Trading main candel stick pattern ka kirdar
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main candel stick pattern ka kirdar
    Assalam alaikum dear friends kiya ap bata sakte hai forex trading main candek stick pettern ka kiya kirdar hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main candel stick pattern ka kirdar

    Salam to all dear Forex members dear friends I hope you are all doing well dear members Pakistan Forex trading ik best online trading platform hy is se acchi earning karne ke liye sabse pahle hamare pass trading skills aur best trading knowledge hona bahut zaruri hai
    So all friends Pakistan Forex trading may good trading or good profit hasil karne ke liye different trading strategies ko use Kiya jata hai aur different trading indicators ko follow Kiya jata hai dear friends in indicators mein candlestick pattern bahut useful hai aur trading mein bahut important role play karta hai isliye all members hamen chahie ki Ham trading karne se pahle candlestick pattern ko learn Karen aur is indicator ko follow karke acchi earning Karen
    dear friends jab tak hamare pass good knowledge nahin hoga aur ham different trading patterns ke bare mein information hasil nahin karenge use waqt Tak Ham acchi earning nahin kar sakte isliye hamesha good trading signals aur good trading strategies ko learn karne par focus Karen aur candlestick pattern ko learn karen new members ke liye candlestick pattern bahut useful indicator hai jiski help se Ham good trading kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading main candel stick pattern ka kirdar

      asslam o alikam dear ferinds ap ne bohat acha sawal kiya ha forex mn candle stick ko fallow kr k kam krein gein tu kameyabi milen gi forex mn kameyabi lene k liye hume chart ko be fallow krna hota ha market mn jab work krte hein tu hume without experince k is mn kam ni krna chaiye hume is mn candle stick ko dekhna hota ha kew k hume is mn candle stick se be market ka bohat acha experince mil jata h hum is mn agr knowledge hasil kr k kam krein gein tu bohat asani se kameyab ho sakte hein is mn hume fundamentally kam be krna hota ha ur tecnically be jitna acha ur jitna samj k kam krein gein utni hi asani se kameyab be ho sakte hein is mn candel stick ur chart pattern ko fallow kr k kam krte rehna hota ha kameyabi lene k liye menat krte rehna chaiye
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Trading main candel stick pattern ka kirdar

        Alam o Alakum
        Dear forex members main ye samajhta hun ke jitna bhi ham market ko analyse kar satke hain to ham forex business main candles stick ki madad se hi kar sakte hain agar ap forex business main har candles ko one by one chek karte hain to ap ko market ki samajh a jati hai ke market ab kis janib jane wali hai our is tarhan se ap market main trader inter kar ke achi khasi profit hasil karne main kamyab ho sakte hain our ap ko bapanah earning ho sakti hai dear members agar ap forex business main market slow ho to forex business main ap ko badi candles ki madad se kaam karna chahye our is tarhan market ko analyse karne ki koshish karni chahye our ap achi profit hasil kar sakte hain our dear members agar koi new trader jab trading karta hai lekin agar unhian forex business main candles ke use ka pata na ho to forex business main kabhi bhi achi profit hasil nhi ho sakti

        dear members candles stick pattern ke kirdar ke bare main khas cheez ka bataon to main ye samajhta hun ke forex business main agar ap long tarm trading kar rhe hain to ap ko forex busienss main big candles ko analyse karna chahye jab ap forex business main achi se achi tarhan big candls ko use karen ge to ap forex business main long term main profit hasil kar sakte hain lekin is ke lye shart ye hota hai ke ap pass big candles ko hota hona chahye our agar ap forex business main trading karte howe scalping ko zyada pasand karte hain to ap ko forex business main small candles ko use karna chahye our forex business main ap ko 1 mint our 15 mints ki candles ko dekhna parta hai our is tarhan ap achi khasi forex buisness main profit hasil kar sakte hain our dear members ap ko forex business main jitne bhi indicators hain woh forex business main candles ki madad se ap forex market ko samajh jate hain.
        • #5 Collapse

          Re: Trading main candel stick pattern ka kirdar

          Yes dear forex ma candlestick ka bhot important role hota hai. Jo trader forex trading ma candlestick ko samaj jata hai wo market ko predict karny ma kamyab ho jata hai. Forex trading ma approx 60 types ki candlestick hoti hai. En ko samajny ma trader ko bhot mushkil hoti hai but jo trader mehnat kar k en types ko samaj ny ma kamyab ho jata hai wo darasal profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain.

