Fast Moving pairs per time frames ka effect

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fast Moving pairs per time frames ka effect
    Assalam O Alaikum dear Forex Friends...
    Umid karta hun aap sab khairiyat se honge. Time frame bhi trading mein bahut importance rakhta hai isliye kisi bhi time-frame ko casual na lia jaren ya useless mat samjha Karen.. specially fast-moving pairs like NDX, Gold, Silver etc per movement dekhne k liye time frames bahut matter karty hain aur scalpers bhi chotay time frames use krty hain. Fast moving Pairs per barhay timeframe se aap trend confirm kar sakte hain aur chote timeframes se aap 80% positive trade utha sakte hain. Chotay time frames sy apko candlestick patterns aur visible ho jata hai aur aap confirmed aur confident ho kr positive trade ly saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fast Moving pairs per time frames ka effect

    time frames ka hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se kam kiya karen take hum is main success hasil kar saken to is tarah s ehe to hum is main kamyab ho jaya karte hain bas hamen bhe cahiye ke hum is main kamyab ho jaya karen to is tarah se hum is ain success hasil lar len hge to is tarah se he to hum is main kayab ho jaya karte hain bas hamen kabhe bhe is main apne kam ko nhe chorna cahiye balke hamne cahiye ke hum is main mazeed ache tarah se kam karna ho ga to is tarah se he to hum is main success hasil kar lete hain to bas is liye hamne bhe apne kam ko sahe tarah se kar lena cahiye tab he to hum is main kamyab ho sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Fast Moving pairs per time frames ka effect

      Dear pyary forexer fasting pairs ke hawaly say sab say aham baat yeh hai ke ye unexpected movement ke jaty hai jis SE bara loss or bara profit be hojata hai. Time frame Ka esma aik Bohat aham role yeh Hota hai ke HM 1 minute ki candles SE 1 mnth tak ki candle ko use Kar sakte hai or har time frame ma apki trading SE mutaliq muktalif kisam ki knowledge milti hai jesy ke trend k barey ma bullish ya bearish Hoga konsa long term ke liye or kinda short term ke liye usky ilawa candlestick patterns na hamy market reversals ke barey ma be Achi maloomat milti rehti hai. Esi liye kis be time frame ko easy na lein.
      "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".

      اب آن لائن

      Working...
      X