How to recover Loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: How to recover Loss

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ik75 پيغام ديکھيے
    G baai aap nay buhut achay topic par baath ke hay k loss ko kasay recover kia jaa saktha hay.
    Dear friend jab be hamay forex trading may loss hotha hay tho hum ko chahiay ki Ham usse pareshan Na Ho aur uske liye koi planning Karen kyunki jab bhi loss hota hai tu usko aapane planning ke sath hi recover karna hota hai agar aap usko recover karne mein jaldbaji karte Hain to aapko aur bhi jyada loss ho sakta hai hamen chahie ki Ham market ke directions ko pahle samjhe aur Agar hamari Koi trade loss mein ja rahi hai to uske liye ham m mukhtalif kisam ke strategies ko use kar sakte hain sab say pehle strategy ye hay k aap apnay trade ko hedge karay kyunki isase aapka loss ek time per aur ek jagah per ruk jata hai uske bad aap market ki direction dekhen tu jis kimat per uski movements ho rahi ho usi site per aap Ek aur trade open karke apne dost ko recover kar sakte hain yah mere khyal mein sabse aasan aur behtarin strategi hai jisse Ham apne loss ko recover kar sakte hain aur Agar hamen kisi time kam loss hoa ho tho use trade ko close kar de kyunki Agar kam loss main aap apne friend ko recover kar lete hain aur plus kar dete Hain to bhi aapka fayda hota hai.
    loss ko recover karna hai to sabse pahle aapko hard work karna hoga hard work aage ja sakte hain agar aap hard worker ke karne ki koshish karte Hain to aap kar rahi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: How to recover Loss

      loss recover karna kamyabi hai loss recover karenge to aapke experience mein izada hoga aur aap pahle se bhi trader ban sakenge loss or profit business ka hissa hai loss hummary apni misteks ki wajah se hota hai aisi Koi mistakes na Karen jisse aapko loss Ho soch samajh Kar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaye aur Achcha entry point milane per hi trade open Karen Taki aap State open Karen use aapko bahut Achcha profit Ho agar aapko apni mistakes ki wajah se loss hua hai to loss recover Karen loss recover karenge to pahle se bhi expert trader Ban sakte hain aur unlimited earning kar sakenge isiliye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen
      • #18 Collapse

        Re: How to recover Loss

        Ji Ham loss ko 2 tarikh ko Shahar recover kar sakte hain hot working aur apni mistake ko recover karna jo log apni loss ko recover karna chahte hain hain vah log mistake ko recover karne ke sath sath hard-working Karte Hain vah Apne loss ko bhi recover kar lete hain isliye Humko apni mistake cover Karni Hogi To Hamen kamyabi Milegi aur Hamara loss bhi recover Hoga ji thank you so much
        • #19 Collapse

          Re: How to recover Loss

          dekhen agar aap loss ko recover karna chahte hain tu sabse Maine Jo wajah hai loss ki vah ti money management aapka account chhota hota hai aur aap lot size badi laga Lete Hain money management kuchh Nahin Hoti loss isliye hi hota hai agar aap proper money management se chale aur trading psychology Sikh Lena adding ke method aap ko pata hun to aapko loss Nahin Hoga mein yah mein ghanti deta hun kyunki Jo professional Jo hote hain thoda bahut last unko bhi hota hai Pawan last ko kar kar lete hain kyunki unke 3 last hoon Tu ek TP se vote Cricbuzz ho jaate Hain to aap bhi proper management banaa hai
          • #20 Collapse

            Re: How to recover Loss

            Forex trading mein loss ko recover karne ke liye kabhi bhi jaldbazi na Karen Bal ke apne lash ko money management ke sath recover Karen ismein kafi log aise hote Hain Jo lash ko recover karne ke liye ismein jalwa jise trading karte hain aur jyada lot size ka use karte hain jiski vajah se vah apne account ko khatm kar dete Hain aisa bilkul na Karen Bal ke apne loss ko bhi money management ke sath recover Karen joki Forex trading main aapke liye kamyabi hai aur aap ismein acchi anil Hasil kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: How to recover Loss

              How to recover loss assalamu alaikum doston loss ko recover karne ka waqt mustaqil jharia to nahin hai lekin vah log mukti ka istemal karte hain kuchh acetate hoti hai ki jo hamen Wash out ki taraf Le jaati Hain aur jab hamare kaun vah shayad vah shout hote Hain to hamara balance mines mein Chala shubh ho jata hai aur vah ISI tarah ho sakta hai ki jab hamen next bonus milta hai to hamen trade lagani chahie soch samajh Kar jab vah mines pura hoga to hamen profit Hasil hona shuru ho jaega isliye aap trade soch samajhkar lagaen ISI tarah of class pura ho sakta hai
              • #22 Collapse

                Re: How to recover Loss

                Aap apna nuksan tab recover kar sakte hain Jab aap apni mistakes ko ignore Nahin Karte agar aap mistakes ko ignore kar dete Hain To aap kabhi bhi apna nuksan recover nahin kar sakte isliye aapko chahie ke pahle aap mehnat Karen aur regular work Karen aur Market ki analyse Karen market Jab aapko Achcha point data market Mein entry length FIR aapka nuksan recover ho sakta hai
                • #23 Collapse

                  Re: How to recover Loss

                  Forex members loss recover karne ke liye aapke account mein Achcha balance Hona bahut jaruri hai aur uske sath Soch samajhkar trade Karni chahie aur lot size Kiska action Dekhkar Karen aur apne Jab Bhi aap trade open Karen Jin mistakes ki vajah se aapko loss Hua Hai unko repeat na Karen acchi learning aur practice ke sath kam Karen loss ko recover Kiya Ja sakta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: How to recover Loss

                    Assalam o alaikum hamien jab loss ho jai to hamien mayoos hone ki bajai sabar se kaam kerna chahie aur apne kaam ko check kerna chahie keh hum se kahan per mistakes ho gai jiss ki waja se hamien loss hua hamien apne kaam mien us mistake ko darost kerna ho ga aur hum chahe jitni bhi mehnat ker rahe hoon hamien aur zyada mehnat kerni ho gi keh hamari mehnat sucess kelie nakafi hai iss tarah hum apne loss ko recover ker sakte haien.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X