          Learning or candlestick and its importance. Forex trading ma candlestick ko observe kar k trader market ma entery point ko find karty hain. Expert trader candlestick ki types ko dakh kar he samaj jaty hain k unko es time par kon si trade open karni hai. Ye trader es lae market ma profit hasil karny ma kamyab hoty hain k ye candlesticki shape ko dakh kar samaj jaty hain k trader ko es time par kon si trade open karni gai. Candlestick ki information k bad trader ko ye pata karny ma asani hoti hai k wo ye find kar sakyn k market ma es time par buying pressure zayada hai ya selling pressure zayada hai. Jo trader market ki knowledge k bad trade karty hain wo hamesa kamyab ho jaty hain. Trader agr market ma learning ko prefer ni karty to unk lae profit ko hasil karna khawab he ban jata hai. Jo trader forex trading ki learning ko talash karta rehta hai to earning usko talash karti rehti hai. Forex trading ma learning ko ignore karny waly apni earning ko asal ma ignore kar dety hain. So trader ko candlestick ki learning ko hamesa prefer karna chahe. Forex trading ma agr trader ko jb tak candlestick ki earning hasil karny ma kamyabi na ho usko trade ma enter ni hona chahe balky demo ma eski khub practice karny ko prefer karni chahe.
          Last edited by ; 12-11-2020, 02:16 PM.
          • #6 Collapse

            Re: Trading main candel stick pattern ka kirdar

            Walaikum Salam Forex trading ke Business mein candlestick both important role play Karti Hain candlestick Ki madad se Ham market Mein acche tarike se kam kar padhte Hain candlestick ko market mein bahut importance De Jaati Hai candlestick Ko Hamen kabhi bhi ignore nahin karna chahie market Mein different type ki candlestick majbut hoti hain Forex trading ke Business mein candlestick aur indicator bahut useful Hote Hain Forex trading ke Business mein Hamen chahie ky Ham candlestick Ko acchi Tarah se study Karen Aur candlestick Ke related complete knowledge or experience Hasil Karen Taki Ham unko apni trading Mein apply Karke apni trading Mein profit Hasil kar Saken

            Agar humne market Mein kamyabi Hasil karni hai To Hamen Hamesha candlestick ko follow karke hi market Mein kam karna chahie market Mein Hamesha Vahi trader kamyabi Hasil karta hai jo Apne kam ko Hamesha Soch samajhkar karta hai Forex trading ke Business mein different type ke tools aur important factor majood hote hain Hamen in thaman tools Arindam factor ko study karna chahie Forex trading ke Business mein Hamen Hamesha acche experience aur knowledge ke sath Hi Kam karna chahie tha ki Ham Apne kam ko acche tarike se kar sake aur apne is kam Mein acchi se acchi earning Hasil kar Saken Hamen Hamesha Forex ke rules and regulation ko follow karke hi market Mein kam karna chahie apni trading Mein Hamesha good Saturday Ji ko bhi istemal karna chahie Jab Ham Apne trading Mein strategy ko istemal Karte Hain To Is Tarah Se Hamari trading Mein Hamen Hameshakamyabi hi milati hai Hamen apni trading Mein Kabhi loss Nahin Hota Forex trading ke Business mein different type ki candle hoti hain aur in mein se kuch important candlestick ye Hain

            Engulf candle

            Inverted hammer candle

            Doji candle

            Bullish and bearish candlestick
            • #7 Collapse

              Re: Trading main candel stick pattern ka kirdar

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Kalosser پيغام ديکھيے
              Assalam alaikum dear friends kiya ap bata sakte hai forex trading main candek stick pettern ka kiya kirdar hai
              Walekum assalam dear candlestick pattern bahut hi important hote Hain jo trader candlestick chart ke andar market ki future moment ke bare mein batate hain. Aur candlestick pattern hi asa patten hote hain jo trader ko market price chart ke andar trade entry or trade exit point ka batate hain. Agar trader ke bad candlestick pattern ke related knowledge nahe Hai to vah market ke andar trade entry or exit find nahin kar sakta.

              Candlestick Patterns:


              Candlestick pattern 1 candle yah Ek Se Jyada candle Se Milkar bante Hain Jo market price Chand Ke Andar identify karne ke bad trader ko trade entry entry aur trade exit bhut jyada accuracy k sath batate hain. Candlestick pattern hi trader ko market trend reversal aur Market trend ki further continuation ke bare mein signal deta hai. Trader ko trade open karne ke liye market trend ka pata hona bahut jaruri hai aur yah candlestick pattern ke knowledge ke bagair momkin Nahin isliye trader ko chaheye k wo candlestick pattern k related apna knowledge complete Karen ta k trader market price chart ke andar entry or exit aasani se le sake.

              Importance of Candlestick Pattern in trading :

              Candlestick pattern k knowledge ka bagair kabi b market trend ko understand nahe kar sakte, aur market k current trend k bare mein ya future man trend ke change hona k bare mein pata nahin lag sakta jab tak trader candlestick pattern ke related apna knowledge complete na kar le. Candlestick pattern ki technical analysis mein chart reading ke andar bahut importance ha. Candlestick chart pattern market price chart ke andar trader ko trade entry or trade exit ke bare mein batata hai. Isliye trader ko chaheye k vah candlestick pattern ki related apna knowledge complete kar leta ha to vah market k andar aasani sa trade entry or exit Hasil kar sake aur ek acha profit earning kar sake.Click image for larger version

