trading main research ki ehmiat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading main research ki ehmiat
    aslam o alikum dosto trading main reserch ki bht ziada ehmait hoti hai ager ap trading main research klren gay values analyse kren gay to apko bht ziada profit mil skta hai likin ager ap trading main reserch nahi krty aur trade krty hin bagair kisi information k to apko kafi sara loss ho skta hi to trade krny say phly market k halat ka jaiza zror len ta k apko trade krty weakt pachtan na pary jitni ziada apki research gogi utna ziada apko market k utar charhao ka pta hoga aur utny dhian say ap trading kr sken gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading main research ki ehmiat

    ji han forex mein research ko bahut hi jyada ahmiyat Di gai hai agar Ham forex mein research karenge to Ham forex mein kamyab honge agar Ham ismein research nahin karte to ismein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte kyunki ismein humko naya knowledge research karna hota hai aur naal Naina Lage se Ham forex mein acchi earning karte Hain

    humko chahie ki agar humko per x mein kamyab hona hai to iske liye new research ka hona bahut jaruri hai kyunki new research karenge to hamare pass new knowledge jaega aur usko Ham post mein share karke achcha bonus hasil kar sakte hain aur apni post bhi quality ko bhi achcha banakar apne mistakes ko improve ka sakte hain isliye new recharge karna bahut jaruri hai

    humko chahie ki hamen forex mein kam karna chahie ismein hard work karni chahie lekin iske liye new research ka hona bahut jaruri hai new recharge se hamari post ki quality behtar hoti hai aur ham trading main bhi acchi tarah se market banaa licence karke isase achcha profit hasil karke forex mein expert Ban sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: trading main research ki ehmiat

      humein research kart rehna chy q k humein es ka bhut faida hota ha jo search ki hoti ha us ko again hum karty hain tu humein idea hota ha kia kami thi last wali search mein. trading mein tu must ha research q k es humeinpta chlta ha k hum ny buy krna ha yh sell humein es sy idea ho jata ha.
      • #4 Collapse

        Re: trading main research ki ehmiat

        dear members forex trading main hum nay ya to ksi pair ko buy karna hotah ya phir sell karna hota hy ab hum nay kis pair ko buy karna hay aor kis pair kosell karna hay to isey hum market ko analyse kar kay hi smjh skty hain dear members forex market main price action yani keh market mian kb enter hona hay kb nikalna hay smjh skty hain aor find kar skty hain yeh point to is trah sy hum market sy faida othaty hain Click image for larger version

Name:	statistics-227173_1920.jpg
Views:	4
Size:	278.8 کلوبائٹ
ID:	12335736
        • #5 Collapse

          Re: trading main research ki ehmiat

          trading kar ky pasia kamayha ja sakta hain forex aik amm business hain hum is mi night mai be kam kar sakty hain hum is miday mai be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar skty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai mahnet karty hainj to hamy kaaybe hasual ho jy ge forex market mai hamy ahteyt s trading karne chahey
          • #6 Collapse

            Re: trading main research ki ehmiat

            hum trade laga kar kam karty hain hamy aik time table bana kar kam karna ho ag hum is mai night mai e kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy is mai kamyabe deny walky tools ko use kar ky market ke movement ko samj kar is mai pasia invest akr ky kam karna ho ga pher he hum pasa kama saky y forex pakistan mai legal ban cuka hain
            • #7 Collapse

              Re: trading main research ki ehmiat

              dear forex market main kaam kartay hwuay yeh baat lazmi nai hay k agar hamain is main kaam kartay hwuay aik baar achi eanring milna start ho jaty hay to usk baad hamain is main kisi kisam ka koi bhi knowledge hasil karnay ki koi zarurta nai hay balk is main kaam kartay hwuay hamain is main har dink hissb say achi leanring bhi kartay rehna chaye aur aisay kartay hwuay hamain is main iski har kisam ki updates bhi hoty rehty hain jisk zariye say hamain is main kaam kartay hwuayy achi say achi eanring ka milna bhi start ho skata hay.s
              • #8 Collapse

                Re: trading main research ki ehmiat

                Assalamu alaikum sari trading research per hi bass Karti hai jitne jyada aap ki sacchi hogi aapki unhen bhi hote hi jyada acchi hogi agar aap research Karke trade open Nahin karte Hain to aap ko nuksan ke samay karna padega is karne ke liye aap aaj ki news taja khabar rahe aur market ko acchi Tarah se analyse karte rahe
                • #9 Collapse

                  Re: trading main research ki ehmiat

                  Assalamu alaikum ummid karta hun aap sab khairiyat se honge trading mein research ki bahut jyada importance hi agar market mein hamen kam karte hue acchi earning hasil hote ha Tu iska yah matlab Nahin ke hamari experience Sahi ha nhi experience ko aur ziada increase krna chahiya or demo account mein practice karke bahut jyada profit hasil Karen laalach Na Karen laalach ki sohbaat se bacchen.allah Hafiz khush raho salamat raho salamat
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: trading main research ki ehmiat

                    Ji Bhai aapane bahut Achcha topi Shuru Kiya Hai trading ke andar research ki bahut badi ahmiyat hai aap Jitne Bhi Jyada research Karenge aapko Uttara hi jyada fayda Hoga aur Ishwar se aapko ya fayda hota hai ki aap ek professional trader Ban Jaate Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: trading main research ki ehmiat

                      Assalamu alaikum ummid karta hun aap sab khairiyat se honge trading mein research ki bahut jyada importance hi agar market mein hamen kam karte hue acchi earning hasil hote ha Tu iska yah matlab Nahin ke hamari experience Sahi ha nhi experience ko aur ziada increase krna chahiya or demo account mein practice karke bahut jyada profit hasil Karen laalach Na Karen laalach ki sohbaat se bacchen.allah Hafiz khush raho salamat raho
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: trading main research ki ehmiat

                        Aslam o alaikum dear forex memberz . G trading me research ki bht ahmeat hy.ap agr chahty hwn k ap achy trader banen to ap.ko. chaheay k ap trade krny sy pehly achy research kr len. R researvh krny k bd trade lgaen. Ap agr market ko reaearch keay bgair trade lgaen gy to ao ko is ka bht bara loss ho ga. Ap glat pair py trade lga den gy jo k ap ki trading ko loss mw lay ja sakta hy. Ye b dhean rahy agr ap ny aisi trade lgai jis ka loss barhta jay to ap ka account b is sy wash ho sakta hy. Is leay ap ko sb kuvh ka kheal rakhna chaheay.
                        • #13 Collapse

                          Re: trading main research ki ehmiat

                          trading mein research bahut jyada jaruri hai agar Ham research ke sath chalenge to fir Ham jarur kamyab honge isiliye hamesha mehnat ke sath kam Karen aur acche se kam Karen aur apni research ko continue rakhen FIR hamare liye kamyab hona mushkil nahin hoga agar Ham research nahin karte ho aur ham sochte Hain ki Ham aise hi kamyab Ho jaenge hamen trading ki samajh bhi nahin hai aur ham trading start kar dete Hain to fir Ham bahut hi galat kam kar rahe hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: trading main research ki ehmiat

                            Trading mein research ke bahut ahmiyat hai kyunki jab hamare trading bahut acche hoti hai to Ham ko use waqt bonus bahut achcha sahi hota hai humko chahie ki ham Pak raksha ke kam mein bahut acchi mehnat kar rahe hain jaise Ham ko bahut accha profit house Ho jab ham koi bhi kam karte hain to use kam mein main experience Kaho na bahut jaruri hota hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X