Gold movement..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold movement..
    Hello guys. Gold is trading at the value of 1872 at this time and it is showing a little bit support to downward trend and from my point of analysis that in the coming time it will go more down ward and I hope that it will go down at least the value of 1800. So I will suggest sell trade on this yellow metal and I hope that it will be the best option at it will give you a good amount of profit if you open your trade on sell at gold metal.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold movement..

    Agar gold ki market ki baat ki Jaaye to Jabse us elections khatm hue hain Tab Se gold niche Gir gaya hai Hai gold basically 1880 1871 se upar Nahin Ja Raha Kyunki is Ki Sabse Badi Wajah hai ki dollar is market bahut bich Hai Jab dollar strong Ho Jaega To gold ki price bhi ab Chali Jayegi par tab tak gold ki movement abhi bahut down ja rahi hai iska matlab yahi hai ki aap sirf scalping trading karke hi Achcha profit bana sakte hain gold ki movements hai

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Gold movement..

      Yes dear gold ki market es waqt bhoot nechy hai jb sy us mai election hoa hain tu market 1880sy opar nhi ja kiyun k dollar abhi week hai jaisy he dollar strong ho ga gold ki movement bhi taiz ho jaye ge kiyun k gold ki market dollar per depend karta hai jis sy market bhoot taiz move karti hai jis waja sy ap dollar per inhasar karen ...
      • #4 Collapse

        Re: Gold movement..

        Assalamu alaikum ji mere pyare bhaiyon main aapko yah batana chahta Hun ki is waqt gold ki movement bahut yad aati hai kyunki gold is waqt kaun hoga kyunki Dala strong hoga Dala Bina strong hoga gold ke moment down ho gaye gold ki movement Ka asar dollar ki moment par hota hai agar dollar ki moment ki moment $1 ki price mein badhegi to bold aap tope kam ho jaega aur gold aaj ka ka dwon aana hai Jo log gold per trade karna chahte hain unko chahie ki vah sell laga Le
        • #5 Collapse

          Re: Gold movement..

          Gold movement aj kal ups jaw rayi hy agr hum glod momvent ko dakh na chiy yahi ik way hy jo humbko success kerta hy jo log chaty hy.hum kud ko improve kery gaw to hum success ho sakty hy
          • #6 Collapse

            Re: Gold movement..

            fprex aik best bsiness hain hum is mai kam kar ky pasi kama sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jo ky kabe be katem nai ho ga is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakaistan mai legal ban cuka hain ya aik amm bsienss jasa nahi hain forex aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: Gold movement..

              Salam tyo all members sab khariyat sa han acha to gold ki movement ka bary main bat karni ha agar aj ki bat karen to gold ko wazih driection nhe de raha or is ko aj analissi karna bhe mushkill ha to jasy ye move kar raha ha ya to ye 1860 tak jaye ga ya pher 1920 tak lakin clear nhe ha aj is na kis taraf move karna ha islye aj care karen
              • #8 Collapse

                Re: Gold movement..

                dear member gold pe trade karna apke liye zaida faidy mand hai is se achi earning hasil kar sakty hai bs apko soch samj kar trade krni ho gi gold or eur usd pe ye pair achi earning bhi dy jaty hai zaida tar trade is pe hi trade karke achi earning karty hai is pe focus kare karke achi information hasil karni chaiye tab ap trading mein kamyb ho sakty hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Gold movement..

                  Dear forex members forex trading Main agar haum kamyab tareekay say gold ki trading karna chahtey Hain tou haumay iss kay liye proper analaysis Karney Ki zarorat hoti hay Kyu Kay Jab tak haum properly market ko samhjtay nai hain haumay market ki movement clearly samhjy nai a sakti hay iss liye haumay hamesha apni learning aur information ki base pay Trading market ko samhjtay hoye trading karni chahiye takay haum properly market kay mutabiq trading kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay forex trading Main haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hai tou haumay trading Kartay hoye zayada achi earning hasal kar saktay hain Forex trading main haumay hamesha apni learning aur information ko increase kartay hoye trading karni chahiye takay haum properly market ko watch kartay hoye trading kar sakay aur zyada Acha profit hasal kar sakay forex trading main haumay hamesha apney experience aur information ko increase kartay hoye trading karni chahiye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold movement..

                    Gold ki movement aajkal bahut Anmol style hai ya market Mein Kafi Sare members ke account ko varsh kar chuka hai lihaja train Lene se pahle Dehat Karen acchi Tarah analyses ke bad trade off kam Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold movement..

                      Assalam walekum doston. Ummid karta hun aap sab khairiyat se honge.
                      Doston gold ki moving sab sabse jyada hoti hai. Dainik ke aam pair ki nishulk gold ki moving sabse jyada hoti hai. Agar aapka account $200 se above hai.to doston aapko gold per 1 cent ki laat leni chahie. Doston agar aapka account $200 se kam hai to aap gold pe tread na len.agar aapka account 200 Dollar se kam hai aur aap gold pe trade le Lete Hain. To Aapka account wash ho sakta hai. Kyunki doston gold ki moving jyada hoti hai.agar aapke against moving hoti hai to Aapka account automatically wash ho jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold movement..

                        Jab Ham Gold per trading karne lage To Hamen market ki moment ko acche tarike Se samajhne Ki Koshish Karni chahie tha ki Ham acche tarike se trading kar sake Hamen market kimat ko dekhna chahie ki market Kis Tarah moment kar rahi hai Hamen market ki moment ko samajh carat rate Lagani chahie
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold movement..

                          Assalam Alaikum ji bilkul aapane theek kaha hai ki Hamen Forex Mein Kabhi Bhi gold ki entry Nahin leni chahie Agar Ham gold ki entry lty Hain To Ham isase bahut jyada nuksan Utha sakte hain Kyunki gold Ek Aisa Pair Hai jisse Ham bahut jyada nuksan Utha sakte hain gold ki market bahut jyada Tezi se up and down Hoti Hai jisse Ham nuksan bhi Utha sakte hain isiliye agar aap Chahte Hain Kya Forex mein nuksan se bach sake to aapko chahie ki aap kabhi bhi Gold per trade na Karen Kyunki Agar aapka balance kam hai to Aapka account bhi wash ho sakta hai isiliye Forex Mein Gold per trade Lagane se avoid Karen
                          https://t.me/pump_upp

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X