Name:	images - 2020-11-12T142548.269.jpeg
Views:	3
Size:	53.5 کلوبائٹ
ID:	12335700
              • #8 Collapse

                Re: Trading main candel stick pattern ka kirdar

                Forex trading ki market Mein different types ke candlestick patterns maujud hote hain ya Tamam candlestick patterns ke between bahut jyada difference hota hai market Mein Jo Bhi traders kam Karte Hain To unhen apni trading ke liye in candlestick pattern ki jarurat hoti hai isliye unhen chahie ke vah market Mein maujud Tamam candlestick patterns ke between differences ko acche tarike se clear Karen Taki vah in ko apni trading Mein acche tarike se use kar Saken aur inke jariya se acche benefits Hasil kar sake

                Candlestick pattern is very important
                Market Mein yah candlestick patterns bahut jyada important Hote Hain market Mein trading karte waqt ine candlestick pattern ki bahut jyada jarurat Hoti Hai ine candlestick pattern Ka istemal Karke hi traders market ko acche tarike se analysis kar paate hain Kyunki in candlestick pattern ke through market ke signals Uske trend ko confirm karna bahut jyada easy ho jata hai isliye in stick patterns ko market mein bahut jyada importance Di Jaati Hai market Mein Tamam trade in candlestick pattern ka istemal karte hue market Mein Apni trading start Karte Hain


                Click image for larger version

Name:	candels1.png
Views:	1
Size:	79.9 کلوبائٹ
ID:	12335704
                Different types candlestick patterns
                Market Mein yah candlestick patterns difference types Mein maujud Hote Hai yah candlestick pattern bahut jyada tadad Mein Paye Jaate Hain Kuchh bahut hi Best candlestick pattern Hote Hain Jo ki market mein bahut hi best result Dete Hain can candlestick pattern Mein bearish candlestick pattern bullish candlestick pattern candlestick pattern dark cloud candlestick pattern rising wedge candlestick pattern falling wedge candlestick pattern Dragonfly doji gravestone doji Iske alava bhi bahut jyada candlestick pattern Hote Hain Jo ki market Mein reading karte waqt use kiye Jaate Hain is data members ko chahie ke bahin ke differences ko acche tarike se clear Karen aur unke bad hi In candlestick pattern ko apni trade ke liye select Karen Taki voh in ke jariye se market ko acche tarike se confirm kar Saken aur uske bad market Mein trade open karke Apne trade ko successful rate banaa sake
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main candel stick pattern ka kirdar

                  Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon gy forex aik aisa platform ha jis ma bohat zyada mehnt krni hoti ha
                  trading krty howy ham bohat si stratigies ko use krty han bohat sy indicators ko use krty howy ham trading krty han in indicators ma aik
                  canddeldtick pattern bhi jisy us ekr k ham acha profoit hasil kr skty han....
                  frex ma trading k liay hmary pas knowledge or experience hona bohat zyada zrori ha jitna zyada hmary pas knowledge or experience ho ga ham
                  otna acha profit hasil kr skty han hmay chhaiy k ham zyada sy zyada demo account py practice kry jitni zyada ham demo account py practice kry
                  gy hmay otna zyada knowledge or experience hasil ho jay ga or hmari mistaakes bhi khtam ho jay gi forex ma hmay trade soch smjh k lgana
                  hota ha q k agr ham bina sochy smjhy or jaldbazi ma trade lgay gy to hmay loss ho skat ha hmay trading krty howy candlistick patteren ko
                  zror use krna chahiay q k is k bohat zyada faidy han candlistick pattern ko use kr k ham bohat acha profit hasil kr skty han...
                  best of luck..
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main candel stick pattern ka kirdar

                    Assalam o alaikum friends
                    Candlestick chart pattern Japanese mashoor chart pattern hai jo bahut zyada use hota hua aa raha hai is sy bahot asani se market ko smjha ja skta hai.ab candlestick ki types discuss karte hen.a
                    Candlestick ki types!Candlestick ki waisy to bahot sari types hain lakin major 12 types hain agr in ko smjh liya jay to forex trading ma bahot asani sy profit kamaya ja sakta hai forex trading ma chart aik leading role rakhta hai aor apko confidence bhi isi system sy hasil hota hai lehaza apko chart kp smjhny ky leay in candlestick ko smjhna chahiye.
                    1. Pin bar bullish bearish
                    2. Doji
                    3. Evenin morning start
                    4 marbuzu candle
                    5. Bullish engulfing pattern
                    Candlestick chart pattern ki complete information agar ho aur es ki learning achy tareeqy se ki jaye to chart ko read karny me traders ko koi problem nahi ho gi, candlestick method traders ko market ki movement key sath market trend direction ki information be provide karta hay es ley traders agar technical aur fundamental learning karty hey to us key ley ye be zarori hay key candlestick method ki learning be ki jaye, candlestick chart pattern bahot hi easy chart pattern hay es ko learning karny se ham mazeed be easy bana sakty hey. Aur is ko samajhna bhi chahie kiun k is se ap ko trading mein aasani hoti hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X