Trading k liye lot size kitni ho?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k liye lot size kitni ho?
    Dear members main ye jan'na chaht hn k trading hmen knsi lot size se start krni chahiye aur maximum lot size kia ha aur iska kia mtlb haa???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k liye lot size kitni ho?

    Dear forex members jab haum proper tareekay say money management Kay mutabiq trading Kartay hoye apney forex account balance ko secure rakhtay hoye trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay Forex trading main kissi bhi currency pairs pay ya commodities pay trade open Karney Kay liye haumay sab say pehlay apney Trading account ko secure rakhtay hoye trading karni parti hay phir uss Kay mutabiq hi apna order place Karney Kay liye lot size ki selection main haumay hamesha apney experience aur knowledge ki base pay Trading strategy tarteeb daytay hoye hi selection Karni chahiye takay haum properly market ko watch kartay hoye apna order place kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay forex trading main haumay hamesha trading say related knowledge aur learning ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay Forex trading main haumay lot size ko slect karney Kay liye apney trading account ko secure rakhtay hoye trading karni chahiye takay haum kamyabi kay saath trading kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay.
    • #3 Collapse

      Re: Trading k liye lot size kitni ho?

      Jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh bagher sochay samjhay bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir small lot size ko use karen aur koshish karen k 0.01 ki lot laga kar trading karen aur kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Trading k liye lot size kitni ho?

        Hum ne apne account mein jo bhi lot size use karni hai apne account balance kay mutabik use karni cahaiye aur is kay leye hum ko account ki money management karna zaroori hota hai hum account ki money management kar kay lot size use kar kay trading karain gey tu hi forex mein kaamyaab ho saktay han aur profit ho sakta hai hum ko ye zaroori hota hai kay hum lot size apne account balance kay mutabik use karain phr hi faida hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading k liye lot size kitni ho?

          aslam u alikum dosto jesaa kay humy maloom hai kaay lalch buri bala hai or forex tradong me hum lot tab hii kr skty hai jab achii trade lagai ho or trading me lot size sub say kam ho masal kay tor par 0.01 say start kary or iss me kam profit to ho ga lekien iss me apky belence ka nuksan kam ho jata hai lagar hum lot size bara rakhy gay to agr hum nuksan ki janab ja rahy ho to samjhy hum bhot bary kasaray me chaly gay or ha agr profit howa to woh bi behtreen hoga lekin iss me chance kam hoty hai to lot size sb say kam rakh kar business kary thanks forex trading ka
          • #6 Collapse

            Re: Trading k liye lot size kitni ho?

            yah Jo lot size hota hai yah depend karta hai aapke market per ke aapke paas account balance kitna hai agar aapka capital bahut achcha hai to aap log jyada lot size trade laga sakte hain agar aap logon ka account balance itna achcha nahin tu is tarah aap logon ko sambhal account ke sath kam Karen aur jyada lot size ki trade na lagaen
            • #7 Collapse

              Re: Trading k liye lot size kitni ho?

              G haan billkul ap ko btana chahta hon lot size hamesha apna account balance ki base pr lgyain zada lot size ka chakar ma nhi pran keon ka zada lot size ka chakar ma account wash hota ha is lia hamin chahia soch smuj kr lot size lgyain zada laluch nhi kran
              • #8 Collapse

                Re: Trading k liye lot size kitni ho?

                Assalam.o.alaikum dear forex members Pakistan forex forum me kam krne kalye apko forex k rolls ko follow krna chahiye forex k rolls ka PTA hona chahiye forex k bare me ziada se ziada information honi chahiye lot size account k mutabiq lgana chahiye apka jtna bra account hoga AP utna ziada lot size lga skty hn
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k liye lot size kitni ho?

                  Trading ka Lia lot size ktna ho bohat acha swal hai forex main aap ko trading karna ka Lia lot size apna balance ka matabik lagay gay tu aap achi trading Kar Kay kamyabi hasal Kar saktay hai agar aap apna account balance ka matabik nahi rhakay gay tu aap ko kamyabi ho gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k liye lot size kitni ho?

                    Trading kay liye lot size ka chota huna behtar samjhna jata hai. Or bhot say seniours ki janib say bhi trading karty waqt lot size ko chota rakny ki hidayat ki jati hai. Lakin mar mutabiq trdae karty waqt size ka chot huna ya bara huna sirf account kay blance pay depend huna chiye. Or 2nd main ye huna chiye kay currency pair pay difrent or gold or oil pay lot size pay rates difrent huty hain is liye yaha pay trader ko apni lot size ko adjust karny ki zarort huti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k liye lot size kitni ho?

                      Ji han aapane bilkul theek ka hai ke Hamen trading ke dauran lot size kitne log Aane chahie agar aap trading ke Darmiyaan lottery Lagana Chahte Hain To uske liye yah lot size Aapke Kaun padh padh kar diya ji namaskar aapka counter bada hoga aap bacche lottery Laga sakte hain Agar aapka counter bada hoga to account Bada karne ke liye Hamen acchi posting aur yah aapke account per hi depend karta hai ki aapane kitne Lo Sajani hai aur Kitni Nahin isliye Hamen chahie ke Hamen Apne account ko Palan karte hue trading Karni chahie aur acchi se acchi Lord se Lagaye chahie tha ki Hamen Achcha bonus ho sakti hai isliye Hamen chahie ki Hamen Jyada Se Jyada Apne kam ko Behtar banane ki koshish Karna chahie bahut Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k liye lot size kitni ho?

                        Aslam o alikum. Ye hamare deposit par depend karta hain deposit 10$ hain or hum lot size bare laga rahe hain to es say account wash he ho GA proper way say work karae lot size 0.01 ke lagae es say loss Kam ho GA jitna hamara deposit hain us k muhtabek lot size lagy zaida lalch mei ah Kar bare lot size na lagy
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k liye lot size kitni ho?

                          Koshish karen k Forex trading men lot size minimum rakhain aur 0.01 se zyada lot size istemal na Karen. Minimum lot size istekarnay se apka account washout honay se mehfooz rehta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading k liye lot size kitni ho?

                            ji bilkul trading ke liye Lord size hamara kam se kam hona chahie Jani jiska kaun bahut chhota hai vah apna Kam Laut se trailer gayani 0.03 ki 0.05 ki lagaen aur jiska kaun bahut hi bade large hai vah apne trade badi laga sakte hain aur bahut hi achcha profit aasan karke kamyab ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading k liye lot size kitni ho?

                              hmn taradding karty waqt kam lot size lgany chahy q k agar hmara acount bara ha to ham bary lot size laga sakty hn lakin wo bhi kisi had ta k r agar hmara acounta bara nhi ha to hmn chahy k ham kam lot size lagain q k bary lot saize say hmara acount khatry mn par sakta ha r wash ho sakta ha is liuy hmn hMESHA KAM LOT SIZE KA ISTAMAL KARNA CHAHY.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X