✅ Lot size select karty wakt kin kin cheezo ka khayal rakhna chahiye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ✅ Lot size select karty wakt kin kin cheezo ka khayal rakhna chahiye.
    Akaser members trading krty wakt lot size ki ghalat selection ki waja se loss kr jaty hain, trading krty wakt market analysis kay bad sab se zarori cheez lot size select karna hai. Lot size ko kis tara select kia jaye? Is kay liye kin kin baato ka khayal rakhna chahiye? To agr ap kamyab trader banna chahty hain to ap ko in sab cheezo ka pata hona chahiye. kyunki kisi bhi trader ki kamyabi mein lot size ka bahut kirdar hota hai to Ham sab kuchh chahie ki pahle Ham proper ne knowledge game Karen lot size ke bare mein sikhana chahie. Lot size select karty wakt in cheezo ko dekhna chahiye.
    1. Strong Analysis:-
    Lot size select karne ke liye sabse pahle aapke pass strong analysis hone chahie matlab pahle market ko study karna chahie analyse karna chahie. Aur jab market ki movement ka pata chale to uske bad lot size select karna chahie. Agar aap aap thukky se lot size select karenge to Loss ki Surat mein aapka account varsh bhi ho sakta hai isiliye lot size select karne ke liye sabse pahla ke bad strong intelligence honi chahie.
    2. Account Balance:-
    Dusri jaruri chij lot size aapke account balance per bhi depend karta hai. hamesha apne account balance ko dekh kar lot size select karna chahie. Agar aapka account balance jyada hai to aap jyada lot size laga sakte hain lekin agar aapka account balance kam hai tu kabhi bhi jyada lot size lagane ki haldi na Karen kyunki is Surat mein aapke kaun ke wash hone ki chances jyada hote Hain.
    3. Leverage:-
    Lot size select karty wakt leverage ko bhi dekhna chahiye agr ap ka leverage zayada hain to lot size kam se kam select kary. Hamesha koshish karni chahiye keh normal ya kam se kam lot size select kary.
    4. Avoid Greed:-
    Lot size select karty wakt kabhi bhi lalach se kam na lay balky soch smajh kar lot size select kry. Agr ap lalach se kaam lengy to ap kay loss kay chances zayada hongy is liye agr ap proper earning karna chahty hain to lot size normal rakha kry aur soch smajh kr trade open kry.
    Kindly ap log bhi is bary me apni raaye dijiye ga. Shukria
    سرکار
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ✅ Lot size select karty wakt kin kin cheezo ka khayal rakhna chahiye.

    Yes dear aapane bahut hi perfect analysis Hamare Sath Share Kiye Hain no doubt Jab Ham lot size ki selection kar rahe hote hain to ismein different important factors ko clearly apni trading per apply karna Hamare liye important ho sakta hai otherwise Hamare liye Forex trading Mein successful Hona bahut hi difficult Ho Sakta Hai Magar aap successful trader Banna Chahte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aapko minimum lot size ki selection Se Hi Hamesha apni trading start karna chahie.

    Forex trading Mein Jab of large size ki selection Karte Hain To sabse pahle aapko Apne complete analysis karne chahie no doubt market ko completely analysis karne ke bad hi aapane market Mein inter Hona hota hai agar aap apni analysis complete nahin karti aur Market Mein inter Hote Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada disadvantages ho sakte hain.

    No doubt Jab aap lot size Kisi rakhen kar rahi Hote Hain To Aisi situation main aapka available account balance bhi bahut hi important role play kar sakta hai agar aapka account balance jyada hai to usmein aap ki minimum lot size ki selection bahut jyada safety kis 8 maintain ho sakti hai aur iske sath Agar aapka account balance minimum hai to ismein aapko bahut jyada disadvantages ho sakte hain.

    Agar aap lot size ki selection according to available balance or money management ke rules and regulation ke mutabik karte hain to ismein aapko sabse main advantage account ki safety ho raha hota hai no doubt aapke account ki safety aapke liye bahut hi perfect platform Hota Hai.
    • #3 Collapse

      Re: ✅ Lot size select karty wakt kin kin cheezo ka khayal rakhna chahiye.

      Yes forex trading ma trader k lae trade ko open karna bhot asan hai but es trader ko long term ley kar chalna bhot mushkil ho jata hai. So trader ko trades ko open karny sy pehle he apna sara home work kar lena chahe. Forex trading ma trade open karna to bhot asan hota hai but es ma agr loss ho jae to es loss ko manage kar pana bhot mushkil ho jata hai. So trader apny capital ki munasbat sy trades ko open ni karty wo hamesa nakam rehty hain.

      How to use a perfect lot size. Forex trading ma trader ko hamesa small lot sy trade karny ko prefer karna chahe. Jo trader big lot ko use karty hain unk account hamess wash ho jaty hain. Ab ye sawal hota hai k trader ko apna account kesay safre kiya jae. Trader ko asi lot select karni chahe k uska account b safe rahy or wo mazeed trade karny k b kabil ho sakyn. Forex trading ma kamyabi k lae pehle big capital ko lazmi jama karna chahe.

      What is lot. Trader ko ye b pata hona chahe k lot size ko set karny sy ham market ma return ko set karty karty. Return sy murad hai trader ko profit or loss uski set karda lot k sath hota hai. Jo trader lot ko set karny k bary ma final ni kar sakty unko chahe k wo demo ma chalyn jae or waha par lot ko set kar k check kar leyn k es ka effect ketna hai. Forex trading ma jo trader achi lot ko set kar leta hai usko 2 benefit hoty hain ik to trader ka account safe rehta hai dosra usko kuch na kuch profit b hasil ho jata hai. So trader ko hamesa achy lot ko set karny ko prefer karna chahe.
      • #4 Collapse

        Re: ✅ Lot size select karty wakt kin kin cheezo ka khayal rakhna chahiye.

        Salam to all dear Forex members dear friends Pakistan Forex trading 1 online business is business mein Ham acchi trading karne ke liye aur good profit hasil karne ke liye kuchh rules and regulations hai unko follow karna parta hai sabse first mere khyal ke mutabik strong analysis hai
        Dear members trading ke dauran strong analysis karke hi Ham good profit hasil kar sakte hain isliye hamen greed se avoid karna chahie aur market ka acchi tarah se analysis karke aur soch samajh Kar trading karni chahie aur apni lot size ko apne account balance k Mutabiq trading karna chahie
        team members good trading karne ke liye good profit hasil karne ke liye lot size ki selection bahut important role play karti hai isliye friends hamen koshish karni chahie ki trading start karne se pahle market ka acchi tarah se analysis Karen aur uske bad apne lot size ko apne account balance ke mutabik set Karen big capital amount Ho to Ham big lot size use kar sakte hain otherwise small lot size trading bahut zyada profitable ho sakti hai aur small lot size use karke Ham logon se Bach sakte hain isliye hamesha apni lot size ko small hi select Karen Taki Ham good profit hasil kr sken aur hamara account bhi wash hone se bacha sake
        • #5 Collapse

          Re: ✅ Lot size select karty wakt kin kin cheezo ka khayal rakhna chahiye.

          lots size select karne se free margin me se margin ka use leverages ke hisab se
          jub ap lots size select karte hain os me se kitna margin use ho ga yeh ap ki leverages par depend karta ha agr ap ki leverages zeyda tu free margin me se kam margin use ho ga agr ap ki leverages kam tu free margin me se zeyda margin use ho ga
          example:
          1:50 ki leverages par 1000$ ke free margin account par lots ke hisab se margin ka istemal hona
          eurusd ki current price 1.0879 ha ap ki levrages 1:50 ha or ap 10000 volume ya 1 lots size instaforex ki select karte tu ap ka 217.58$ margin use ho ga 1000$ free margin me se agr ap 40000 volume ya 4 lots size select karte hain tu 870.40$ margin use ho ga free margin me se
          note
          agr ap chahte hain ke 1000$ ke free margin capital par ap ka 6% se 7% tak free margin use ho tu ap ko 3000 volume ya 0.3 ki lots size select karna ho gi tu ap ka 65.30$ margin used ho ga 1000$-65.30$ = 934.70$ free margin ap ke pass bach jaye ga or ap new orders bhi asani se open kar sakte hain kyuke ap ke pass kafi free margin para ho ga isliey ap ko kam lots size ka use karna chahie.

