Loss laluch ki waje se hota ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Loss laluch ki waje se hota ha

    Lalach ki waja loss tab hota hay jab apka trade profit main ja rha ho tou ap usko close na krein enough profit main tou jab ap trade ko close nhi krtay tou wo trade loss main chli jati hay is trah sy loss main na ap close kr sktay hain or na trade jaldi profit main aati hay , lakjn ye risk hota hah jin ka account barha hota hay wo is trah k risk ly sktay hain lakjn small accounts walon kk chahye k thoray sy profit majn close kr dain agr signal weak ho tou
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Loss laluch ki waje se hota ha

      Aslam o Alaikum dear member Pakistan Forex Forum ap ki baat bill kul say ha loss lalach ki wajah say hota ha g dear member Forex iss baat main koy shake nahi ha loss lalach ki wajah say hota ha Forex trading karte waqat Forex trading rules and regulation ko follow karna chaya agar ham Forex kay rules and regulation ko follow nahin karte to ham main profit nahin mile ga aor loss uthana par ga agar ham reading table ko follow nahin karte market ko analyse nahin karte news ko analyse nahin karte aor trade ham such samaj jar nahin laga te to jaldbaji main laga te hain ya lalach main ah kar laga te hain to ham main nuksan uthana par sakta hai trade laga te waqat ham main apne emotions per control rak hna chaya agar ham trade laga te waqat lalach ya jaldbaji se kam len ge to ham man ziyad se ziyad nuksan uthana par sakta hai aor ham main apna account wash karna par sakta hai ham man lalach se kam nahin lena chaya ham main jaldbaji se koi decision nahin lena chaya trade main seva samaj kar lag ani chaya
      • #48 Collapse

        Re: Loss laluch ki waje se hota ha

        Asslam o alikum forex ma agr loss sy bachna chahty han to hmay chahiay k ham lalach sy dor rhy bulky sbsr sy kaam ly q k lalach sy hmesha loss hota ha forex ma hmay trade soch smjh k lgana hota ha jaldbazi krny sy hmay loss ho skta ha or hmara account bhi wash ho skta ha
        • #49 Collapse

          Re: Loss laluch ki waje se hota ha

          G han dear forex members ap ne bilkul thek kha hai ke loss lalach ki wjaa se hi hota hai. Hum jitna ziada lalach kren gy hmen utna hi ziada loss hoga. Loss se hmara hi nuksna hoga. Is lye hmen lalach nahi krna chahye jitna bi mile us per shukr adha krna chahye aur apna kam ache treke se krna chahye ta ke hmen faeda ho aur ziada profit mile.
          Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
          • #50 Collapse

            Re: Loss laluch ki waje se hota ha

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ❅丹deel❅ پيغام ديکھيے
            law samay sirf aur sirf Lal ki vajah se hota Hai jab ham log jyada colours karte Hain To hamen loss bhi jyada hone lagta hai isliye main chahie ki agar thoda bahut profit Mil jata Hai To usko accept kar lena chahie aur agar ham log usko accept nahin karte to market hamare against chali jaati hai aur jab market hamare against chali jaati Hai To Ham log yah sochte Hain ki kasam afraid to close kar dete takiya main kuchh Na kuchh profit Mil jata Hai Kya aukat bahut der Ho jaati Hai aur hamara account was ho jata hai
             
            • #51 Collapse

              Re: Loss laluch ki waje se hota ha

              Loss laluch ki wajaa say hota hay
               
              • #52 Collapse

                Re: Loss laluch ki waje se hota ha

                forensic bahut hi accha business hai agar aap ismein Dil lagakar kam karte hain to aapko ismein kamyabi milati hai agar aap ismein luggage karte hain to aapka is my lost ho jata hai agar ismein kamyab hona hai to mehtab karni hai ismein aap part time bhi kar sakte hain ismein aap full-time bhi kar sakte hain
                 
