Is it possible to save from risk

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Is it possible to save from risk
    Dear is bat se to ham sab waqif hai k forex aik boaht he risky kam hai or ham us time tak forex se earning nahe lai skaty hai jab tak ham forex k risk ko control nahe kar laity hai. to main is post main yha share karny laga k kia koi aisa tareeqa hai k ham loss se bach jain or hamary trade all risk free ho .
    To dear is bat ko yad rakhain k ham is risk se nahe bach skaty hai . q k ham jo b indicator ko use kar lain us main ham ko risk free trade nahe lai sakty hai. her strategy and her indicator main risk factor majood hota hia per wo risk factor kam ho jata hia per end nahe hota hai. to lazmi hai ham blind trade na karin balky samjh kar trade open krain taky hamara account save rah sakain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Is it possible to save from risk

    Yeh duniya risk se bhari phari hai koyi b kam risk k bagher mumkin nahi Bilkul is hii tarah forex trading me trading kr k saving ki ja sakti hai lekin kisi b nakami ki soorat me uska backup lazmi ho taa k lose hone ki soorat me uska kuch azaala mumkin banaya ja sake

    Trading ki field me kisi par ehtebar mat karen aisa krne ki soorat me hone wala nuqsan bahz auqat apki souch se b ziada hota hai risk zroro len lekin us risk ko kisi par yaqeen ya ehtabar kar k nhi
    • #3 Collapse

      Re: Is it possible to save from risk

      ji Ham forex mein unpossible ko possible bhi banaa sakte hain lekin ismein hamare liye bahut hi jyada risk hota hai kyunki agar Ham trading mein sambhal account se big profit hasil karna chahe to kar to sakte hain lekin ismein bahut jyada risk hota hai agar Ham aur jyada lot size lagate Hain to misconceived hota hai

      isliye humko chahie ki hamen fraction mein kabhi bhi risk nahin Dena chahie kyunki agar forex mein risk lenge to hamari account was ho sakta hai aur ham forex banaa kam ho jaenge isliye Ham ko kabhi bhi jyada risk nahin Lena chahie and possible ko possible banana aasan hai lekin account wash hone se behtar nahin

      isliye hamen chahie ki isase behtar hai ki Ham ko jyada posting nahin karni chahie humko jyada posting karni chahie aur usse jyada posting se jyada bonus answered karke use per profit hasil Kiya ja sakta hai isliye Ham ko jyada lot size nahin pal ke account balance ko badhana chahie
      • #4 Collapse

        Re: Is it possible to save from risk

        forex aik amm karibar jasa nahi hain hum is mi kam kar ky pasia kama sakty hain hum is mai 24 gny mi sy kese be wakt ka time table bana kar kam ka rsakty hain hm is mai posts kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hain hamy is mai ahteyt s kam karna chaye yai aik amm karbar jasa nah
        • #5 Collapse

          Re: Is it possible to save from risk

          my dear friend koi bhi business 100% Si Kyon Nahin Hota yah aap Aisa kha sakte hain ki koi bhi Business mein Hamen use Waqt Tak profit Nahin Milta jab tak Ham usmein risk Nahin lete aur yah Baat Apne mind Mein set kar lenge koi bhi karo Bahar jismein Jitna risk Hoga usmein profit ki deshon bhi utani hi Hogi Forex trading ki agar Baat Karte Hain To ismein Hamen Jiska Lena padta hai aur jo member Jitna Diya Dar Ishq leta hai usko Agar profit hota hai to vah bhi Usi deshon se hota hai aur yah Mumkin nahin hai ki Ham Log Kahenge Ham Forex Mein without risk profit Hasan kar lenge Agar Ham risk Nahin Denge to Fir Ham profit bhi Hasil nahin kar sakte.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Is it possible to save from risk

            Hmain risk bilkul bhii b nii krna chahye risk ham log use situation mein le sakte hain Jab hamare pass account balance bahut hi jyada ho account balance jyada hone ka matlab bhi yahi hai ki ham log acchi trader banenge aur future mein Ham apni liability ko masjid strong karenge to isliye yah yah jaruri hai ki pahle account balance koyyada kar jitna account balance enquiry hota jaega vah hamare liye ek account ke factor ke taur per purv hota hai

            اب آن لائن

            Working...
            X