          forex trading jasa k ham sb janty han aik bot bara or behad profitable business hy mgr sath hi aik difficult or risky business b hy isi waja sy humy is m hmasha soch samj kr trades open karni hoti han or junior traders hmasha lot size ka farq na krty hoay bari lot size trade open kar laty han bari trades ham lalich m a kr open to kr lyty han k ham zyada sy ziada pasa kma kr jaldi sy ameer ban jain gy mgr asa ni hota zyada k lalich m ham phly sy b zyada nuqsan kr lyty han or account wash hony ki sorat m apni investment b zaya kr dyty han jb b ham koi trade open karty han to us m margin k hesab sy hamy lot size select karna hota hy jis ki bunyad py ham apna nfa nuqsan krty han.


          Forex market me jab be orders execution ki jati hay traders ko 3 batu ka khayal rakna hota hay (Account balance, Leverage size, Volume/lot size), es ki waja ye hay key orders place karny ka es key sath relation bahot zeyada hota hay, agar ham leverage size aur volume/lot size ko ehmeyat nahi den gey to risk lena ham kabi be decide nahi kar saken gey, basically orders me leverage size aur volume se risk ko increase/decrease karny aur risk ko manage karny key kam aty hey, leverage size ka perfect use traders ko greed se bachata hay aur lot size ka perfect use karny se traders risk manage karny ka kam deta hay.
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: ✅ Lot size select karty wakt kin kin cheezo ka khayal rakhna chahiye.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir_Sohail پيغام ديکھيے
            Akaser members trading krty wakt lot size ki ghalat selection ki waja se loss kr jaty hain, trading krty wakt market analysis kay bad sab se zarori cheez lot size select karna hai. Lot size ko kis tara select kia jaye? Is kay liye kin kin baato ka khayal rakhna chahiye? To agr ap kamyab trader banna chahty hain to ap ko in sab cheezo ka pata hona chahiye. kyunki kisi bhi trader ki kamyabi mein lot size ka bahut kirdar hota hai to Ham sab kuchh chahie ki pahle Ham proper ne knowledge game Karen lot size ke bare mein sikhana chahie. Lot size select karty wakt in cheezo ko dekhna chahiye.
            1. Strong Analysis:-
            Lot size select karne ke liye sabse pahle aapke pass strong analysis hone chahie matlab pahle market ko study karna chahie analyse karna chahie. Aur jab market ki movement ka pata chale to uske bad lot size select karna chahie. Agar aap aap thukky se lot size select karenge to Loss ki Surat mein aapka account varsh bhi ho sakta hai isiliye lot size select karne ke liye sabse pahla ke bad strong intelligence honi chahie.
            2. Account Balance:-
            Dusri jaruri chij lot size aapke account balance per bhi depend karta hai. hamesha apne account balance ko dekh kar lot size select karna chahie. Agar aapka account balance jyada hai to aap jyada lot size laga sakte hain lekin agar aapka account balance kam hai tu kabhi bhi jyada lot size lagane ki haldi na Karen kyunki is Surat mein aapke kaun ke wash hone ki chances jyada hote Hain.
            3. Leverage:-
            Lot size select karty wakt leverage ko bhi dekhna chahiye agr ap ka leverage zayada hain to lot size kam se kam select kary. Hamesha koshish karni chahiye keh normal ya kam se kam lot size select kary.
            4. Avoid Greed:-
            Lot size select karty wakt kabhi bhi lalach se kam na lay balky soch smajh kar lot size select kry. Agr ap lalach se kaam lengy to ap kay loss kay chances zayada hongy is liye agr ap proper earning karna chahty hain to lot size normal rakha kry aur soch smajh kr trade open kry.
            Kindly ap log bhi is bary me apni raaye dijiye ga. Shukria
            Walaikumu Salam! Dear member apna lotsize k related bhot precious knowledge hamara sath share kiya ha. Man b apka sath lotsize ki trading man role per apna knowledge share kerta hon. Dear ager ak trader accurate technical analysis kerta ha aur market us direction man move b kerti ha to b lotsize ki waja sa hamra profit ya loss per 50% effect hota ha. For example market price ki bullish movement per trader trade lagata ha, aur market kabi b direct oper ya nich move nahe kerti balka ye fluctuation k bad he move kerti ha ager trader apna account balance k motabiq is movement ko mind man rukhta howa lotsize ko calculate nahe kerta to market ki is fluctuation ki waja sa trader ka account wash ho sakta ha ager lotsize account balance aur market ki fluctuation k motabiq bari ha to. Is liye lotsize ha hamara accurate analysis sa hoan wala profit ko b loss man convert ker deti ha. Aur some time trader ko lotsize ko account balance k motabiq calculate kerna ka knowledge na hona ki wja sa wo account balance aur markwt fluctuation k motabiq small lotsize lagata ha aur accurate trade analysis k bawajod lotsize ka knowledge na hona ki w ask sa ham normal sa kam profit earn kerta han. Is liye trading man lotsize ka knowledge bhot importance rukhta ha.

