✅ Kia Indicators ko smajhna zarori hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ✅ Kia Indicators ko smajhna zarori hai?
    Assalamu alaikum dear Forex members main aapse yah puchna chah raha tha ki kya indicators ke bare mein samajhna jaruri hai? Yah indicators ko samjhaie bread bhi ham trading kar sakte hain? Agar Ham indicator se market ko analysis karte hain aur reading karte Hain to hamari kami abhi ki chances jyada hogi ya agar ham indicator ke bakre Indus karke trading karenge to kamyabi milegi Gandhi's bare mein guide kijiega.
    سرکار
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ✅ Kia Indicators ko smajhna zarori hai?

    ji han agar humne forex mein kamyab hona hai aur ismein acchi earning karni hai to iske liye bahut jaruri hai ki hamen candle ko samajhna chahie kyunki candle ko samajh Kar Hi ab forex mein kamyab hote hain kyunki candle humko market ko analysed karne mein madad dete Hain aur jaise Ham kamyab Ho jaate Hain

    isliye humko chahie ki hamen forex be hard work karna chahie aur candle ko samajhna chahie ko samajh kam Ham forex mein kamyab honge auracchi earning karenge isliye humko chahie ki hamen candle ko samajhna chahie aur forex mein market ko acchi tarah se analysis karna chahie

    humko chahie ki Ham forex mein hard work Karen aur candle Kota route samjhe kyunki candle hi hamare liye sab kuch hai agar Ham candle ko samajh Le to Ham forex mein kamyab Ho jaaye agar Ham candle ko Na samajh sake Tum kabhi bhi forex mein kamyab nahin ho
    • #3 Collapse

      Re: ✅ Kia Indicators ko smajhna zarori hai?

      Obvious si baat hy fellow member indicators ko agar profitable trade karne ky liye use karna hy tou lazmi samajhne ki zarurat hy kyo ky jo bagair learning ky indicators ka use karega heavy loss ko face karega. Forex beshak bohat hard or risky hy lakin agar trader proper planning ky sath best indicators ka use kare tou yaqeenan profit earn karne ka ratio highly increase hoga. Forex mein trading career ky start sy he agar trader best and profitable indicators ky bary mein knowledge hasil karke practice ky doran experience hasil karna start kare tou long term market mein stay karke market sy milne wale chance ko easily avail karne mein kamyab hoga. Trader ko technical analysis ky through market ko judge karne ki ability create honi chahiye or sath mein trading ky best indicators jin mein fibonacci retracement, bollinger band, moving average ko use karne sy pehle quality knowledge intehai importance rakhti hy.
      Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
      • #4 Collapse

        Re: ✅ Kia Indicators ko smajhna zarori hai?

        g han indicator ko samjna istmal karna ahm kam hain pher hamy market mai kamaybe hasial ho jate hain forex aik amm business jasa nahi hain hum is mai raat mai be kamkar sakty hain hum is mai didn mai be kam kar sakt yahin hamy is mai kamaybe deny waly tools ko use ka rky kam karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik best business hain
        • #5 Collapse

          Re: ✅ Kia Indicators ko smajhna zarori hai?

          Assalamu alaikum ji han mere bhaiyon aapko main yah batata chalao ki indicator ki movement ko samjhana bahut jyada jaruri hai Yamaha me indicator ki moment ko nahin samjhe ayenge to Ham market mein expert trade nahin Ban sakenge hamen expert trader banne ke liye market mein indicator ki moment ko samajhna bahut jyada jaruri hai kyunki yah indicate karta hai ki aaya market ab ja rahi hai ya down
          • #6 Collapse

            Re: ✅ Kia Indicators ko smajhna zarori hai?

            Walekum Assalam trading Mein indicator Hamen bahut jyada fayda Dete Hain aur ji Hamen market ki movement ko samajhne aur Market ki technical analysing karne ke liye important role play karte hain Agar Ham indicator ki help se koi bhi trade Lagate Hain aur hamare pass indicator ko use karne ka experience bhi achcha hoga to vah trade Hamen bahut fayda de sakti hai Kyunki indicator ki madad se Lagaye jaane wale trade Mein accuracy ke chance Kafi Jyada Hote Hain.Hamen chahie ki Ham koi bhi indicator ko real account mein Lagane se pahle uski demo per maximum practice Karen aur jab Hamari indicator se related learning acchi Ho Jaaye to Fir usko real account mein apply Karen aur Achcha result Hasil Karen.
            • #7 Collapse

              Re: ✅ Kia Indicators ko smajhna zarori hai?

