Lalch profit ko khtm kr dati h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lalch profit ko khtm kr dati h

    Ji han Forex members lalach Hamare profit ko khatm kar deti hai Kyunki Ham lalach ki wajah Se overtrading Karte Hain jaldbazi Karte Hain aur Kafi heavy loss uthate Hain Hamen lalach Se Kam Nahin Lena chahie mehnat ke sath kam karte hue trading Karni chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lalch profit ko khtm kr dati h

      ji han bilkul lalach profit ko khatm kar deti hai aur hamen check Ham lalach na Karen Bal ke mehnat Karen hard work Karen aur achcha profit Hasan karke kamyabi hasil kar sake
      • #18 Collapse

        Re: Lalch profit ko khtm kr dati h

        Lalach profit ko khtam Kar dati hai aap ki baat bilkul theek hai forex main aap agar lalach ka sath trading krtay hai tu aap ko uss mein Jo profit ho bi jata hai tu aap zayida profit ki lalach krtay hai tu aap ko Jo profit ho rha hota hai aap apni trada colse nahi krtay zayida profit ki lalach mein tu aap ki trada loss mein a jati hai iss Lia aap ko zayida profit ki lalach nahi karni chaiy
        • #19 Collapse

          Re: Lalch profit ko khtm kr dati h

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rajathaaaaa پيغام ديکھيے
          Ji han main apko btna chata hun k forex main hm ko lalach nhi krni chaheya wrna loss hoga 😇
          G han akasar dakha gaya hay ke hum lalach ke wajah se ghalat fasle late hain or unka anjam nukasan ke sorat main nikalta hay
          • #20 Collapse

            Re: Lalch profit ko khtm kr dati h

            Beshak esa hi hota hai jab haum bagair knowledge Kay Kaam kartay hay aur phir haumay market ki movement ka bhi zayada idea nai hota hay tou haum baghair souchay hoye trading kartay hay to haumay kamyabi ki bajay nuksan uthana parta hai forex trading main Jab haum Kam profit pay shukar nai Kartay Hain aur greedy person ban Jatay hay tou haumay hamesha nuksaan hi hota hai iss liye haumay hamesha baghair lalach kay kaam Karney ki koshish karni chahiye takay haum properly market ko watch kartay hoye trading kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay forex trading Main haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur forex trading Main haumay hamesha apni learning aur information ko increase kartay hoye trading karni chahiye takay haumay market ki movement ko analyz karney main assani rahay aur haum zyada acha profit hasal kar sakay forex trading main haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.
            • #21 Collapse

              Re: Lalch profit ko khtm kr dati h

              ji bilkul lalchi prophet ko khatm kar deta hai isliye hamen lalach Se dur rahana chahie Jo member lalach karta hai vah kabhi bhi acchi kamyabi hasil nahin kar sakta balke vah hamesha na Kami hasil karta hai isliye hamen lalach Se dur rahana chahie Kyunki lalach insan ka sabse bada dushman hota Hai hamen is Se dur rahana hoga aur Sabar ke sath work karna hoga tabhi hamen kamyabi Milegi otherwise Agar ham lalach Ka Sahara lenge to to hamen na Kami hi milegi
              • #22 Collapse

                Re: Lalch profit ko khtm kr dati h

                Ji han bilkul lala profit ko khatm kar deti hai aur hamen chahie kya Ham jab bhi Koi profit Mile hamen use Le Lena chahie gulalachi nahin karni chahie lalach karne wala kabhi kamyab nahin hota
                • #23 Collapse

                  Re: Lalch profit ko khtm kr dati h

                  laalach Hamare profit ki Dushman hai Hamen trading mein Main lalach Se Bachana chahie Kyunki yah Hamare profit ko kha Jaati Hain aur yah Ek Hakikat hai ki jo trader trading mein Main lalchi hota hai vah kabhi bhi fayde Main Nahin Jata lalach Mein Jab Bhi Insan aata hai Insan Apna nuksan karta hai aur yah Ek Aazmai Hui baat hai hai ki Forex Main Jab Jab aur Jis Jis trader Ne lalach ki hai Hai usi ko Hamesha nuksan ka Samna karna para hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: Lalch profit ko khtm kr dati h

                    assalamu alaikum November se honge Pakistan forex trading lagate waqt agar aap log laalach rakhte Hain Tula laj profit ko kam kar deti hai isiliye hamen jitna ho sake lalach se avoid karna chahie kyunki lala check buri Bala hai agar Ham lalach rakhte Hain to ismein hamara hi nuksan hai isliye hamen lala se bachana chahie aur imandari ke sath kam karna chahie mein chahie kya Ham daily ka work daily complete Karen is tarah agar Ham mehnat karenge har bar karenge to hamen ek na ek din jarur kamyabaur accha profit hasil kar sakenge aur jo log Maine to karte hain unki mehnat Ka Sila jarur milta hai isiliye main rate ke sath ko aap Karen Taki Ham kabhi awaaz ke Ara chhapra fat gain kar sake
                    • #25 Collapse