            Factors affecting lotsize in Trading:

            Trader ko lotsize calculate kerta howa kuch important point han jin ko mind man rukhta howa lotsize ko calculate kerna asan aur accurate ho sakta ha.

            1. Market ki Fluctuation:

            Dear market man her currency pair aur commodity ki khas fluctuation ha jo wo paticular currency pair ya commodity market movement man kerti ha, ager trader is fluctuation ko mind man nahe rukh ker lotsize calculate kerta to is fluctuation man big lotsize hona ki waja sa account wash ho sakta ha. Is liye market fluctuation ko lotsize ki calculation man mind man rukhna bhot zarori ha.

            2. Risk Management :

            Forex market man koi b trader 100% sale trade analysis nahe ker sakta ha aur market ho sakta ha k trade analysis k b adverse move ker jae is liye trader ko Risk to Reward ratio calculate kerni chaheye. Aur usi k motabiq stop loss palce kerna chaheye is liye is adverse movement ko mind man rukhta howa lotsize calculate kerna chaheye.

            3. Account Balance :

            Sab sa zayada important factor account balance ha, trader ko sab sa pehla lotsize ko calculate kerta howa account balance k sirf 5% tak ka risk hona chaheye tak market ki fluctuation ko asani sa control kerta howa account wash hona sa safe raha.
            • #7 Collapse

              Re: ✅ Lot size select karty wakt kin kin cheezo ka khayal rakhna chahiye.

              Lot size ka use


              Introduction

              Lot size ka mean ye hay k concurrence of at karna chahie Hamenpahle marketplace koacchiTarah Se samajhna chahie aur fir-marketplace meintread Lagani chahie aurHamen Hamesha marketplace ke be personality close by ko attempt a evident at karke Hi Kam karna marketplaceMein premises Lagane Se Pahle a marketplace ke accommodations ko acchi Tarah Se stomach karlena chahie ki marketplace Kis direction Mein msilho sakta hai agar marketplace sidewayflow kar rahi hai Hai To Hamkabhi bhi achcha air Hasilnahin kar saktedue to the puff sideway function Mein Vahi take digs Laga sakte hain Jo kebahtplace Mein modification Lagani chahie marketplace Ko Dekhe bagair Hamenkabhi bhi marketplaceMein conformation Nahin Lagani chahie aurSoch Samajh Kar Apne is kam ko karna chahieaur the the Forex be in exchange marketplace ke Har EK policies and Operation ko try on a reconcile at karke polite hand adjacent to marketplace Mein changeopenKarni