                • #53 Collapse

                  Re: Loss laluch ki waje se hota ha

                  trade ka knowledge hasil ho jaye phr ap market ko analysis kare uske achy signal pe trade lagaye jis se apko faida bhi hoga account bhi safe rahy ga or achi earning bhi hasil ho gi yahi hum forex main lalch ker jaty hain or market reverse ho jati hai orr human is main se loss hona shuru ho jatya hai jab hum is amin diol laga ker kam kerty hain toojh humain kabi b is main se loss nhi hota hai yeh good business hey
                   
                  • #54 Collapse

                    Re: Loss laluch ki waje se hota ha

                    Jitna Bhi Allah Sata Hai lalach karne ki vajah se aata hai Hamen lalach nahin karna chahie Jitna Ham Lala Karenge Hote Nahin Hamen loss ka Samna karna padega Nazar bataava rakhen aur jo Ham kar sakte hain Aisi trade na lagaen Jisko Ham samajh Devi Nahin Hai Bal ke Badi trade Lagate Hain Apne account ko Is Tarah Se manage Rakhenge Hamen Bade Kisi last Sabre jaen aur ham acchi trade lagane ka matlab yah bhi hai kya apne account ko bhi manage rakhen Apne account Se Bari trade Har na lagaen
                    Save your life
                    • #55 Collapse

                      Re: Loss laluch ki waje se hota ha

                      lossless ki assalamu alaikum friend ji haan loss lalach ki vajah se ho sakta hai agar aap trading mein lalach karenge to aap kisi Surat bhi profit nahin Kama sakte doston Jo log mehnat aur lagane se knowledge aasan karte hain aur lalach se pareshan karte hain vahi log yahan per kamyabi hasil karte Hain
                      • #56 Collapse

                        Re: Loss laluch ki waje se hota ha

                        Hn g bilkul thk kaha dear friends trading mn loss jaldbazi or lalach ki waja se hota ha hm soch samajh ka jb kam nhi karty jaldbazi karty hy ya phr lalach karty hy to phr hamy loss hi hota ha is lye pehly hamy analysis karni chaye phr trade lagani chayetrading mn experience ka hona bht zrori ha or trading ki market ko bhe samjhna chaye.
                        • #57 Collapse

                          Re: Loss laluch ki waje se hota ha

                          Assalam u alaikum dear forex friends umeed hy ap sab kheriat sy hun gy friends hamen chahiye k lalach sy bachen hamen lalach sy loss ho sakta hy or ye hamara apna nuksan hy hamen nuksan sy bachna hy to lalach sy bhi bachen ta k hamen loss na ho
                          • #58 Collapse

                            Re: Loss laluch ki waje se hota ha

                            Jihad real friend bilkul Apne Sahi kah Forex forum Kitna Jyada loss Se Bachana Chahte Hain To Hamen lalach Nahin Karni chahie Bal ke Mehar ke sath work karna chahie Jitna Jyada Mein daily basis ka work complete Karenge utani Jyada Hamen kamyabi mil sakti hai aur ham bahut jaldi se main success Le sakte hain isliye main JK daily basis cover complete Karen aur apni life ko successful banaen
                            • #59 Collapse

                              Re: Loss laluch ki waje se hota ha

                              Assalam O Alaikum Dear Forex member bahut achi post share ki hy apne k iss forum p kaam krty hue hme chahiye mehnat kren learning hasil kren aur daily basis p kaam kren taa k acha bonus hasil kr sken aur achi earning hasil kr sken gy agr hum mehnat krty hn knowledge hasil krty hn acha kaam krty rhen ta k accha bonus hasil kr sken aur achi earning hasil kr sken
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: Loss laluch ki waje se hota ha

                                ji han aapki baat bilkul theek hai loss lalach ki wajah se hi hota hai zyada profit ki lalach mein apne account ko loss na Karen apne account balance ko sirf rakhen soch samajhkar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaye aur Achcha entry point milane per state open Karen aur kam lot size ka use Karen lot size ziyda hoga risk bhi zyada hoga aur aapka account wash ho sakta hai isiliye apne account balance ko safe rakhen soch samajhkar trading Karen jaldbazi aur lalach se dur Rahe Taki aap expert trader Ban sake aur unlimited earning kar sakte isiliye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen ek Kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X