aslam o alikum dosto trading karny k liay insan kokhud itmad hona bht zrori hi trading main loss aur profit donu he trading ka hisa hin insan drta rahy keh trading kry ga to iska bonus zaey ho jaey ga to isy kuch hasil nahi hoga age rinsan khud etmadi k sath trading kry ga apni skils aur trading k bary main knowledge istamal kry ga to wahi insan kamyab hoga aur kuch hasil kry ga insan ager hath pay hath rkhy betha rhy ga aur is dar say trade nahi kry ga to iska bonus zaey ho skta hi aur loss main ja skta hi to halat ko mady nazar rakh keh khud etmadi k sath trade kry aur kamaybi ki manzil choey
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим