Robot trading copy trading yad signal base trading kiya best hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot trading copy trading yad signal base trading kiya best hai?
    jessa ky hum janty hia aksar hum sunty hia ky robot trading karni chahyee ya nahin ais ky ilawa hum copy trading sy bhi wakiff hai aor boht sy trader aisy bhi hai ky jo dosroon ky signaals py depended hoota hia to marera aap sab sy ye swaal hai ky kiya aisa karana chahyee ain main sy konsa method best hai main ny abhi tak ain main sy koin bhi use naihn kiya hai apna experience share karein and main aap sab sy poocha chahta hoon robot trading copy trading aur signals based trading ka mouzna karin tu phir in sab kay apny apny faiday aur nuqsan hain.
    Waise mai khud tu manual trading karta hon aur iss ke learning ke try kar raha hon.
    Lakin Mujhy khud apni soch kay mutabiq in mai kisi aik tareqay say trading karne parhy tu maire tarjee copy trading ho ge. Copy trading mai traders k liye maire kahyal say best baat yehi hoti hai ke woh kisi achy trader ko copy kar rahy hoty hain jis say acha result mil sakta hai.
    Baqi robot trading aur signal based trading mai itne ziada scams hain ke asli robots software ya phir achy signal provider ko search karnay mai he itna time aur paaisay waste ho jatay hain ke in ka koi faida nai rehta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Robot trading copy trading yad signal base trading kiya best hai?

    Forex trading Mein Jab aap kam kar rahi hote hain to usmein aapke pass different options available hoti hai dear Agar aapko Forex trading ka Jyada Idea Nahin Hota To Aisi situation main aap copy trading kar sakte hain ya FIR aap robot trading kar sakte hain ya iske sath aapke pass yah bhi option available hota hai ki aap signal based trading kar sakte hain jismein aapko different people signal provide karte hain aur aap apni trading Mein profit Hasil kar sakte hain no doubt a different options aapke profit ko increase karne mein aapke liye bahut jyada helpful hote hain lekin dear agar aap is business ko Aise professionally join karna chahte hain to aap ko kabhi bhi copy trading robot trading aur signal based trading Nahin Karni chahie.

    Dear agar aap Forex trading co professional join karna chahte hain aur consistently is business ko adopt karna chahte hain To Aisi situation main aapko Hamesha self-analysis ki basis per trading Karni chahie aur apne experian score increase Karke Apne a analysis complete karne chahie aur Hamesha self-analysis per hi depend karna chahie agar aap self-analysis par depend Nahin karte hue aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain aur aap kabhi bhi Forex trading Mein successful Nahin ho sakte Kyunki agar aap copy trading kar rahe hain robot trading kar rahe hain ya signal par depend Karke trading kar rahi hain to iska matlab kya hota hai ki aap kisi par depend kar rahe hain.

    Forex trading me jab aap self analysis for completely focus Kahate Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain no doubt Forex trading main aapke self-analysis aapke liye bahut hi profitable ho sakte hain aapko maximum advantages mil sakte hain aur ismein aapko bahut jyada profit ho sakta hai agar aap self-analysis par depend Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut profit ho sakta hai aur aap ki trading profitable ho sakti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Robot trading copy trading yad signal base trading kiya best hai?

      forex mein agar hum baat keren trading ki tou is mein trade kerny k bohat sary methods hoty hain jin mein robotic trading , copy trading ya phir signal base trading shamil hain humen chahiye k hum in teeno trading methods k bary mein achy se learn ker lein aur phir he in mein se kisi aik method ko select keren ye teeno trading ki types nahi hain blky trading k methods hain in mein agar hum baat keren robotic trading ki tou us mein kisi trader ko khud kuch nahi kerna hota usy bus trade mein invest kerna hota hai baki kaam trade k related robot ka hota hai aur wahi trade ko aagy ly ker chalta hai jis ka matlab ye hota hai k aik trader completely apni trade mein beneift k liye robot par depend kerta hai jo k reliable nahi hoti kuen k machines sometime dhoka bhi dy deti hain
      agar hum is mein baat keren copy trading ki tou is ka matlab ye hota hai k hum bilkul wah trade ko open ker lein jo k kisi doory trader ne open ki hui hai yani us ki tarf dekhty hue he hum bhi trade ko open ker lein is ka loss ye ho ga k agar us trader ko loss ho raha hai tou is se humen bhi loss ho ga aur humen trading mein kisi aur par rely bilkul bhi nahi kerna chahiye agar hum baat keren signal base trading ki tou is mein aik trader khud trade kerta hai wo market se signals ko kisi tool ki help se leta hai aur phir apny experience ko use kerty hue trade ko start kerta hai is mein us ka apna eperience shamil hota hai aur baki sab trading methods mein se ye trading method bohat zeada acha aur reliable hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Robot trading copy trading yad signal base trading kiya best hai?

        Roboot trading
        Financial market me robot trading me hamare leye bohut benefits hen, robot trading me hamen aik faida jo sab se bara melta hai wo hai k robot emotional nahi hota, jaldbazi nahi karta, aur nahi over trading (lalach) karta hai. Forex trading me sirf hum is waja se kamyab ho sakte hen jab hum forex trading market me jaldbazi na karen, over-trading na karen aurbna hi emotional na ho. Is waja se trading successful rehti hai. Roboot trading har lehaz se is waja se bhi faidamand hota hai, q k forex trading me roboot trading khas mathematically calculation pe hota hai. Ye calculation har lehaz human mind se behtar hota hai. Is me trading bhi bohut exactly point pe hi lagta hai. Roboot trading k leye hamen bohut ziada fikar mand nahi hona parta, q k forex trading market me roboot trading software k zarye se hi hota hai. Roboot trading ka trading me waqtan pa waqtan izafa hota hai. Aur 2016 me ye tadad 80% ta ja chuki hai. Roboot trading me sab se bara drawback ye hai k is me brokers regulated nahi hote hen aur is me capital ka bohut ziada risk ho sakta hai.
        Copy trading
        Forex trading me copy trading hum us waqat perform karte hen jab hamare pas na to knowledge, experience aur trading skills hote hen aur na hi hamare pas waqat hota hai k hum forex trading ki technical analysis ya fundamental analysis ki monitoring kar sajte hen. Forex trading me copy trading hum successful trader ko karte hen. Successful traders proper analysis ki madad se trading karte hen aur wo market me proper waqat lagate hen. Forex trading me jitna aik expert trader waqat lagata hai wo mazeed kamyabi ki taraf jate hen. Copy trading me hum jab successful trader ko copy karte hen, to us se hum apni profit ka kuch hisa ya percentage un ko dete hen. Forex trading market me jab bhi hum brokers k sath account open karte hen to wo hamen market me copy traders ka bhi options dete hen. Un k pass successful traders ka data show ho raha horaha hota hai aue us me jo hamne achha aur perfect lagay us ko hi copy karna chaheye.
        Forex signals
        Forex trading me aik aam trader jo k na to analysis kar sakta ho aur na hi us k pass forex trading related knowledge, experience aur trading skills ho un k leye forex signals ka option perfect hota hai. Forex trading me jab bhi koi team signals dete hen to wo us ka kuch profit ka hisa hum se osool karte hen. Forex trading signals kamyab aur perfect traders ya expert team ki taraf se jari keye jate hen, jo k hamare leye bohut faida mand hote hen. Forex trading signals hamen take profit aur stop loss ka bhi exact points dete hen jo k hamare leye bohut hi ziada safe trading ka zarya hai.
        • #5 Collapse

          Re: Robot trading copy trading yad signal base trading kiya best hai?

          Assalamu Alaikum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun kya Sab khairiyat se Honge Pyare bhai jaan Forex trading Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to usmein aapke pass different options available hote hain Pyare bhai Agar aapko fresh trading mein jyada Idea Nahin Hota To acceleration main aapko peace reading kar sakte hain ya FIR aap report reading kar sakte hain ya iske sath aapke pass yah bhi option available hota hai ki aap signal mission trading kar sakte hain jismein aapko different type PAL signal provide karte hain aur aap apne training Mein profit Hasil kar sakte hain Pyare bhai different option aapke profit ko encrypt karne mein aapke liye bahut hi jyada helpful hota hai aur lekin agar aap is business ko Aisa professionally join karna chahte hain to aap ko kabhi bhi copy trading remote training for signal based trading Nahin Karni chahie

          Pyare bhai jaan Agar of restraining ko professional join karna chahte hain aur kaun se instantly isliye usko deposit karna chahte hain to acylation main aapko Hamesha self-analysis ki best per trading Karni chahie aur apne experience account incorrect Karke apni analysis complete Karni chahie aur Hamesha self-analysis per hi depend karna chahie aur agar aap self-analysis par depend Nahin Karte Hain To aap ke liye bahut jyada problem ho sakti hai aur aap kabhi bhi Forex trading Mein Sach bol Nahin ho sakte Kyunki agar aap copy trading kar rahe hote hain to record trading kar rahe hote hain ya signal par depend Karke trading kar rahe hote hain to iska matlab kya hota hai aap Kisi bhi par depend nahin kar rahe ho se

          Forex trading Mein Jab aap self-analysis par completely focused Karte Hain To Aise solution main aapko bahut jyada advancing Nahin Sakte Hain Pyare bhai fresher training main aapke self-adhesive aapke liye bahut hi profitable ho sakte hain aur aapko maximum advising mil sakte hain ismein aapko bahut jyada profit ho sakta hai agar aap self depend Karte Hain To acid solution main aapko bahut profit ho sakta hai aur aap trading profitable bhi ho sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: Robot trading copy trading yad signal base trading kiya best hai?

            forex market mai hum trading kar ky pasia kama sakty hain hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik best business hain hum is maicopy trading be karr sakty hain or hum singals basic py be trading kar sakty hain or hum kam kar ky munfa hasial kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai posts kar sakty hain hum is mai trade be laga sakty hain hum is mai bager balance account banakar be kam kar sakty hain hamy is mai analysis ko or indciator ko use kar ky markt ke movement ko samaj kar is mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik bahtren karibar hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakjty hain ham is mai ahteyt sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy yai aik amm business jasa nahu hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam ka sakty hain hum is mai pasa be invest kar sakty hain or hum bonus py be trading kar sakty hain yai aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hamy analysis ko learn kar ky work karna chaye forex pakistan mai legal or famous business ban cuka hain forex mai hamy care ful ho kar kam karna hcaye pher hhe hm munfa hasial kar saky gy
            • #7 Collapse

              Re: Robot trading copy trading yad signal base trading kiya best hai?

              Yes. Forex trading ma ham bhot tarha sy apna profit hasil kar sakty hain. Jin trader ki busy routine hoti hai wo apni trade ko khud manage ni kar paty so wo copy trading or robotic trade ka sahara lety hain. But trader jetni achi trade khud kar sakty hain etni kio or ni kar sakta so trader ko khud trade karny ko prefer karna chahe. Es topic ma ham different ways k sath trade ko carry karny ko discuss karyn gy.

              Robotic trading vs self trading
              . Forex trading ma agr hamary pass time ni hai or hamari bhot busy routine hai to ham forex business ma hamary pass ye option hota hai k ham trade robots sy kara sakty hain. Trading ma robots sy trade karny ka benefit ye hota hai k un k andar pre programed indicator or analysis feed kaye jaty hain. Es waja sy robots achi trades ko open karty hain or k lae achy market analysis ko carry karty hain. Robotic trading ka ik or benefit ye b hai k wo trader ki tarha emotional ni hoty or trader ko agr loss ho jae to uski baki performance par bhot asar parta hai or wo achi trades open ni kar pata. Es sy trader ka loss zayada sy zayada ho jata hai. Robots ma emtional aspect ni hota or unko jetna b loss ho jae unki performance par kio effect ni parta. So trader ko robotic trading ko prefer karna chahe. But agr trading ma khud trade karyn gy to na serf unka learning increase hoti hai balky unko achi knowledge b hasil ho jati hai. So trader k lae ye zaruri hai k wo pehle acha capital jama kary or phr achy knowledge or experience ko prefer kary. Es k bad trader ko trade ma in hona chahe.
              • #8 Collapse

                Re: Robot trading copy trading yad signal base trading kiya best hai?

                Assalamu Alaikum dear Ham Sab Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki Mar 5 different trading techniques for different trading strategies Hoti Hai Jinka abhi kam kam kar sakte hain Ham ismein jitni Jyada Main Karenge aur Hamesha Mein Jitna Jyada knowledge Hasil Karke kam Karenge is Mein net Nahin jyada fayda ho sakte hain Ham Sab trading kar rahe hote hain to usmein trading ke liye hamare pass bahut jyada option Hote Hain Ham Kisi Ko Apna account manager ke liye bhi de sakte hain aur ismein ham report trading system bhi Laga sakte hain uska Hamen Kya fayda Hota Hai Kya usmein Ek strategy ko banaa Dete Hain aur uske Mein tabhi Hamari trading hoti rahti hai.