                      Re: Lalch profit ko khtm kr dati h

                      Ji han lalaj munafiq ko khatm kar deta hai agar Ham lalach karenge hamen profit nahin hoga isliye hamen chahie ki forex mein kam karte hue lalach nahin karna chahie agar Ham naraj karenge to hamen nuksan bhi ho sakta hai isliye nuksan se bachne ke liye aur acche parafit ke liye mehnat ki jarurat hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Lalch profit ko khtm kr dati h

                        Yes humen chaiye ka forex ma lalach na kren bulka sabar sa kam kren jo lalach krta hai apna bnaya hua profit bhi kho deta hai islye lalach nhi krni chaiye bulka sabar krna chaiye jo sabar krta hai wohi kamyab hota hai or loss sa bach jata hai bht zrori hai ka phle learning kren phr hi real investment kren.
                        • #27 Collapse

                          Re: Lalch profit ko khtm kr dati h

                          Assalamu alaikum friends ummid karta hun sab khairiyat se honge ji bilkul lalach profit ko khatam kr deta hai q k jb ap profit kamane lgta hai to apko lalach a jati hai aur jb ap jldbazi mn kaam krte hain to is se apko loss bhi ho skta hai his ki wja se apka sara profit khtm ho jata hai is liye apko chahie k ap is buissnes mn bilkul bhi lalach na kren aur mazeed profit ky liye apni posting quality ko barhaen take is se juniors ko bhi fayda ho ske shukriya mere dosto
                          • #28 Collapse

                            Re: Lalch profit ko khtm kr dati h

                            G blkl dear lalach profit ko khtm krdyti hy.. agar aap profit gain karna chahte hain to Lalaxh se dur raHain insan lalach karta hai to vah loss ka shikar zyada hota hai aur vaise bhi Forex trading aisa business hai jisme insan bahut jaldi lalach mein a jaty hai..
                            Hamen chahye hm jb b trade lagaen bagyr lalach k sath us trade ko close kr den qk aksar aesa e hota hy zyada profit earn krny k chakkar me hm Apni trade close nh krty or wo profit sy yakdum loss ki trf chl parhti hy..
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: Lalch profit ko khtm kr dati h

                              g bilkul lalach hmary kaam ko kha kr hmyn zero pr poncha dyti hy ar hmyn bht nichha kr dyti hy to is liyy hmyn chahiy kh hm jo bb kaam kryn agr chahyy wo km quality ka hi ku na ho lykin us pr hmari focus achi ho ar hm ussy emendaari sy kryn ar hm us kam mye is qadar experts bn jyn kh hmyn kisi ki madad ki zrort hi na paryy to apny kaam mye focus kryn ar ziyada sy ziyada mhynat kryn lalach ar bysabri sy kbhi kaam na lyn yy hmary account ko bb baaan kr ky rakh dyti hy ar hmyn forex sy reject bb kr dyti hy to jitna ho sakky apny kaam ko khaloos niyat sy kryn taakh hmyn baad mye afsos kasamna na krna parry jo account baan krny ky baaad hota hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Lalch profit ko khtm kr dati h

                                Forex market mein kam karte hue hamen lalach nahin karna chahie agar Ham Lalach karte Hain to Ham acchi kamyabi hasil nahin kar sakte lalchi hamare profit ko khatm kar deta hai. Agar ek trade hamen achcha profit de rahi hai to hamen usko close kar dena chahie agar Ham usko close nahin karte aur lalach ma aakar apna target ko long kar dete Hain to hamari trade loss mein ja sakti hai hamen se avoid karna chahie aur apne knowledge aur apne learning ko increase karna chahie hamare pass jitna achcha knowledge aur jitni acchi practice hogi ham utani hi acchi kamyabi hath kar sakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X