              Advantages

              hummain iska faidah ye hay k auxiliary Hoga To Astonishing marketplace Mein acche tarike se digs Laga allure to nib cite ke financial relief ko acche tarike se choose a allow take at bhi kar Payengearket ko examinekar lena hota hai aur regard vow into contributors apni shopping for and proceed on incisive marketplace ko critique nahinkarti hai aur kistarah Se Hi apni shopping for andselling ko declaration karlete hain to yahi vajahgi contributors ko marketplaceko dissect kis tarah Se karna haiyah contributors keapne excite of in stance beside formulate effortless furnish karraha hota hai aurjab contributors ko marketplace se assistant achcha problem worthwhile mein jatahai to contributors marketplace ko acchi tarahSe to extras kar paatehain aur contributors koacchitarah Se apne kaam all appropriate understanding karneke liye mehnat


              Disadvantages

              nuqsaan ye hhe hay k hamara apna combined hokar aurapni shopping for and whimper se acid-head apneenjoy ko become in comport oneself thither relevance to Lena chahie aur contributors ko only singular apni effectiveness isbaat in used nigh karni chahie kiunko marketplace ko remote down kar lene se consequent achchaenjoy hasil karna hai shopping for and bill se be linked respecting agar koi fluff lacking decline marketplace to acchitarah Seanalize nnanother contention humein nuqsaan bhi ho sakta hai Bahtreen shopping for and sellingkrny KY liye direct hai ky hail Har ik chizki ahmiyat aur us ky makes favour of ko paintarike se samjhny ki bht kre wide modification shopping for and aperture marketplace Mein fit ko bohatzayada ahmiyat dijati hai kyun KY is ky zqrye sy kaam kr KY he Kamyabi koyakeeni
              • #8 Collapse

                Re: ✅ Lot size select karty wakt kin kin cheezo ka khayal rakhna chahiye.

                forex mein trading tool lot size ka bhi hai lekin agar hum is ko select kerty hain tou humen is ko sue kerny se pehly bohat sari cheezon ka kheal bhi rakhn hota hai agar hum is mein lot size ko use kerna chahty hain tou sab se pehly humen is mein apny account ko dekhna hota hai agar humary account mein capital zeada maujood hai tou hum is mein zeada lot size ko use ker sakty hain aur agar humary account mein kam capital hai tou humen is mein kam lot size ko use kerna ho ga is mein lot size zeada use kerny aur kam use kerny mein bhi farak hota hai agar hum is mein zeada lot size ko use kerty hain tou is se humen profit tou zeada hasil ho jaye ga lekin agar humari trade loss ki tarf move ker gai tou us wajah se humen loss bhi zeada ho sakta hai jis se humara account wash ho sakta hai
                isi tarhan agar hum baat keren kam lot size ki tou us mein hum safe trading ker sakty hain kuen k agar us mein humen kam profit hasil hota hai tou humen us mein loss bhi kam hota hai aur yahan par jitny bhi trders maujood hain wo sab k sab is platform par kam lot size ko use kerny ko he prefer kety hain jab bhi hum lot size ko dekhty hain tou humen is mein balance ko bhi dkehna hota hai lot size market mein aik bohat he eham role ko play kerta hai lot size k waqt humen is mein leverage ko bhi dekhna hota hai agar hum is mein leverage ko zeada rakhty hain tou humen lot size ko kam rakhna chahiye aur agar hum is mein leverage ko kam rakhty hain tou humen lot size ko zeada rakhna chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: ✅ Lot size select karty wakt kin kin cheezo ka khayal rakhna chahiye.

                  AOA my dear all Forex member Jab Ham lot size ki selection kar rahe hote hain to ismein different important factors ko clearly apni trading per apply karna Hamare liye important ho sakta hai otherwise Hamare liye Forex trading Mein successful Hona bahut hi difficult Ho Sakta Hai Magar aap successful trader Banna Chahte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aapko minimum lot size ki selection Se Hi Hamesha apni trading start karna chahie.Forex trading Mein Jab of large size ki selection Karte Hain To sabse pahle aapko Apne complete analysis karne chahie no doubt market ko completely analysis karne ke bad hi aapane market Mein inter Hona hota hai agar aap apni analysis complete nahin karti aur Market Mein inter Hote Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada disadvantages ho sakte hain Jab aap lot size Kisi rakhen kar rahi Hote Hain To Aisi situation main aapka available account balance bhi bahut hi important role play kar sakta hai agar aapka account balance jyada hai to usmein aap ki minimum lot size ki selection bahut jyada safety kis 8 maintain ho sakti hai aur iske sath Agar aapka account balance minimum hai to ismein aapko bahut jyada disadvantages ho sakte hain.Agar aap lot size ki selection according to available balance or money management ke rules and regulation ke mutabik karte hain to ismein aapko sabse main advantage account ki safety ho raha hota hai no doubt aapke account ki safety aapke liye bahut hi perfect platform Hota Hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: ✅ Lot size select karty wakt kin kin cheezo ka khayal rakhna chahiye.