                Dear Forex trading Mein of copy trading bhi kar sakte hain copy trading main aapko ya fayda hota hai ki aap Kisi bhi expert traders ki rate ko Kabhi kar rahe ho Nahin jismein uska Commission usko Ja Raha hota hai aap Jab Forex trading Mein kam karte hain aur aap ismein Main Karti Hai To aapko ismein Achcha fayda hota hai lekin Jab aap copy trading Karenge to aap khud se account mein nahin kar rahe Hote Kisi bhi expert Raider ke rate ko aap copy kar rahe hote hain aur usko Jab profit hota hai to aapki trading profit Mein a jaati hai agar usko nuksan hota hai to aapki trade bhi nuksan Mein a Jaati Hai.

                Dear Jaisa kya main question kiya hai ki Forex trading mein agar aap Kisi expert Reda kay signals ko follow Karte Hain To vah Bhi Ek bahut hi Jabardast option hote hain aap Kisi bhi expert Reda kay signals ko copy kar sakte hain lekin dear aap Jab kam karte hain to aapko ismein Khud Se knowledge Hasil karna chahie aur kuchh se learning Karni chahie to aapko ismein Jyada fayda Hoga agar aap ismein Achcha knowledge aur Achcha experience Hasil Karke Kam Nahin Karenge to aapko ismein fayda Nahin ho sakta hai isliye aapko Khud Se working Karni chahie aur technical analysis ko perform karna chahie.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Robot trading copy trading yad signal base trading kiya best hai?

                  Assalamu Alaikum I hope you will fine Aaj aapane bahut hi best question Kiya Hai Forex trading se related aur kay robot trading copy trading signal based trading best hai market Mein Jo Bhi trading karte hain to unhen market Mein trading ki inter ma'am types ko acche tarike se study karna chahie Kyunki Jab apni trading start Karte Hain To unhen Tamam types Mein Se Kisi best type ko apni trading ke liye select karna hota hai aur uske hisab Se Hi unhen market Mein Apne trade open Karni hoti hai isliye unhen ke bare mein complete information Hasil Karni chahie

                  Robot trading
                  Market Mein Jab traders trading karte hain to use Waqt robot trading ko select karte hain to use Waqt unhen robot trading ke bare mein complete learning Karni chahie robot trading Ek automated trading hoti hai jo Khud BA Khud open bhi hoti hai aur Khud bahut close bhi vah Jaati Hai jismein investors apni Marji ke hisab se Kuchh Bhi Nahin kar sakte Bal ke usmein robot Hote Hain Jo ki vah apni Marji ke hisab se is trading Mein trade ko open Bhi Karte Hain aur usmein achha profit Hasil hone Ki Surat Mein use trade cokros bhi kar dete Hain market Mein robot trading Ek bahut he is special trading hoti hai hai Jisko market Mein many traders apni trade ke liye select Bhi Karte Hain aur Iske jaaiye se acche advantage bhi Hasil kar lete hain

                  Click image for larger version

Name:	robots trading1.png
Views:	1
Size:	245.7 کلوبائٹ
ID:	12335706

                  Copy trading
                  Market Mein trading karne ke liye copy trading Bhi Ek bahut hi special method hota hai Jisko traitors Apne trading ke liye use kar sakte hain aur isase acche fayde Diye Jal kar sakte hain aur Market Mein copy trading brokers provide Karte Hain copy trading facility brokers ke jariye se Hasil ki Ja sakti hai aur Market Mein copy trading co va brokers select Karte Hain Jo ki market Mein treading karne ka Jyada experience Nahin rakhte isliye vah market Mein copy trading co select karte hain aur Iske jariya se apni trading start Karte Hain


                  Click image for larger version

Name:	copy trading1.png
Views:	1
Size:	139.0 کلوبائٹ
ID:	12335707

                  Signals trading

                  Market Mein signals trading bahut hi best trading method hota hai market Mein signals trading karne ke liye traders market Mein metatrader 4 ka istemal karte hain aur iska istemal karte hue market Mein Signal trading Mein Apni trading start kar dete Hain to aapko is signals at reading main market ke signals ko copy karna hota hai aur usko follow karte hue hi market Mein Apni trade open Karni hoti hai market Mein trading karne ke liye signal trading Jyada best Option hota hai isliye market mein bahut set reader signal trading ko hi select karte hain aur isme apni trading start Karte Hain


                  Click image for larger version

Name:	forex singnal3.png
Views:	1
Size:	25.3 کلوبائٹ
ID:	12335708

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X