mehnat krna ho gi pphr wo chahy koi bhi kaam ho agar ap kamiyab hona chahen tu us k kye aap ko mehnat krna ho gi.
Mehnat men hi azmat hai. agar aap chahty heun k aap trading men kamiyab hon aur bahut acha profit earn kren tu aap ko mehnat sy kaam krna pary ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>

    03-05-2021, 02:03 PM

    =(Duaa=zaneb)=

    =(Duaa=zaneb)=

    جونیئر ممبر

    Re: Mehnat mai azmat hai

    ji han aapki baat bilkul theek hai mehnat mein azmat hai jitni zyada mehnat karenge itni acchi earning kar sakenge isiliye hamesha mehnat ke sath kam Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaye aur mehnat aur planning ke sath trading Karen jaldbazi aur tuky ki trading bilkul na Karen nuqsan deti hai insan kabhi Kamyab nahin hota kamyabi ke liye zaruri hai hamesha mehnat Karen aur Achcha profit Hasil Karen Jo log mehnat ke sath kam karte hain wahi kamyabi Hasil kar sakte hain koi bhi kam ho mehnat se karenge to kabhi ye Na kami nahin hogi hamesha kamyabi milegi isiliye hamesha mehnat Karen aur daily time invest Karen aur dilchaspi ke sath kam Karen jitna time invest karenge utna hi jaldi successful trader Ban sakenge
  • 03-05-2021, 02:18 PM

    Umerdona

    Umerdona

    جونیئر ممبر

    Re: Mehnat mai azmat hai

    Yeh bat haqeqat per mabni he keh mehnat me wake he azmat he mehnat kerny WALA admi kbhe bhe Pak Forex business me Marr NH khatam he mehnat kerny WALA admi hamesha he kamyab hota rehta he or mehnat ker key he APNA target easyly acheived ker let's he mehnat he se kamyabi key razz khulty Hein mehnat zror APNA rang dhekhati he me amuid kerta hun keh mehnat kerny WALA Kise bhe mahaz per nakam NH hota he
  • loading_messages
    X