TWO Mistakes================Account WASH
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    TWO Mistakes================Account WASH
    TWO Mistakes================Account WASH
    Assalam o alikm! Dear members kasiey hain sb umeed hay keh ap khairiyat sy hongy aor apni forex journey ko jari rakhey hoey hongy.
    Dear members yeh thread create karny ka mera maksad ap sy apna experience share karna hay to aey is par bat karty hain aor main ap ko forex trading ki mistakes btata hon jo hum sab karty hain...........
    Click image for larger version

Name:	dices-over-newspaper-2656028_1920.jpg
Views:	3
Size:	424.2 کلوبائٹ
ID:	12470271
    Forex TRading Main mera EXperience
    Dear members Forex Trading ko main nay September 2019 main join kiya tha aor main nay work start kiya tha to ap smjh skty hain keh yeh arsa kisi bhi shaks ko jis kam main woh ho kafi malomat aor tjarba frahm karta hay to main nay bhi forex ki market sy aor forex trading sy bohot kuch sekha hay khasa taor par main nay yeh seekha hay keh hum loss kun karty hain aor hamary account wash kun ho jaty hain to is par aj main aap sy knowledge share karonga.....
    Click image for larger version

Name:	accidental-slip-542551_1920.jpg
Views:	1
Size:	917.1 کلوبائٹ
ID:	12470272
    WHY OUR ACCOUNT wASHED?
    Dear members forex trading main mjhey ik arsa ho gaya hay work karty hoey aor main ap say apna real experience share kar raha hon aor woh yeh hay keh hum ko forex trading main jb loss hota hay yani keh hamara jb account wash hota hay to hamari kon c aise mistakes hoti hain jiski waja sy aisa hota hay to iska jwab hay.........Click image for larger version

Name:	mistake-3019036_1920.jpg
Views:	1
Size:	271.4 کلوبائٹ
ID:	12470273
    Trade par Trade open karna yani keh over trading
    ik sath kai sari trades ko open kar lena
    Sahi point sy entry na lena
    STOP LOSS Ka Use Na karna
    dear members yahi woh sab sy barri mistakes hain jo keh hamarey account ko wash kar jati hay ik to hay keh stop loss ko use na karna open trade kar kay chor dena aor dosra hay keh ik sath kai sari trades ko open kar lena aor apna margin khatm kr lena to jb aisa hota hay to market to move karti hay zigzag krti hay to phir hum apney account sy hath dho baithty hain aor kuch bhi hath nahi ata hay hamarey
    UMEED HAY KEH YEH THREAD AP KELEAY HELPFULL SABIT HOGI
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: TWO Mistakes================Account WASH

    Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men account wash honay ki bahut c wajoohat hen lekin jo log bagher knowledge aur experience k trading kartay hen ya market ka analysis nhi kartay aur trend k opposite trade laga detey hen aur stop loss ko ignore kartay hen unn logon ka account jaldi wash ho jata hey aur jo log ziyada profit k lalach men bari lot laga detey hen unn ka account bhi jaldi wash ho jata hey
    • #3 Collapse

      Re: TWO Mistakes================Account WASH

      Most of the time hm khud apna loss krty hn jesy k misal h apny paun p khud kulhari marna jo k hmari careless sy hoti h to ap kam ko mehnat sy krein taky apko kamyabi mily or bilkul b jldi m hurry m kam nh krein blky well manner way m kam krein authentic basis p kam ko mehnat sy krein taky kamyabi mily apko or faida b ho or mza aye mehnat ka jb reward milta h to skoon hota satisfaction hoti h kam m ap dhyan lgaty hn to market experience knowledge analysis sb kam aty hn to mehnat ee h phr jo ee krti sb ka sb kamyab or sb kuch mehnat sy mumkin h
      • #4 Collapse

        Re: TWO Mistakes================Account WASH

        Forex business mein loss hone ki buht si wajohaat hoti hai jn mein lalach karna emotional trading karna aur jald bazi se trading karna aur over trading karna bhi Aik mistake hoti hai kiok over trading mein hum Aik se ziada trade open kartay han js lot size ziada hota hai aur js se loss hota hai tu account wash ho jata hai forex mein hum ko profit earn kar karna hai tu hum ko apni mistake ko theek karna ho ga phr hi learning ho sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: TWO Mistakes================Account WASH

          aslamu alikum mery dosto forex market aik rezkii kam bi hai un logo keliey jo trade kay dooran market ko samjh nahii sakty woh log apna account wasg krwa letey hai or woh log ho trade kay dooran stop loss lagana bhlo jaty hai woh log bi account wash krwa leaty hai forex trade kay dooran in donoo chezoo ka achy say study kary or sekhy taky hum apna account wash hony say bachha saky thanks forex trading ka
          • #6 Collapse

            Re: TWO Mistakes================Account WASH

            Forex trading ma account wash hona ki sb sa Bari wajah ham khud hi hota han Jo log zada laluch krta han un ka bohat jald hi account wash ho jata han or Jo log experience ka bagair trading krta han un ka bi account wash hota han
            • #7 Collapse

