Hum apny account per money mangement ko kaise apply kr sakty hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum apny account per money mangement ko kaise apply kr sakty hai??
    Forex me money management ki techniques bahut important Hoti Hai Isko use karte hue Ham Apne account ko safe Rakh sakte hain warna Hamara account wash ho jata hai
    Money management Mein Apna account balance ko Dekhte Hue hi lot size choose karte hain Hamare account mein agar kam balance Ho To Ham kam lot size he choose Karenge Agar Ham Ne zyada lot size choose Kiya To Hamara account wash ho jata hai isliye Apne account mein maujud balance ke mutabik hi lot size ka hisab Rakhe zyada balance hone Ki Surat Mein lot size Bhi zyada rakhen lekin ahtiyat lazmi hai ki Hamen lot size kam hi istemal karna chahie Kyunki zyada lot size ko istemal karne ki wajah se Hamen Kafi Khatra ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hum apny account per money mangement ko kaise apply kr sakty hai??

    ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai hamen forex mein kam karte waqt apni trade open karne ke dauran money management ki jarurat hoti hai Ham kaise apni money management kar sakte hain to main aapko aaj batana chahta hun ki aap forex trading ke dauran kaise apni money management kar sakte hain to main aapko yah batata Hun ki jab aap apni trade ko open kar rahe ho to hamen apni strategy banani chahie aur apne strategy mein apne account balance ke mutabik money management karni chahie apne account balance ke mutabik money management karne ka matlab yah hota hai ki hamen apne account balance ke mutabik apni lot size lagani chahie agar aapka account balance large hai to aap big size istemal kar sakte hain lekin agar aapka account balance chhota hai to aapko chhoti lot size lagani chahie Taki aapka account market ki flexible motion ko bardasht karke aapko apni trade se accha profit dilva sake.
    • #3 Collapse

      Re: Hum apny account per money mangement ko kaise apply kr sakty hai??

      agar hum forex mein forex trade kerna chahty hain tou us k liye humen apny account par trading tools ko lazmi use kerna ho ga un mein se aik eham tools money management bhi hai hum apni trade ko start kerny se pehly is mein money management ko lazmi apply kerna chahiye is se hum aik acha bonus gain ker sakty hain aur apni trade ko profit wali side par ly ja sakty hain
       
      • #4 Collapse

        Re: Hum apny account per money mangement ko kaise apply kr sakty hai??

        hamy mone manage kar ky market mai kam karna chaey pher he hum pasia kama saky gy hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be offic emai jany ke need nahi htoe hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain forex paksitan mai legal businessban cuka hain
        • #5 Collapse

          Re: Hum apny account per money mangement ko kaise apply kr sakty hai??

          money management ye hay key per trade me ham ketna risk lety hey agar ham single trade me risk reasonable lety hey to ye hamari trading me achi money management hi hoti hay, hamesha har trade me stop loss ka use karna be traders ki money management samja jata hay, koi be order place karny ka decision leya jaye to without risk aur reward ratio key es ko open nahi karna chaye
           
          • #6 Collapse

            Re: Hum apny account per money mangement ko kaise apply kr sakty hai??

            dear friend fprex trading mn safe aur achhi trading krnay k liay money management bahot zroori ha keun k agr ap gorexctrading mn trade mn hmesha lot size apnay acvount ballance k hisab sa rakhen gay to ap ka account ballance bhi safe rhay ga aur ap achhi trading kr k achha profit bhi hasil kr skengay
            • #7 Collapse

              Re: Hum apny account per money mangement ko kaise apply kr sakty hai??

              aap apne account per money management extra se kar sakte hain kya agar aap demo account ka use karte hain vahan per aap trade Nahin aur udhar ke sabse kam Kiya ja raha hai aur ham karenge neha aap apna photo set kaise karen aur achcha kaise ham aapka chitra kaise banayenge aur koshish karenge kya aap karva jaaye
              • #8 Collapse

                Re: Hum apny account per money mangement ko kaise apply kr sakty hai??

                Dosto, main aj ap ko aik boht hi ahm cheez kay baray main batana chahta hon. jo aksar new trader aur kuch experienced traders ko pata hi nahi hay. aur main nay aksar suna hay kay trade open kertay wakat lot size kia rakhen. to chalo strart kaertay hain.

