Gold ki trading risky ha
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki trading risky ha
    Dear members main apko btana chahta hn gold ki trading risky ha q k ismain pichle kuch time mai kafi changes ae han is lie hmen soch smjh kr gold ki trading krni chahiye wrna hmen zyad nuksan ho skta h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ki trading risky ha

    yes dear gold trading main kafi best hain par gold main trading karna hain tu achi earning ho jati hain gold main kafi risky trading ho jati hain gold best pair hain best earning ho skti hian agar ek traders ne learning ko strong nhe kia tu gold ki ek trade he big loss de skta hain gold main work karne k lie soach smajh k kaam karna parta hain risky pair hone k sath sath amazing earning ho skti hain or big move ho skti hain
    • #3 Collapse

      Re: Gold ki trading risky ha

      G han forex trading men gold aik risky business hey iss men trading karna mushkil hota hey iss men fast aur unexpected movement hoti hey aur kisi side pe bari movement kar sakta hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Gold ki trading risky ha

        Forex trading business mein gold ki trading sab se ziada risky hoti hai kiok gold ki movement buht ziada hoti hai aur buht ziada fast hoti hai js ko samjhne kay leye knowledge aur experience ki zaroorat hoti hai gold mein trading us waqt tak nahin Karni cahaiye jab tak acha knowledge aur experience na ho aur New trader ko gold mein trading nahin karni cahaiye kiok is mein agr profit ziada hota hai tu loss bhi ziada hota hai aur gold mein account jaldi wash hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Gold ki trading risky ha

          Assalamu Alaikum dear forex members. G han gold ki trade waqai buht risky hoti hy. Gold ki trade sirf unhi logon ko kerni cahiye jin ka experience buht acha ho or jin ka account balance bhi acha ho q k small account balance wala to gold ki trade nahi lga skta. Gold ki trade mein jo cheez sab sy ziyada ahmiyat ki hamil hoti hy wo hy acha account balance, experience or sab sy badh ker saber o tahaml q k gold ki trade mein market movement buht ziyada hoti hy lihaza saber sy kam lena chahiye or trade kerty hoye lalach bhi nahi kerna chahiye. Gold ki trade k liye achy experience ka hona buht hi zrori hota hy q k without experience success impossible.
          • #6 Collapse

            Re: Gold ki trading risky ha

            Yes dear gold aik aisa metal hai jo forex market mein bahut zayada risky hai us ki waja ye hai k gold ka spread bhi bahut zayada hota hai aur gold ki daily ki movement bhi bahut zayada hoti hai kyun k bahut zayada traders gold par trading karty hain isi waja se gold ki movement fast hoti hai agar ap gold par trading karna chahty hain tu ap k pass account balance zayada hona chahiye aur doosra ap jab bhi gold par trade lagayn tu small lot k sath lagayn ta k account safe rahy aur gold par ap achi tarha technically aur fundamentally market ko monitor karyn aur us k bad trade open karyn tu ap acha profit earn kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Gold ki trading risky ha

              Assalamu Alaikum friends kaise hain aap sab khairiyat se Honge Ji Bhai aapane bilkul theek hai gold Ek bahut hi Achcha per hai jismein aap Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain lekin ek hi yah desh ki Pyar Hai ismein Aap Jyada lost Bhi Karva Jaate Hain To aap Sabko chahie ki aap experience ke sath market ki Munh mat aur analyse ko dekh kar hi trading Karen Taki aapko Se Achcha profit Hasil kar sakte ho Jyada Se Jyada profit earned kar sake Shukriya mere doston
              • #8 Collapse

                Re: Gold ki trading risky ha

                A. O. A
                Dear friend ummid karta hun aap log khairiyat se Honge or Forex sy zada sy zada profit hasil kr rhy hon gy
                Ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari baat ki hai ki main aapki baat se agri Hun K
                Gold 🥇 ak bht hi zda risky piar hai is py soch smj k trading 💹 krni Cheya wrna loss hoga 😇
                Thanku
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ki trading risky ha

                  Humisha koshis karany chiay ka hum gold per tradaingsy avpid karayn agara hum propr triky sy tradaing kartay rahyn gy to hum zaroor kamyabai hasaial kar skaty hayana or agara haum proper triky sy tradiang ni karayana gy to humary liay bohata si mushikalata ka saman karana paer ja sakata hy is laiay mehanat sy kam karyn jo loog bi mehnt sy kam kara rahy hayan who loog. Zarokr kamyaba ho rahy hayn is liay jo loog proper triky sy kam karaty gayan who loog humisha kamyabi hasaila karaty hayan ot jo loog proper triky sy kam ni kartay un ka laiy kamyabia hasil karana bohata hi uayda mushkil ho jata hy is ljay humy in tamma bataon per tawajah dany chiay ta kha hum issy kamyabi hasaila kara skayn iska abgair hum kabi bi kam ni ho skaty hayan .
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ki trading risky ha

                    Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business isliagold aik risky business hey iss men trading karna mushkil hota hey iss men fast aur unexpected movement hoti hey aur kisi side pe bari movement kar sakta hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi hasil kar saktay
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold ki trading risky ha

                      AoA dear mere khayl men oil ki market ziada risky hoti hg q k dollar ki market itni fast ni hoti a k dollar mi qeemat itni jaldi na up hoti hy na down hoti hy jb k oil ki market ka kch andaza ni hota aur wo bhaot fast up ya down ho jati hy ia liye hmen hamesha soch smjh k trade lgani chahiye ta k acha profit mily hmen
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ki trading risky ha

                        Aslamoalaikm dear forex members g han blkl gold ki pair bht high risky hy gold pr trade hemsa achy knowledge experience or soch smjh kr lgayn Gold ki market moving bht high hy gold pr trade Bina experience k ni lgai ja skti gold kch second me hi 20_30$ly jata hy gold pr trading krny k liay account balance high hona chahiay minimum 200_300$hona zruri hn gold pr trade Bina analys kiay bger or uski movement k Bina hrgiz trade na kren agr gold sy profit hasil krna chahty hn to uski market moving ko smjhen jldbazi na kren soch smjh kr trade kren
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ki trading risky ha

                          ji han bilkul gold ki trading bahut hi risky hoti hai aur iske movement to bahut hi tej hoti hai hamen isko soch samajhkar aur planning ke sath apni trade bhawani chahie tha ki Ham achcha profit on karke kamyab ho sake aur apni life ko change kar sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold ki trading risky ha

                            Dear aao nay bilkul sahi baat ki hy keh gold ki trading waqi bahut he Iada risk bhi hy aur iss main list kay chances bhi bahut ziada hoty hain lihaza hamain jab bhi gold ki trading karna ho ri hamain achi tarah market ko study karna chahye aur ziada say ziada focus ho kar achi tarah charts ko bhi baghour dekhna chahye taa keh hum lig achi kamyabi bhi hasil kar saken aur ziada say ziada aagy bhi barh saken aur iski main he hum logon ki kamyabi ka taa bhi hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold ki trading risky ha

                              Ji han aapane bahut hi achcha question kya hai gold ki tried risky tried hai gold ki movement dekar tried karni chahie gold risky trade hai hamen accha profit Bihar hasil kar sakte hain gold per trade karne ke liye hamen tried ki movement ko dekhkar aur hamare pass achcha balance Ho FIR hamen bol potret karni chahie To hamara account safe rahega achcha profit bhi hasil ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X