              Re: TWO Mistakes================Account WASH

              assalam o alaikum jnab ap janty hai k forex aik bohat bra business hy yahan per ap ko profit bhe bohat milta hy mgr ap ki koi c bhe mistake ap ko yahan per bohat bra loss dy jati hy aur kai baar to ap ka accont bhe wash ho jat a hy ap janty hain k yahan per kam karny k leay hmary pass aik acha sa money management plan bhe ho. ap yahan per sab sy bri mistake jo karty hain wo hy lalch karna aur apny money management plan ko follow na karna ap ny apny acount k siz ko dekh kar aur apny capital k mutabik money management plan bnana hota hy jab ap lalch karty hain sahi treeky sy money management ko follow nahi karty to ap bra lot size choose karty hain ap jab bra lot size choose kakrty hai aur ap ka account chota ho to wo trading kam aur gambling ziyada ban jati hy ar agr ap ka anlysis kisi bhe waja sy sahi na nikly aur market ap k against chali jaye to ap ko loss ho ga aur ap ka account bhe wash ho jaye ga lehaza zroori hy ap apny money management plan ko follow kren aur lalch na kren. es k abd ap ki sab sy bri galti hy k ap sahi treeky sy market ko analyse nahi karty ap jald bazi mai trade karty hain aur sahi sy analyse nahi karty to market ap k against jaye gi aur ap ko loss hoga ap ko achy treeky sy market ko analyse karna hy aur jab tak ap ko market k trendki smsjh na aye ap ny trade open nahi karni hy agr ap ka mind fresh na ho hap ko koi tension ho to bhe ap koi trade na kren q k ye chezain ap k analysi ko effect karti hain aur ap ko loss day sakti hain ap ka aik di mai profit ka jab target poora ho jaye to ap ny mazeed trading nahi karni ehly withdraw karna hy aur phir trade karna hy.
              • #8 Collapse

                Re: TWO Mistakes================Account WASH

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Atique786 پيغام ديکھيے
                TWO Mistakes================Account WASH
                Assalam o alikm! Dear members kasiey hain sb umeed hay keh ap khairiyat sy hongy aor apni forex journey ko jari rakhey hoey hongy.
                Dear members yeh thread create karny ka mera maksad ap sy apna experience share karna hay to aey is par bat karty hain aor main ap ko forex trading ki mistakes btata hon jo hum sab karty hain...........
                [ATTACH]24526[/ATTACH]
                Forex TRading Main mera EXperience
                Dear members Forex Trading ko main nay September 2019 main join kiya tha aor main nay work start kiya tha to ap smjh skty hain keh yeh arsa kisi bhi shaks ko jis kam main woh ho kafi malomat aor tjarba frahm karta hay to main nay bhi forex ki market sy aor forex trading sy bohot kuch sekha hay khasa taor par main nay yeh seekha hay keh hum loss kun karty hain aor hamary account wash kun ho jaty hain to is par aj main aap sy knowledge share karonga.....
                [ATTACH]24527[/ATTACH]
                WHY OUR ACCOUNT wASHED?
                Dear members forex trading main mjhey ik arsa ho gaya hay work karty hoey aor main ap say apna real experience share kar raha hon aor woh yeh hay keh hum ko forex trading main jb loss hota hay yani keh hamara jb account wash hota hay to hamari kon c aise mistakes hoti hain jiski waja sy aisa hota hay to iska jwab hay.........[ATTACH]24528[/ATTACH]
                Trade par Trade open karna yani keh over trading
                ik sath kai sari trades ko open kar lena
                Sahi point sy entry na lena
                STOP LOSS Ka Use Na karna
                dear members yahi woh sab sy barri mistakes hain jo keh hamarey account ko wash kar jati hay ik to hay keh stop loss ko use na karna open trade kar kay chor dena aor dosra hay keh ik sath kai sari trades ko open kar lena aor apna margin khatm kr lena to jb aisa hota hay to market to move karti hay zigzag krti hay to phir hum apney account sy hath dho baithty hain aor kuch bhi hath nahi ata hay hamarey
                UMEED HAY KEH YEH THREAD AP KELEAY HELPFULL SABIT HOGI
                Assalam walekum aapki baat welcome theek hai kya main Forex mein mistakes Nahin Karni chahie Agar Ham mistakes Karte Hain To isase Hamara account wash ho jata hai aur Hamen Koi fayda Hasil Nahin Hota isliye Hamen mistake se ward karna chahie Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: TWO Mistakes================Account WASH

                  Ji Bhai trading main loss hona or account ka wash hona mukhtalif sorat main hota ha AP na Jo 2 waja batai ha un ki waja yahi ha k forex business ka knowledge nahi hota market ko analyse karna nahi ata meta4 platform sahi trah sa opperat karna nahi ata or bohat sa option Hain Jin ki waja sa account wash ho jata ha
                  • #10 Collapse