                Money management:-
                Forex Trading account main total amount ko manage kerna boht zarori hay.
                Example:-
                Ager total account ballace 2000 doller ho. to is main wo amount selecet karen jis amount per ap apnay ap ko motmaen kar saken kay ager wo loss ho jay to koe bat nahi. is kay bad main aur trading nahi karu ga aur dobara learning karu ga aur apni mistakes ko door karu ga. Misaal kay tour per ap 800 doller ka risk lena chahtay hian. Aur ager ap ka loss 800 doller tak ho gia to ap emotional ho jao gay aur ap market say fight shoro ker do gay. Ab is 800 Risk ko mazeed 2 per divide kar den aur ap ka risk 400 hay. 400 amount ap kay risk ka jo ap nay decide kia hay us ka adha hay.
                Forex Trading me safe trading karni ho us k leye lazmi management se kaam lena chaheye, q k money management se hi hum apne account ka safe use kar sakte hn. Forex Trading me money management bohut zyada zarori hai. Hamen agar is pe amal karte hen to is tarah se hum bohut bare nuqsan se mehfoz reh sakte hen. Forex trading me money management is waja se bohut zyada zarori hai. Q k is me hum aone account ko wash hone se bachate hen. Aur agar hamari money management acha ho tto hamara account bhi mehfooz hota hai. Money management kuch is tarah se karen k trade lagane se pehle us k nuqsan ka bhi tehmeena lagaye k agar nuqsan hota hai to mera account kitna bardasht karega. Aur wash hone se nache ga. To us k leye stop loss zarur lagayen. Is tarah hamara management acha hi hoga.Forex Trading me kaam karna hamare leye khush qismati hai q k hum is buisiness k bare me jante hn jo abhi bhi bohut sare log is se na waqif hn. Demo per practis aapki acchi earning ka sabab Ban sakti haiAnalysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn.
                • #9 Collapse

                  Re: Hum apny account per money mangement ko kaise apply kr sakty hai??

                  yahan par jitny bhi traders hain wo jab bhi trade kerty hain tou us se pehly wo apny account par trading tools ki practice kerty hain aur phir he is mein kaam ko start kerty hain is mein trading tools ko apply kerna bohat zaroori hain un mein se aik money management bhi hai jis ko use kerna humary liye bohat zaroori haii hum take profit aur stop loss ko account mein apply kerty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Hum apny account per money mangement ko kaise apply kr sakty hai??

                    Ji Ham Sabko Yahan per Apne time per Apna Kam karna chahie apni bahan ke sath Apna Kam karna chahie aur Apna bonus level ho to Roop karna chahie Agar Ham Apna bonus lovely upyog Karenge To Ham Kamyab Honge Soch ke liye Hamen Har time Pal par nakhun ka AK hi successful hone ki koshish Karni chahie aur Hamen chahie Yahan per Apna Kam Apne time per Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Hum apny account per money mangement ko kaise apply kr sakty hai??

                      Haji Mere Bhai yah bahut hi simple aur Aasan Tarika Hai Ham up money management kaise kar sakte hain main aapko bataunga ki Kaise money management karni hai Hamen Har Waqt Hoshiyar Rahana chahie To Ham market Manthri le rahe hain aur Iske bare mein Hamen paise Soch samajh ke gane chahie aur investment bahut acche tarike se Karni chahie aur planning strategies kam karna chahie aur skill practice practice Har Jagah se Agar karna chahie aur se Ham Kamyab Hai phiR kar sakte hain aur Aise Ham acche paise Kama sakte hain aur acchi kamyabi answer kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Hum apny account per money mangement ko kaise apply kr sakty hai??

                        Assalamu alaikum bhai jaan Apne bahut acche se baat kiya hai ki Hamen Apne account me money management Kaise Patana chahie agar aap apne phone Per money management Lagana Chahte Hain To aapko chahie ke apne account ka balance Ko Dekhkar Pani management Kiya Karen aap stop-loss aur DP bhi set kar sakte hain Apne bonus Ko Dekha yah Ek money management Ka Tarika
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Hum apny account per money mangement ko kaise apply kr sakty hai??

                          Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex Mein money management bahut jyada jaruri hai agar aap Forex money management Karenge aur acche se kam Karenge tabhi aap Kamyab Honge isliye Hamesha acche se kam Karen per Mani Ko Maine karna Sikhaya hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X