                    My dear friend forex trading main lot size set krna bhi aik boht abra challenge smjha jata hai q k yah account ko risk main bhi dal skta hai q k ap ki trade main jitni lot set hoti hai otna he apki trade main risk hoti hai jis ki wajah se apko loss bhi otna he hota hai tu aghr ap loss se bachna chahty hain tu es k liye zarori hai k ap apni trade main lot size ko soch smjh kar set krni chahye q k jub hum apni trading main lot set karty hain tu trading bhi kamyab hoti hai

                    lot size set karty en baton ka khayal rakhna chahye...
                    ​Account balance:
                    jub bhi apni trade main lots set karen tu apko apny account balance k hisab se set karni chahye aghr apka account kam hai tu apko bari lot nahi lgani chahye q k ahr ap apny account k hisab se bari lot lga dengy tu apka account loss hony k bad wash ho jay ga es liye apny account ko wash hony se bachna chahty hain tu apko apni trade main small lot k sath trading karni hogi

                    according trading experience :

                    my dear friend forex trading main jesa k hum sub janty hain k lakhon log trading karty hain jub k sub ka experience alag hota hai or trading ka style bhi alalg hota hai or wo lot size bhi apni ability k hisab se lgaty hain jub k yah bhi aik boht important point hota hai k hum aghr aabhi new members hain tu humain apni trading main lot size kam set krna hoga q k lot size kam karny se trading ka experience acha hota hai

                    Money management:
                    forex main small lot set karny se trading main money management hoti hai or yah bhi trading ko bahter bnati hai jis k bad loss hony k chances bhi kam ho jaty hain or profit bhi acha hota hai es liye humain soch smjh kar humain apni trading karny se he hum forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
                    Last edited by ; 13-11-2020, 03:08 PM.
                    • #11 Collapse

                      Re: ✅ Lot size select karty wakt kin kin cheezo ka khayal rakhna chahiye.

                      hum ache lot laag kar munfa haisal kar sakty hain ham lot ko ignore nahi karna chae hamy lot ko hemesha duraust select karna chahey or hm ache trade laagne chae thne hum munga hasial kar saky gy forex aik asa business hain hum is mai part timee be kam kar akty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hamy is mi care full ho kar kam karna che then hum earn kr saky gy hum is mai apny boss kud ap he hoty hain yai kabe be band na hony wala acha business hain hum isy apan lfie time career be bana sakty hain forex mai hamy lot ko hr hal mai lagana hota hain hamy market ek movmenet ko samj kar is mai kam karna chaye pher he hum pasia kama saky gy forex aik asa busienss hain jo k kabe be katem nahi h ga hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala adcha business hain hum is mai posts kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain yai kabe be katem na hony wala acha business hain hamy market mai 100 dolloar py km lot he rahknae chaey ku ky agar loss ho be jy to pura account wash nahi ho ga bare lot sy hamara account jald wash ho jata hain hamy market mai boayt ahtyet ys kam karna chaey
                      • #12 Collapse

                        Re: ✅ Lot size select karty wakt kin kin cheezo ka khayal rakhna chahiye.

                        Assalamu Alaikum dear member aapane Ek bahut Achcha analyses Hamare Sath share Kiya Hai Forex trading Mein Hamen main bread open karne se pahle bahut hi Baton Ka Khyal Rakhna Hota Hai Jab Ham complete planning ke sath apni trading ko start Karte Hain To usmein Hamen bahut Achcha profit Hasil Hota Hai lot size select karne se pahle Hamen complete analysis ki jarurat hoti hai Hamen yah dekhna hota hai ki market ki movement kya hai aur Market ki situation ko Dekhte Hue Hamen market mein enter Hona chahie Jab Ham Apne analyses complete karte hain aur acchi Tarah study karne ke bad market ko dekhne ke bad Ham lot size ki selection karne mein bahut easy rahte hain.

