main reson of loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    mujhy abi bouns nhe mila orna he mujhy loss hova hian aabi jaaab main bouns le lugi tu or mujhy umeed hain k mian acha earn karogi qk yaha pak froum say mujhy signal b miel gy or main pak froum pay apne account ki history b share akrogi jis say main or sab new trader ko pata chal jyga k forex say hum acha earn kar skte hain or loss b kar skte hain or profit b le skte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      pely bat to ye hy k forex ko job samaj kr kam krna chaie na k lalach main aa kr trades per trades lga dain is sy nuqsan hota hy. nuqsan bary trader ko b hota hy. lakin jin k pas tajarba or sabar hota hy wo acha kaam kr k acha earn kr lety hain, jaldbazi sy kaam nai karna chaie.
      • #18 Collapse

        Forex major main reasons and loss Ki Ye Bhi Hai Ke Logo ke paas experience nahi hota hai kaam karne ka Woh Yahan Par thoda sa experience ke sath kaam karne Aa Jate Hain aur bahut zyada risk Lekar Apne order ko open kar lete hain Is Tarah Se apna bahut zyada loss kar lete hain aur log bahut jaldbazi se Yahan Par Apne order ko open or close Karte Hai Jise Apna loss kar lete hain
        • #19 Collapse

          G ap ny bilkul theek kaha hai treading mai zaruri ye hai analysia ko dekh kar treading mai oder bok karna chaye or bhot zayada ki lalach nai rakhni chaye.
          • #20 Collapse

            forex trading mn loss ho jany ke boht si reasons hn. main reasons ye hn k forex trading k bary mn ap ka knowledge mehdood hona, market trend ko follow na krna, greed krna, lot sizes bry select krna, aur stop loss waghera ka use na krna
            • #21 Collapse

              Yahan Par log Apne feelings aur apne emotions aur apne laalach par control nahi kar paate Jiski wajah se unko Phir loss ho jata hai apne andar professional traders ki qualities ko Paida Kare tab Aap Yahan Se earning kar Payenge professional trader banne ke liye Hamesha Usi Ki Tarah kaam karne ki koshish Kare aur Usi Ki Tarah sochte tab aap Kamyab Honge
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: earningpointt71 پيغام ديکھيے
                forex main main reson hai loss k ho jany ka hamri jald abzi peoper anaylses ka na houna lalch main a jana apni felings ko controll na kar skna
                Dear traders jo be insaan as market may ameer bana ka khwab laker aata ha wo khabi be success nhi hota ya waj ha loss ki ur bina kuch soche samjhe log yahan trading karta,,wo humesha loss he uty ga ku ka Forex trading knowledge ur exparince per depend karta ha agar ap seekhenga nhi tu ap knowledge khana say alya ga zara sochiye.....
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Assalamu Alaikum Rahmatullahi Barakatuh bhai jaan aap ne bahut accha question Kiya hey Forex me trading main lost key reason aapke paas knowledge aur experience na hone se aap ko loss

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X