              G bhai jan indicators ko smjhna bhoot zarori hai kiyun jb tak ap indicators ko nhi samjhen gay tu ap kabhi bhi trading mai kamyab nhi ho sakty kiyun k indicators ki waja sy he hm right way ko chose kar sakte hain es ky baghair hm apny right way ko chose nhi kar sakty agar ap indicators ko nazar andaz karty hain tu ap trading ko kabhi bhi understand nhi kar skty or na he kamyab trader ban sakty hain ....
              • #8 Collapse

                Re: ✅ Kia Indicators ko smajhna zarori hai?

                salam dear members
                sirf indicator nai forex ki har cheez ko ek ek kar k sikhna boht zaroori hai bes sikhkte jao kabi free na raho pehlay itna sikho risk free profit banana aa jay ta k kharcha pani nikal aay paisay ki zaroorat na rahay phir baki forex b sari life sikhte rehna main b aisa hi samjhta tha bes trade lagana sikh kar 2 to 3 indicator sikh kar trading master ban jao ga phir mazeed sikhna nai pare ga lekin aaj kal trading ko 4 years ho gai hai main abi b forex sikh raha ho
                • #9 Collapse

                  Re: ✅ Kia Indicators ko smajhna zarori hai?

                  Salam umeed krta hun k aap sabhi members theek hon gy khariyat se hoon gy gee haan apke liye indicators ko samjhna boht zarori hai apko chaeye k agar ap trade kr rahy hain t apko chaeye k aap sub se pehly indicators oo smjhein k trade k kis waqt mujhe kon sa indicator use krna hai to lehaaza apko har trhan k indicator ka use ana chaeye is kk liye apko demo maccount ma practice krni chaeye
                  • #10 Collapse

                    Re: ✅ Kia Indicators ko smajhna zarori hai?

                    Salaam. G han indicators ko samjhna bohat zaruri he ye market k rujhan ka btatey hn. Apne jo b indicator use krna he apko puri tarah uska ilam hona chahye. Tab hi ap us indicator se koi faida utha saktey hn. Samjne k sath sath us indicator ko follow b krna chahye.
                    • #11 Collapse

                      Re: ✅ Kia Indicators ko smajhna zarori hai?

                      Waah Sarkar Saab waah Chaa gaye o
                      • #12 Collapse

                        Re: ✅ Kia Indicators ko smajhna zarori hai?

                        G Bilkel aap nay theek kaha hai kay indicator ko Smaj kar he hum market main Acha profit bana sakty hain or iss tarah hum ko market main Acha profit mil sakta hai ager hum market mainA cha profit banany ka Sochty hain toh uss kayliya Humary pas Ak best Strategy or Proper Plan hona Be Bhoat zrori hai iss tarah hum ko acha profit hasil ho sakta ai iss liya hum ko Chaye kay Real account ko handle karty hiay hum ko sab Say pely Ak perfect Plan karny ke Zrort hai us kay abd he Hum ak Sucessful Trader ke tarh apny account ko handle kar sakty han or Kamyab Tarder ban sakty hain.
                        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                        • #13 Collapse

                          Re: ✅ Kia Indicators ko smajhna zarori hai?

                          g han hamy market mi indiccators ko use kar ky kam karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is ma agar greedy ban ky kam karty hain to harma loss hain yai kabe be band na hony wala acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam karty hain t oi harma he loss hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: ✅ Kia Indicators ko smajhna zarori hai?

                            ge haan ap ko indaketer ka ap ko ilm hona ap kay lay zaroore hay ap ko chahay kah ap ko is ko seekahain gay to ap ko pata lag jay ga kah market kan tak ate hay si ka brekout hay agar yah is line ko touch karte hay to is main kaie candel banay ge agar yah naie candel banate hay to is ke naext movemenat keya ho ge wagara wagara ap ko yah tamam cheezin ap ko yahan sy malte hain ap ko chahay kah ap ko is kay istamail kar baray main ap ko pate hona chahay kah ap ko agar hota hay to apko ap ka kam asan ho kar malta hay is kay istamail karnay sy ap ke trading main fark paray ga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X