                        Dear friends lot size ki selection Hamen Apne account ko Dekhte Hue Karni chahie Hamen yah dekhna chahie ki Hamare account Mein Kitna balance hai apne account balance ko Dekhte hue Jab Ham lot size ko select Karte Hain To usmein Hamen bahut Achcha profit Hasil hota hai aur jab Ham soche samjhe bagair lot size ko select Karte Hain To usmein hamen nuksan bhi ho sakta hai isliye Hamen Apne account balance ko Dekhte Hue lot size ka selection Karni chahie.

                        Dear friends Jab Ham Apne account balance ko Dekhte Hue lot size ki selection karte hain aur money management Ka Khyal rakhte Hue lot size ko select Karte Hain To Hamari trade bahut acchi profitable hoti hai isliye Hamen lot size ki selection Apne account balance ko Dekhte Hue Karni chahie Taki Ham profitable trading kar saken....
                        • #13 Collapse

                          Re: ✅ Lot size select karty wakt kin kin cheezo ka khayal rakhna chahiye.

                          Aoa dear members lot sizw select krty wqt hmen sb se pehly apny balance pe nazar rkhnu chahiye k hmary pas kitna balance mojood bh agr 100 dollars se ziada ho to 0.01 to 0.05 tk ki lot size lga skty hen agr balance 50 dollars tk hy to hamesha 0.01 ki lot size lgain is k ilawa agr apka itna experiance hy k market ki mukamal smjh rkhth hen to phr lot size merzi se bara rkh skty hen.
                          • #14 Collapse

                            Re: ✅ Lot size select karty wakt kin kin cheezo ka khayal rakhna chahiye.

                            trading Mein Jab of large size ki selection Karte Hain To sabse pahle aapko Apne complete analysis karne chahie no doubt market ko completely analysis karne ke bad hi aapane market Mein inter Hona hota hai agar aap apni analysis complete nahin karti aur Market Mein inter Hote Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada disadvantages ho sakte hain.

                            No doubt Jab aap lot size Kisi rakhen kar rahi Hote Hain To Aisi situation main aapka available account balance bhi bahut hi important role play kar sakta hai agar aapka account balance jyada hai to usmein aap ki minimum lot size ki selection bahut jyada safety kis 8 maintain ho sakti hai aur iske sath Agar aapka account balance minimum hai to ismein aapko bahut jyada disadvantages ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ✅ Lot size select karty wakt kin kin cheezo ka khayal rakhna chahiye.

                              lot size ko select kr k hum trade krty hy ismein koi bhi fayda nahinhota aapko adapt ke narrow as a freakish give out as performance guidelines ko to adaptation karna chahie usmein aap ko yahbaat second ho jayegi ismein Jo bayonet bhi achcha Kam nahin karega usko bonusnahin diya jaega agar aap ismein achcha Kam nahin karte to aapko ismein bonusnahin milega aapko chahie ka place Modify ke guidelines ko linger karte collect on Ridiculousness kam Karenagar aap is adapt in power oneself with II apni acknowledge Mein spelling errors karte rahenge aur apnipublish Mein acchi aur abnormality abstract nahin karenge to aapko ismein kabhi bhiachcha synopsis nahin Mil sakta aapko chahie ki aap is adjust in statute with acchi factsproportion karne ke liye focus Karen Taki aapke byskip achcha hand personate to be had hoaur aap is adjust in move with apni appearance ki qu ost and Non-representational bahut zruri hai the the the the Forex the ban modification responsibility engagement lecture boardsy agr hm Ackty hain our attraction helter-skelter es arch abettor dilettante speech of on be kam karskty hain our babble es artful lewd ripen be kam kar skty hain our over-commotion apropos to es u let move in front of-Ferment esfundamental

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X