                    Re: TWO Mistakes================Account WASH

                    forex market mein kam karte hue hamen mistakes to avoid karna chahie hamen mistake use time hoti hai jab Ham lalach karte hain yah jaldbaji mein aakar trade open karte hain hamen apne knowledge aur apni ladne ghar ko increase karna chahie jab hamare pass acchi practice hogi to humse Koi mistake nahin hogi hamari ek mistake se hamara acount wass ho sakta hai. So hamain Bina jaldbaji ke aur acchi practice ke sath market ko analysis karke trade open karni chahie aur apne account ko save rakhna chahie. Ham jitna achcha kam karte hain apne Hi acchi kamyabi hasil kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: TWO Mistakes================Account WASH

                      forex mein hum chahy posting ker rahy hon ya phir hum is mein trading ker rahy hon humen chahiye k hum is mein mistakes se avoid keren kuen k mistakes ko agar hum had se zeada keren gy tou is se humary account k wash hony ka bhi khatra hota hai humen chahiye k hum is mein mistakes se avoid keren aur learning ker k work keren
                      • #12 Collapse

                        Re: TWO Mistakes================Account WASH

                        Assalamu alaikum dosto trading ky business main loss hota hay magar hamin ghabrana nahin chahy .apny account ko wash hony se bchain .hmara account two mistakes jo ky major mistakes hain en ki wajah se wash hota hay .
                        1 . STOP LOSS Ka use na Karna
                        2. Market ko analysis key baghair big lot size main over trading karna .
                        • #13 Collapse

                          Re: TWO Mistakes================Account WASH

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Atique786 پيغام ديکھيے
                          TWO Mistakes================Account WASH
                          Assalam o alikm! Dear members kasiey hain sb umeed hay keh ap khairiyat sy hongy aor apni forex journey ko jari rakhey hoey hongy.
                          Dear members yeh thread create karny ka mera maksad ap sy apna experience share karna hay to aey is par bat karty hain aor main ap ko forex trading ki mistakes btata hon jo hum sab karty hain...........
                          [ATTACH]24526[/ATTACH]
                          Forex TRading Main mera EXperience
                          Dear members Forex Trading ko main nay September 2019 main join kiya tha aor main nay work start kiya tha to ap smjh skty hain keh yeh arsa kisi bhi shaks ko jis kam main woh ho kafi malomat aor tjarba frahm karta hay to main nay bhi forex ki market sy aor forex trading sy bohot kuch sekha hay khasa taor par main nay yeh seekha hay keh hum loss kun karty hain aor hamary account wash kun ho jaty hain to is par aj main aap sy knowledge share karonga.....
                          [ATTACH]24527[/ATTACH]
                          WHY OUR ACCOUNT wASHED?
                          Dear members forex trading main mjhey ik arsa ho gaya hay work karty hoey aor main ap say apna real experience share kar raha hon aor woh yeh hay keh hum ko forex trading main jb loss hota hay yani keh hamara jb account wash hota hay to hamari kon c aise mistakes hoti hain jiski waja sy aisa hota hay to iska jwab hay.........[ATTACH]24528[/ATTACH]
                          Trade par Trade open karna yani keh over trading
                          ik sath kai sari trades ko open kar lena
                          Sahi point sy entry na lena
                          STOP LOSS Ka Use Na karna
                          dear members yahi woh sab sy barri mistakes hain jo keh hamarey account ko wash kar jati hay ik to hay keh stop loss ko use na karna open trade kar kay chor dena aor dosra hay keh ik sath kai sari trades ko open kar lena aor apna margin khatm kr lena to jb aisa hota hay to market to move karti hay zigzag krti hay to phir hum apney account sy hath dho baithty hain aor kuch bhi hath nahi ata hay hamarey
                          UMEED HAY KEH YEH THREAD AP KELEAY HELPFULL SABIT HOGI
                          Yes of course dear brother aapki post bahut Yad informative the aur aapane Hamen bahut jyada information wali post share ki hai main aapki baat se bilkul agree Karta Hun Ki Hamari trading Lagane Mein Jo mistake Se Hoti Hai Unki vajah se Hamara account wash Ho Jata Hai To Hamen chahie ki Ham Kabhi Bhi overtrading Na Karen iska matlab yah hai ki Hamen same time per bahut jyada trades open Nahin Karni chahie same time per hamari ek hi trade open honi chahie iske sath Hamen kabhi bhi lot size ko increase nahin karna chahie Jab Ham lot size increase karte hain tab bhi Hamara account wash ho jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: TWO Mistakes================Account WASH

                            g ha ap ny thk kha ha kha hum loog jo os busssiness ma khaam karty ha os ma hum loogo ko chia ka hum is ma mistake na kary q kha is say humra acoounct bhe wash jo sakta is hum loogo ko apny samj ka sath kaam karna chia taky hum loog os ma koi bhi galti na kary is hum loogo ka account wash nahi ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: TWO Mistakes================Account WASH

                              je han belkul hamare mistake ke wajah say he hamara account ash ho jata hey hamen mehnaat say kam karna chihay ham log ager mehnaat say kam karen gay to he ham log forex say ache earning hasell kar saken gay hamen ache learning kay sath kam karna chihay hamen forex mein lalich bhe ni karni chihay ager ham log forex mein lalich karen gay to hamen ache earning hasellni ho sakay ge hamen khoob ache learning kay sath kam karna chihay or ache learning or mehnaat say kam ko jare rakhna chihay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X